Nabiyon mein Sabse Afzal Rutba Mere Nabi ka Lyrics || Qawwali || Roman(Eng) & हिंदी (Hindi)





Roman(Eng) :


Nabiyon mein Sabse Afzal Rutba Mere Nabi ka
Quraan hai Mukammal Chehra Mere Nabi ka

Utra nahin Zameen par Saaya Mere Nabi ka
Allah ka hai Jalwa Jalwa Mere Nabi ka

Nabiyon mein Sabse Afzal Rutba Mere Nabi ka

Allah ki kasam Wo Taqdeer ke Dhani hein
Jo log dekh aaye Roza Mere Nabi ka

Nabiyon mein Sabse Afzal Rutba Mere Nabi ka

Sarkaare Do Jahaan ka Ye khaas Mojaza hai
Kankar bhi pad rahe hein Kalma Mere Nabi ka

Nabiyon mein Sabse Afzal Rutba Mere Nabi ka

Ho jayein lakh paida Islaam ke mukhaalif
Chalta rahe ga yun hi Sikka Mere Nabi ka

Nabiyon mein Sabse Afzal Rutba Mere Nabi ka

Kami karo na Salaamo Salaat mein
Wo khubiyaan hein Sarware Aalam ki zaat mein
Quraan utra Pyare Nabi ki Sifaat mein
Haq ne na banaya Aapsa Jab kaaynat mein
Sari Khudaaee de di Muhammad ke haath mein


Nabiyon mein Sabse Afzal Rutba Mere Nabi ka

Muhammad Mustafa Allah ka farmaan laye hein
Gunaahgaron ki bakhshish ke liye Quraan Laye hein

Nabiyon mein Sabse Afzal Rutba Mere Nabi ka


हिंदी (Hindi) :


नबियों में सबसे अफ़ज़ल रुतबा मेरे नबी का
क़ुरआन है मुकम्मल चेहरा मेरे नबी का

उतरा नहीं ज़मीन पर साया मेरे नबी का
अल्लाह का है जलवा, जलवा मेरे नबी का

नबियों में सबसे अफ़ज़ल रुतबा मेरे नबी का

अल्लाह की कसम वो तक़दीर के धनि हैं
जो लोग देख आये रोज़ा मेरे नबी का

नबियों में सबसे अफ़ज़ल रुतबा मेरे नबी का

सरकारे दो जहां का ये ख़ास मोजज़ा है
कंकर भी पड़ रहे हैं, कलमा मेरे नबी का

नबियों में सबसे अफ़ज़ल रुतबा मेरे नबी का

हो जाएँ लाख पैदा, इस्लाम के मुखालिफ
चलता रहेगा यूँही सिक्का मेरे नबी का

नबियों में सबसे अफ़ज़ल रुतबा मेरे नबी का

कमी करो ना सलामो सलात में
वो खूबियां हैं सरवरे आलम की ज़ात में
क़ुरआन उतरा प्यारे नबी की सिफ़ात में
हक़ ने ना बनाया जब आपसे कायनात में
सारी खुदाई दे दी मुहम्मद के हाथ में


नबियों में सबसे अफ़ज़ल रुतबा मेरे नबी का

मुहम्मद मुस्तफा अल्लाह का फरमान लाये हैं
गुनहगारों की बख्शीश के लिए क़ुरआन लाये हैं

नबियों में सबसे अफ़ज़ल रुतबा मेरे नबी का
mery nabi da rutba ala, pyare nabi ki zaat par lyrics, nabiyo me sabse afzal mp3 download, nabiyo me sabse afzal qawwali mp3 download, nabiyo me sabse afzal, nabiyo me sabse afzal mp3 320kbps download, hind ke waliyon mein hai aala rutba mere khwaja ka lyrics, नबियों में सबसे अफजल, rutba mere nabi ka, nabiyo me sabse afzal rutba mere nabi ka, nabiyo me sabse afzal rutba mere nabi ka mp3 download, nabiyo me sabse afzal rutba mere nabi ka 320 kb, nabiyo me sabse afzal rutba mere nabi ka ringtone download, nabiyo me sabse afzal rutba mere nabi ka lyrics, nabiyo me sabse afzal rutba mere nabi ka audio download, nabiyo me sabse afzal rutba mere nabi ka mp3 qawwali, nabiyo me sabse afzal ringtone download, mere bhai kavvali, famous kavvali, islami shahar, kavvali purana






Comments

Post a Comment

Popular Naat Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar || Lyrics || Wo Muhammad Madine mein Maujud hai || हमने आँखों से देखा नहीं है मगर || ENG HINDI URDU

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana || Madani Sehra || Lyrics || फ़ज़्ले रब्बे पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना || मदनी सेहरा || Haifz Tahir Qadri

Wo Mera Nabi hai Lyrics || Wo Jiske liye Mehfile Konain saji hai || वो मेरा नबी है || वो जिसके लिए महफिले कोनैन सजी है || وو جسکے لئے محفل کَونَیْن سجی ہے || Lyrics

Allah humma Sallay Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Lyrics || अल्लाहुम्म सल्ली अला सैय्यिदिना व मौलाना मुहम्मदिन || ENG HINDI URDU

Shahe Do Alam Salam Assalam || शाहे दो आलम सलाम अस्सलाम || شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام || Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी (Hindi)

Aye Khatme Rasool Makki Madani || अये खत्मे रसूल मक्की मदनी || اے ختم رسول مکّی مدنی || Lyrics || Hafiz Uzair Akhtari

ab to bas ek hi dhun hai ke Madina dekhun Lyrics || अब तो बस एक ही धुन है के मदीना देखूं || اب تو بس ایک ہی دھن ہے کے مدینہ دکھوں || Hafiz Ahmed Raza Qadri

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics || मदीने के आक़ा , सलामुन अलैक || مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Unki chokhat ho to kaasa bhi pada sajta hai Lyrics || Asad Attari || Roman(ENG) & हिंदी (HINDI)

Maula Ya Salli wa Sallim || Salam Lyrics || मौला या सल्ली व सलीम || Danish & Dawar

Facebook Page