Kash Ke Mai Duniya Mai Paida Na Hua Hota


Kash ke Mai Duniya Mai paida na hua hota.....3
Kabr-o-Hashr Ka Sab gham khatm ho gaya hota....2

Aah salb-e-imaa ka khouf khae jata hai....2
Kash Meri maa ne hi mujko na jana hota...2

Taar ban gaya hota murshidee ke kurte ka...2
Murshidee ke sine ka baal ban gaya hota....2

Do jaha ki fikro se yu najat mil jaati....2
Mai madine ka sach much kutta ban gaya hota....2

Kash aisa ho jaata khak ban ke tayba ki.....2
Mustafa ke kadmo se Mai lipat gaya hota ...2

Ful ban gaya hota gulshan-e-madina ka.....2
Kash Unke sehra ka khar ban gaya hota .....2

Shor utha ye mehshar mai Khuld mai gaya Attar .....2
Ghar na vo bachate to Naar Mai gaya hota.....2

Comments

Post a Comment

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu