Usman e gani Mankabat By hafiz Tahir Qadry Lyrics


Vo paikar e haya hai Aqa ke ba vafa hai
Do noor vale hazrat Usman e gani hai

Allah se kya pyar hai Usman e gani ka
Mehboob e khuda yar hai Usman e gani ka

Garmi pe ye bazar hai Usman e gani ka
Allah kharidar hai Usman e gani ka
Mehboob e khuda yar hai Usman e gani ka


Jo dil ko ziya de jo mukaddar ko jila de
Vo jalva e didar hai Usman e gani ka
Mehboob e khuda yar hai Usman e gani ka

Vo paikar e haya hai Aqa ke ba vafa hai
Do noor vale hazrat Usman e gani hai

Allah se kya pyar hai....

Jis aayine me noor e ilahi nazar aaye
Vo aayina rukhsar hai Usman e gani ka
Mehboob e khuda yar hai Usman e gani ka

Sarkar se paayenge muradon pe muraden
Darbar ye durbar hai Usman e gani ka
Mehboob e khuda yar hai Usman e gani ka

Vo paikar e haya hai Aqa ke ba vafa hai
Do noor vale hazrat Usman e gani hai

Allah se kya pyar hai....

Allah gani had nahi inaam o ata ki
Vo faiz pe darbar hai Usman e gani ka

Rook jaye mere kaam Hasan ho nahi sakta
Faizan Madadgar Usman e gani ka
Mehboob e khuda yar hai Usman e gani ka

Vo paikar e haya hai Aqa ke ba vafa hai
Do noor vale hazrat Usman e gani hai

Allah se kya pyar hai....




Naat Khvan : Hafiz Tahir Qadry


Comments

Our Application

Our Application
Google Play Application

All Time Favorite

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से / Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Al Madad Peerane Peer / अल-मदद पीरान-ए-पीर / Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर / in English Hindi and Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है / in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Juki hui ye jabeen hai, huzoor dekhein na Lyrics / झुकी हुई ये ज़बीं है, हुज़ूर देखें ना / in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Madine ke Aaqa Madine ke Sarwar Salam Lyrics / मदीने के आक़ा ! मदीने के सरवर ! सलाम / in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Kitna Pyara hai Pyare Muhammad ka naam || कितना प्यारा है प्यारे मुहम्मद का नाम || کتنا پیارا ہے پیارے محمّد نہ نام || Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو