Posts

Showing posts with the label Hafiz Tahir Qadri

Dare Nabi Par Ye Umar Beetay Lyrics / दर-ए-नबी पर ये उम्र बीते / درِ نبی پر یہ عمر بیتے

dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa Naat Khwan :  Hafiz Tahir Qadri Hafiz Ahmad Raza Qadri dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa madine waale kahei.n makaami, ho unke dar pe qayaam aisa dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa bilaal tujh par nisaar jaau.n, ke khud nabi ne tujhe kharida naseeb ho to naseeb aisa, ghulaam ho to ghulaam aisa dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa namaaz aqsa mei.n jab padaaee, to ambiya aur rusool ye bole namaaz ho to namaaz aisi, imaam ho to imaam aisa dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa labo.n pe naam-e-nabi jab aaya, gurez-paa haadaso.n ko paaya jo Taal deta hai mushki...

Jo Dar Kaabe ka khulwaae Use Farooq kehte hein Lyrics / जो दर काबे का खुलवाए उसे फ़ारूक़ कहते हैं / جو درِ کعبہ کا کھلوائے اُسے فاروق کہتے ہیں

jo dar kaabe ka khulwaaye use farooq kehte hain salaam salaam salaam ya umar salaam salaam salaam ya umar ya umar... ya umar... umar ka daman na chhodenge umar ka daman na chhodenge zamaana jaanta hai ke muraade mustafa hai wo niraali shaan hai uski khalifa dusra hai wo ali bhi jiska ho jaaye use farooq kehte hain jo dar kaabe ka khulwaaye use farooq kehte hain gali gali nagar nagar umar umar umar umar gali gali nagar nagar umar umar umar umar sitaaron ke barabar nekiyaan jiski bataate hain jise siddiq-e-akbar jaan-nasheen apna banaate hain jise farooq keh kar pyaar se aaqa bulaate hain jise duniya mein jannat ki bashaarat bhi sunaate hain naseeban aisa jo paaye use farooq kehte hain jo dar kaabe ka khulwaaye use farooq kehte hain jidhar se dekhiye farooq ek dafaa guzar jaaye nahin shaitaan ki himmat ke bhoole se udhar jaaye umar to naam hai aisa munaafiq su...

Duniya ka Sabse bada Jashn hai Lyrics / दुनिया का सबसे बड़ा जश्न है / دنیا کا سب سے بڑا جشن ہے

duniya ka sabse bada sabse bada jashn hai Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri assalamu alayk ya ya rasulallah assalamu alayk ya habeebi ya nabiyallah saj gayi hai ye zameen, saj gaya hai aasmaan mustafa ke noor se saj gaya hai kul jahaan marhaba marhaba marhaba ya mustafa salle ala duniya ka sabse bada sabse bada jashn hai mere sarkaar ke milaad ka ye jashn hai aaqa ka jashn hai, maula ka jashn hai pyaare ka jashn hai jashn hai jab baarwi ka chaand zamaane pe chha gaya but gir gaye zameen pe shaitaan ro pada taare bhi joom joom ke qadmon mein gir gaye kaaba bhi mustafa ki salaami ko jhuk gaya saj gayi hai ye zameen, saj gaya hai aasmaan mustafa ke noor se saj gaya hai kul jahaan marhaba marhaba marhaba ya mustafa salle ala duniya ka sabse bada sabse bada jashn hai mere sarkaar ke milaad ka ye jashn hai sabse bada hai jashn khuda ke habeeb ka jinke tu...

Nabi ka Zikr hi Khuda ka Zikr hai Lyrics / नबी का ज़िक्र ही खुदा का ज़िक्र है / نبی کا ذکر ہی خدا کا ذکر ہے

nabi ka zikr hi khuda ka zikr hai Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri nabi ka zikr hi khuda ka zikr hai nabi ki baat hi khuda ki baat hai yadullah keh diya to saabit ho gaya nabi ka haath hi khuda ka haath hai nabi ka zikr hi khuda ka zikr hai nabi ki baat hi khuda ki baat hai nabi ka lab par jo zikr hai bemisaal aaya kamaal aaya jo hijre taybaah mein yaad ban kar, khayaal aaya kamaal aaya teri duaaon hi ki badolat, azaabe rabb se bache hue hain jo haqq mein ummat ke tere lab par sawaal aaya kamaal aaya kausar bhi inhin ki hai, jannat bhi inhin ki hai sach puchho to allah ki, har cheez inhin ki hai na ban saki hai na ban sakega misaal teri jawaab tera tu shaahe khubaan, tu jaane jaanan hai chehra ummul kitaab tera tu sabse awwal tu sabse aakhir mila hai husne dawaam tujhko hai umr lakhon baras ki teri magar hai taaza shabaab tera apni rehmat ke samandar...

Mera Qaaeed hai Ahmed Raza Lyrics / मेरा क़ाएद है अहमद रज़ा / میرا قائد ہے احمد رضا

mera qaaeed hai ahmed raza Naat-Khwaan:  Hafiz Tahir Qadri mere raza meethe raza sohne raza murshid raza raza raza raza raza raza raza raza raza raza raza raza raza mera qaaeed hai ahmed raza mera qaaeed hai ahmed raza ghar ghar charaag-e-ishq jalaaya raza ne hai imaan aur aqeeda bachaaya raza ne hai mera murshid hai raza raza, rehbar hai raza raza qaaeed hai raza raza, mohsin hai raza raza socha hai raza raza, likkha hai raza raza samjha hai raza raza, karna hai raza raza jab jab qalam uthaaya likhi shaan-e-mustafa gairon ke haq mein isne kabhi kuch nahin likha wo hai imaam-e-ishq-o-muhabbat hai ba-wafaa ishq-e-nabi ka jaam pilaaya raza ne hai aale nabi ki jis ghadi khushboo inhein mili izzat ki inki aap ne, rukwaayi paalki kaandhe pe inko rakh ke ghumaya gali gali kya hai adab ye humko sikhaaya raza ne hai hai atal faisla, sirf naara nahin jo...

Wah kya baat Aala Hazrat ki Lyrics / वाह क्या बात आला हज़रत की / واہ کیا بات اعلیٰ حضرت کی

wah kya baat aala hazrat ki raza raza raza raza raza raza mere aaqa-o-maula sarkar aala hazrat mere aaqa-o-maula sarkar aala hazrat lakh jalte rahein dushmanane raza kam naa honge kabhi mad-ha khwaane raza keh rahe hein sabhi aashiqaane raza maslake aala hazrat salamat rahe maslake aala hazrat salamat rahe salamat rahe salamat rahe wah kya baat aala hazrat ki wah kya baat aala hazrat ki main hun sunni mera dil hai diwaana aala hazrat ka mera markaz bana hai aastana aala hazrat ka nabi ke ishq mein qurbaan kar di zindagi jisne zamaana jaanta hai aashiqaana aala hazrat ka roze mahshar agar mujhse puche khuda bol aale rasool tu laaya hai kya arz karunga laaya hun ahmed raza ya khuda ye amaanat salamat rahe mere murshid raza mere rehbar raza mere hadee raza kabhi bhi aapne gairon ke haq mein kuchh nahin likha nabi ke waaste tha shaayeraana aa...

Siddiq hai Pehla Lyrics / सिद्दीक़ है पहला / Manqabat Lyrics in English Hindi Urdu

siddiq hai pehla siddiq hai pehla siddiq hai pehla siddiq hai pehla siddiq hai pehla siddiq hai pehla afdalul bashar baad-az-ambiya ameerul momineen aba-bakr siddiq aaqa ne musalle pe khada karke bataya siddiq hai pehla fir saare sahaba ne yahi naara lagaya siddiq hai pehla wo pehla musalman, khalifa wohi pehla, haidar ka hai pyara usmaano umar ne bhi hai rehbar jise maana siddiq hai pehla aaqa ne musalle pe khada karke bataya siddiq hai pehla fir saare sahaba ne yahi naara lagaya siddiq hai pehla siddiq ke gustaakh zara hosh mein aao kuchh khauf to khaao dhundhe se na mil paayega aesa tumhe aaqa siddiq hai pehla aaqa ne musalle pe khada karke bataya siddiq hai pehla fir saare sahaba ne yahi naara lagaya siddiq hai pehla khud saanp se daswa liya paaon na hataya, kya ishq nibhaya kya aur bhi duniya mein wafaadar hai aesa siddiq hai pehla aaqa ne musalle pe khada karke bataya siddiq hai pehla fir saare sahaba ne yahi naara lagaya siddiq hai pehla siddiq ki azmat to gati hai na gategi...

Mera Husain hai Lyrics / मेरा हुसैन है / میرا حسین ہے Islamic Naat Lyrics

wo mustafa ka sher hai mera husain hai shahid-e-karbala ka naam, jisko na-gawar hai wo bad-nazar hai bad-'amal, isi mein wo shumaar hai arey o munkeer-e-azal, tu mar zara qabar mein chal pata chalega kya husain hai sher-e-KHuda ka sher hai,  mera husain hai mera husain hai sabse bada diler hai mera husain hai mera husain hai ya husain maula husain ya husain maula husain karbala mein the hazaron yazeedi khade hue teeron kaman hathon mein neze liye hue tanha kiya tha jisne sabhi ka muqabla wo mustafa ka sher hai mera husain hai ya husain maula husain ya husain maula husain kare jo koi hamsaree kisi ki kya majaal hai jahan mein har lihaaz se husain be-misaal hai ye ho chuka hai faisla na koi doosra hasan na koi doosra husain hai ye kaun zee-waqaar hai bala ka shah-sawar hai ye bil-yaqeen husain hai nabi ka noore aeyn hai ke gulshan rasool ka husain ek phool hai baap hai abu turaab aur maa batool hai husain bas husain hai husain bas husain hai ya husain maula husai...

Sada Gyarwi Hum manate rahenge Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

sadaa gyaarwih ham manaate raheinge gyaarwih wale mere gyaarwih wale gyaarwih wale mere gyaarwih wale imdaad kun imdaad kun az bande gham aazad kun dar deeno duniya shaad kun ya gause aazam dastsgeer manakib ki mehfil sajaate raheinge sadaa gyaarwih ham manaate raheinge niyaaze aqeedat dilaate raheinge sadaa gyaarwih ham manaate raheinge wo gausul wara jo ataa-e-nabi hein jo usshaaq ki jaan aur zindagi hai ke ham maal un par lutaate rahenge sadaa gyaarwih ham manaate rahenge mushkilaate be adad daare ham maa al madad ya gause aazam peer maa wo gausul wara jo musibat ko taalein pareshaan ko apne seene lagaa lein inhein haal dil ka sunaate raheinge sadaa gyaarwih ham manaate rahenge chhut-ti hai to chhute duniya gaus ka daman na chhodeinge sadaa gyaarwih ham manaate rahenge khila mere dil ki kali gause aazam mita qalb ki be-kali gause aazam qadam gardane auliya par hai tera hai tu rabb ka aesa wali gause aazam ye dil ye jigar hai ye aankhein ye sar hai jahaan chaho rakkho qadam gause aa...

Hajj par bula Maula Dua Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

hajj par bula maula! kaa'ba dikha maula! gilaaf-e-khaanaa-e-kaa'ba tha mere haathon mein KHuda se 'arz-o-guzaarish ki intehaaon mein tha tawaaf karta tha parwaanaa-waar kaa'be ka jahaan-e-'arz-o-sama jaise mere paaon mein tha hateem mein mere sajdon ki kaifiyat thi ajab jabee zameen pe thi, zahen kehkashaaon mein tha dar-e-karam pe sada de raha tha ashkon se jo multazam pe khade the, main un gadaaon mein tha mujhe yakeen hai, main phir bulaaya Jaaunga ke ye sawaal bhi shaamil, meri duaaon mein tha ab raaste khulein, pahunchun main ya KHuda! hajj par bula maula! kaa'ba dikha maula! ya KHuda ! baher-e-muhammad tu mujhe hajj pe bula kaash main bhi dekh lun, aa kar hasee.n kaa'ba tera hajj par bula maula! kaa'ba dikha maula! kaash aa jaae bulaawa, us mubaarak shaher se hai jahaa.n par turbat-e-khairul Bashar Jalwa-numa hajj par bula maula! kaa'ba dikha maula! ab raaste khulein pahunchun main ya KHuda! ya KHuda! jab dekh lunga main tera pyaara haram j...

Meri Ulfat Madine se yunhi nahi Lyrics / मेरी उल्फत मदीने से यूँहीं नहीं / in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Image
meri ulfat madine se yu.nhi nahi.n wo madina jo konain ka taaj hai jiska deedar momin ki me'raaj hai zindagi me.n KHuda har musalman ko woh madina dikha de to kya baat hai meri ulfat madine se yu.nhi nahi.n mere aaqa ka roza madine me.n hai mai.n madine ki jaanib na kaise khichu.n mera deen aur duniya madine me.n hai arsh-e-aa'zam se jiski badhi shaan hai roza-e-mustafa jiski pehchaan hai jiska ham-palla koi Mohalla nahi.n ek aisa mohalla madine me.n hai humko apni talab se siwa chahiye aap jaise he.n waisi 'ataa chahiye kyu.n kahu.n te 'ataa woh 'ataa chahiye aap ko ilm hai hamko kya chahiye aashikaan-e-nabi ke hai dil ki sada sabz gumbad ke saaye me.n ghar chahiye fir mujhe maut ka koi khatra na ho maut kya zindagi ki bhi parwaah na ho kaash sarkar ek baar mujhse kahe.n ab tera jeena marna madine me.n hai meri ulfat madine se yu.nhi nahi.n mere aaqa ka roza madine me.n hai mai.n madine ki jaanib na kaise khichu.n mera deen aur duniya madine me.n hai raate.n bhi m...

Khuda ke Fazal se Hum par hai Saya Gause Aazam ka / खुदा के फ़ज़ल से हम पर है साया गौसे आज़म का / خدا کے فضل سے ہم پر ہے سایہ غوثِ اعظم کا

Image
KHuda ke fazl se hum par hai saaya gaus-e-aa'zam ka KHuda ke fazl se hum par hai saaya gaus-e-aa'zam ka humein donon jahaan mein hai sahaara ghaus-e-aa'zam ka humaari laaj kiske haath hai baghdaad wale ke musibat taal dena kaam kiska ghaus-e-aa'zam ka muhammad ka rasoolon mein hai jaise martaba aala hai afzal auliya mein yunhi rutba ghaus-e-aa'zam ka janaab-e-ghaus dulha aur baraati auliya honge maza dikhlaaega mahshar mein sahra ghaus-e-aa'zam ka nida dega munaadi hashr mein yun qaadariyon ko kidhar hein qaadri kar lein nazaara ghaus-e-aa'zam ka mukhaalif kya kare mera ke hai behad karam mujh par KHuda ka, rahmatul-lil-'aalameen ka, ghaus-e-aa'zam ka bula kar kafiron ko dete hein, abdaal ka rutba hamesha josh par rehta hai dariya ghaus-e-aa'zam ka lohaab apna chataaya ahmad-e-mukhtar ne unko phir kaise na hota bolbaala ghaus-e-aa'zam ...

Ata-e-Mustafa Mere Khwaaja Piya Lyrics - अता-ए-मुस्तफा मेरे ख्वाजा पिया - Hafiz Tahir Qadri

Image
'ataa-e-mustafa, mere khwaaja piya Roman(Eng) : chiraag-e-chisht, shaah-e-auliya, ghareeb-nawaaz mere huzur, mere peshwaa, ghareeb-nawaaz teri shaan khwaaja-e-khwaajgaan bu badaa ghareeb-nawaaz hai tu mu'een-e-ummat-e-mustafa tu saboot-e-rahmat-e-mustafa tu 'ataa-e-meer-e-hijaaz hai tu badaa ghareeb-nawaaz hai hamei.n tune apna banaa liya hamei.n do jahaa.n se bacha liya tujhe ghamzado.n ka khayaal hai tu badaa ghareeb-nawaaz hai na gine gaye wo shumaar se jo pale hei.n tere dayaar se tera dast-e-jood daraaz hai tu badaa ghareeb-nawaaz hai 'ataa-e-mustafa, mere khwaaja piya hasan husain se hai aapko nisbat nabi ki aal ho, 'ali ke laal ho bayaa.n ho kis zubaa.n se aapki 'azmat mustafa ne tumhe hind bhejaa, tum muraad-e-nabi ho hind jis se munawwar hua hai, aap wo roshni ho rizaa-e-mustafa, habeeb-e-kibriyaa zamee.n kya hai, falak par aapki shohrat 'ataa-e-mustafa, mere khwaaja piya hasan husain se hai aapko nisbat nabi ki aal ho, 'ali ke laal ho bayaa.n ...

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Ya Husain Ibne Ali Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی in English Hindi Urdu

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar Lyrics / मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर / مرحبا مرحبا، اے علی کے پسر

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics / उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम / اس حسین ابنِ حیدر پہ لاکھوں سلام

Al Madad Peerane Peer Gause Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर / ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر

husain zindabaad zindabaad rahega || हुसैन ज़िंदाबाद ज़िंदाबाद रहेगा || حسین زندہ باد زندہ باد رہیگا || Lyrics