Ya Aliyal Murtaza Maula Ali Mushkil kusha Lyrics

Ya Aliyal Murtaza Maula Ali Mushkil kusha
Aap hein shere khuda Maula Ali Mushkil kusha

Aap hein shere khuda Maula Ali Mushkil kushaSahibe Lutfo ata Maula Ali Mushkil kusha
Hai shahide ba wafa maula Ali Mushkil kusha

Ya Aliyal Murtaza Maula Ali Mushkil kusha
Aap hein shere khuda Maula Ali Mushkil kusha

Ilm ka mein shaher hun darwaza iska hai ali
Hai ye qaule Mustafa Maula Ali Mushkil kusha

Ya Aliyal Murtaza Maula Ali Mushkil kusha
Aap hein shere khuda Maula Ali Mushkil kusha

Jis kisi ka mein hun maula uske maula hein Ali
Hai ye qaule Mustafa Maula Ali Mushkil Kusha

Ya Aliyal Murtaza Maula Ali Mushkil kusha
Aap hein shere khuda Maula Ali Mushkil kusha

Baade khulfa e salasa sab sahaba se bada 
Aap ko rutba mila Maula Ali Mushkil Kusha

Ya Aliyal Murtaza Maula Ali Mushkil kusha
Aap hein shere khuda Maula Ali Mushkil kusha

Qal'aa e khaibar ka darwaza ukhada aap ne
Marhaba ! Sad marhaba ! Maula Ali Mushkil Kusha

Ya Aliyal Murtaza Maula Ali Mushkil kusha
Aap hein shere khuda Maula Ali Mushkil kusha

Shabbaro shabbir ke walid ho tum maan Fatima
Sayyado sardare maan Maula Ali Mushkil Kusha

Ya Aliyal Murtaza Maula Ali Mushkil kusha
Aap hein shere khuda Maula Ali Mushkil kusha

Haidare karrar leke aao tayge zulfikar 
Zor e dushman bad chala Maula Ali Mushkil Kusha

Ya Aliyal Murtaza Maula Ali Mushkil kusha
Aap hein shere khuda Maula Ali Mushkil kusha

Magfirat karwaiye jannat mein leke jaiye
Wasata hasanain ka Maula Ali Mushkil Kusha

Ya Aliyal Murtaza Maula Ali Mushkil kusha
Aap hein shere khuda Maula Ali Mushkil kusha

Shabbaro shabbir ke baba muje didar ho
Khwab mein ab aap ka Maula Ali Mushkil Kusha

Ya Aliyal Murtaza Maula Ali Mushkil kusha
Aap hein shere khuda Maula Ali Mushkil kusha

Kijiye haq se dua imaan par ho khatima
Khair se Attar ka Maula Ali Mushkil Kusha

Ya Aliyal Murtaza Maula Ali Mushkil kusha
Aap hein shere khuda Maula Ali Mushkil kusha

Comments

Facebook Page

Followers

Popular Naat Lyrics

Wo jiske liye Mehfile Konain saji hai Lyrics || Roman(Eng) and Hindi(हिंदी)

Shahe Do Aalam Salaam Assalaam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी (Hindi)

Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Lyrics || Roman (Eng) & हिंदी (Hindi)