Ye Naara hamari Jaan Ya Rasulallah Lyrics || Hafiz Tahir Qadri


Ya Rasulallah Ya Habiballah
Ya Rasulallah Ya Habiballah

Ye naara hamari jaan
Ye naara hamari shan
Ye hai apni pahechan
Ham sab is par qurbaan

Naara e risalat Ya Rasulallah.....
Ya Rasulallah Ya Habiballah
Ya Rasulallah Ya Habiballah

Darde dil ki dawa is naare se hai
LaMaraz ko shifa is naare se hai
Apne jiwan ki sab khushiyan
Naara e Rasulallah se hai

Ye naara hamari jaan
Ye naara hamari shan
Ye hai apni pahechan
Ham sab is par qurbaan
Naara e risalat Ya Rasulallah.....
Ya Rasulallah Ya Habiballah
Ya Rasulallah Ya Habiballah

Magfirat Aafiyat Ma'refat ka payam
Bekason bebason ke liye hai inaam
Is naara e paak ki barkat se
Paya hai hamne uncha makam

Ye naara hamari jaan
Ye naara hamari shan
Ye hai apni pahechan
Ham sab is par qurbaan
Naara e risalat Ya Rasulallah.....
Ya Rasulallah Ya Habiballah
Ya Rasulallah Ya Habiballah

Abu bakro Umar Usman Haidar
Farzand e Ali Zahra ke jigar
Hua inke wasile ham ko ata
Ye naara lagaye Jinno bashar

Ye naara hamari jaan
Ye naara hamari shan
Ye hai apni pahechan
Ham sab is par qurbaan
Naara e risalat Ya Rasulallah.....
Ya Rasulallah Ya Habiballah
Ya Rasulallah Ya Habiballah

Khwaja Ajmeri Gause Jali
Data Hajweri Haji Ali
Farman hai in sab waliyon ka
Har aafat is naare se tali

Ye naara hamari jaan
Ye naara hamari shan
Ye hai apni pahechan
Ham sab is par qurbaan
Naara e risalat Ya Rasulallah.....
Ya Rasulallah Ya Habiballah

Ya Rasulallah Ya Habiballah

Hamne Murshid se hai ye suna
Hai har ma'min ke dil ki sada
Hai naara e risalat hi mein baka
Ta Hashr na honge is se juda

Ye naara hamari jaan
Ye naara hamari shan
Ye hai apni pahechan
Ham sab is par qurbaan
Naara e risalat Ya Rasulallah.....
Ya Rasulallah Ya Habiballah

Ya Rasulallah Ya Habiballah

Roze mahshar jo mushkil makaam aaye ga
Lab pe tere agar ye kalam aaye ga
Aasi Mohsin ka Tahir ka imaan hai
Banke apna wasila ye kaam aaye ga

Ye naara hamari jaan
Ye naara hamari shan
Ye hai apni pahechan
Ham sab is par qurbaan
Naara e risalat Ya Rasulallah.....
Ya Rasulallah Ya Habiballah
Ya Rasulallah Ya Habiballah

Naat Khwan : 

Hafiz Tahir Qadri

Comments

Post a Comment

Facebook Page

Followers

Popular Naat Lyrics

Wo jiske liye Mehfile Konain saji hai Lyrics || Roman(Eng) and Hindi(हिंदी)

Shahe Do Aalam Salaam Assalaam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी (Hindi)

Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Lyrics || Roman (Eng) & हिंदी (Hindi)