Posts

Showing posts with the label urdu

Kitna Pyara hai Pyare Muhammad ka naam Lyrics / कितना प्यारा है प्यारे मुहम्मद का नाम / کتنا پیارا ہے پیارے محمّد نہ نام

kitna pyara hai pyare muhammad ka naam kitna pyara hai pyare muhammad ka naam unpe lakho.n durood, unpe lakho.n salaam wo shaah-e-dee.n , wo paygambaro.n ke imaam unpe lakho.n durood , unpe lakho.n salaam kaun kehta hai wo he.n arab ke liye kamli wale nabi to he.n sab ke liye faiz paate he.n unse sabhi khaas-o-'aam unpe lakho.n durood , unpe lakho.n salaam wo muhammad bhi, taaha bhi, yaseen bhi rashk-e-imaan bhi, naazish-e-deen bhi jinpe naazil hua hai KHuda ka qalaam unpe lakho.n durood , unpe lakho.n salaam taajdaar-e-umam, sarwar-e-do jahaa.n sayyad-ul-ambiya shaah-e-kaun-o-makaa.n arsh-e-aa'zam se uncha hai jinka makaam unpe lakho.n durood , unpe lakho.n salaam jinki taaraeef khud haq ta'aala kare unki tauseef anwar koi kya likhe wo he.n aaqa mere ham he.n unke ghulam unpe lakho.n durood , unpe lakho.n s...

Lam Ya Ti Naziru Ka Fee Nazarin Lyrics / लम याती नज़िरुका फी-नज़रिन / لَم یَاتِ نَظِرُکَ فِی نَظَرٍ

lam ya ti naziru ka fee nazarin lam ya ti naziru ka fee nazarin misle tu na shud paida jaana jag raaj ko taaj tore sar soo hai tujhko shahe do sara jaana al-bahru ala wal mawju taga man bekaso tufan ho shurba manjadhar mein hun bigdi hai hawa mori nayya paar laga jaana ya shamso nazarti ila laylee choo ba-tayba rasee arze bakuni tori jhot ki jhal jhal jhag mein rachi meri shab ne na din hona jaana ana fee atashinw-wasakha-ka atam aye ghaisu-e-paak aye abre karam barsan hare rimjim rimjim do bund idhar bhi gira jaana ya qafilati zeedi ajhalak raheme barhasrate tishna lakab mora jiyara larje dharak dharak tayba se abhi na suna jaana wahan li suwaiya aatin zahabat aah ahade huzure ba raghahat jab yaad awat more kar na parat darda wo madine ka jaana al qalbo shajinw-wal hammo shujun dil zaar chunan jaan zayr chunun pat apn...

Jab Tak Jiyun Main Aaqa Koi Gam na paas aaye Lyrics / जब तक जियूं में आक़ा कोई गम न पास आये / جب تک جیوں میں آقا ! کوئی غم نہ پاس آے

jab tak jiyu.n mai.n aaqa ! koi gham na paas aaye Naat-Khwaan: Owais Raza Qadri jab tak jiyu.n mai.n aaqa ! koi gham na paas aaye jo maru.n to ho lahad par , teri rahmato.n ke saaye he.n khizaa.n ne daale dere , murja gaye he.n sab gul mere ujde baag me.n fir aaqa ! bahaar aaye meri zindagi ka maqsad , ho aye kaash ! ishk-e-ahmad mujhe maut bhi jo aaye , isi justaju me.n aaye mujhe maut zindagi de , mujhe zindagi maza de jo kitaab-e-zindagi par, mohar apni wo lagaaye tu basa de mere dil me.n , haa.n ! usi ki yaad maalik ! wo jo wakt-e-naz'aa aa kar , kalma bhi yaad dilaaye na to kar saka hai koi, na karega pyaar aisa jo lahad me.n aashiko.n ko , deke thapkiyaa.n sulaaye wo diya jo bujh gaya tha, wo jo kho gayi thi sozaa.n hua har taraf ujaala , jo huzoor muskuraaye chali aandhi...

मसलक का तु इमाम है ,इल्यास क़ादरी / مسلک کا تو امام ہے ، الیاس قادری / Maslak ka Tu Imam hai Ilyas Qadri Lyrics

maslak ka tu imam hai ilyaas qaadri maslak ka tu imaam hai ilyaas qaadri tadbeer teri taam hai ilyaas qaadri fikr-e-raza ko kar diya 'aalam pe aashkar ye tera uncha kaam hai ilyaas qaadri sar masti-e-raza ki ye 'aalam me.n dhoom hai saaki-e-daur-e-jaam hai ilyaas qaadri sunnat ki khushbuo.n se zamaana mahek utha faizaan tera aam hai ilyaas qaadri amrica , europ , asia , africa har zamee.n karti tujhe salaam hai ilyaas qaadri tanha chala tu saath tere ho gaya jahaa.n mitha tera kalaam hai ilyaas qaadri sar par imaama , maathe pe sajdo.n ka noor hai jo bhi tera ghulaam hai ilyaas qaadri hai badr-e-razvi bhi tere kirdaar ka aseer iska tujhe salaam hai ilyaas qaadri मसलक का तु इमाम है ,इल्यास क़ादरी मसलक का तु इमाम है , इल्यास क़ादरी तदबीर तेरी ताम है ,इल्यास क़ादरी फ़िक्र-ए-रज़ा को कर दिया 'आलम में आशकार ये तेरा ऊँचा काम है , इल्यास क़ादरी सर मस्ती-ए-रज़ा की ये 'आलम में धूम है साकी-ए-दौर-ए-जाम है , इल्यास क़ादरी सुन्...

Mere Ghaus piya Jilani Lyrics / मेरे ग़ौस पिया जिलानी, हैं महबूब-ए-सुब्हानी / میرے غوث پیا جیلانی ہیں محبوبِ سبحانی

mere ghaus piya jilaani, he.n mahboob-e-sub'haani Naat-Khwaan: Owais Raza Qadri mere ghaus piya jilaani, he.n mahboob-e-sub'haani chhut-ti hai to chhute duniya, ghaus ka daaman na chhode.nge apne gale me.n ghaus ka patta, ghaaus ka daaman na chhode.nge mere ghaus piya jilaani, he.n mahboob-e-sub'haani ghaus ke dar par umar guzaari, ghaus ke dar ke hum he.n bhikaari is khu.nte se khud ko baandha, ghaus ka daaman na chhode.nge mere ghaus piya jilaani, he.n mahboob-e-sub'haani waliyo.n ne di unko salaami, abdaalo.n ne ki hai ghulaami uncha rahe ga unka janda, ghaus ka daaman na chhode.nge mere ghaus piya jilaani, he.n mahboob-e-sub'haani ghaus ka daaman kaise chhode.n, jism-o-rooh ka naata unse unse thehra deen ka rishta, ghaus ka daaman na chhode.nge mere ghaus piya jilaani, he.n mahboob-e-sub'haani unke haath me.n haath diya hai, khud ko ujagar bech diy...

Madine ke Aaqa Madine ke Sarwar Salam Lyrics / मदीने के आक़ा ! मदीने के सरवर ! सलाम / in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

madine ke aaqa ! madine ke sarwar ! madine ke aaqa ! madine ke sarwar ! durood aap par ho, salaam aap par ho 'arab ke darindo.n ko insaa.n banaaye sabaq aadmiyat ka unko sikhaaye diya dars-e-tauhid qismat jaga kar durood aap par ho, salaam aap par ho madine ke aaqa ! madine ke sarwar ! durood aap par ho, salaam aap par ho jafaao.n ke badle wafaae.n tumhaari sitam-gar ke haq me.n duaae.n tumhaari ajab sabr ka aalam allahu akbar durood aap par ho, salaam aap par ho madine ke aaqa ! madine ke sarwar ! durood aap par ho, salaam aap par ho is ummat ki khaatir khoon bahaaye is ummat ki khaatir ghar ko lutaaye is ummat ki khaatir ek din na soye is ummat ki khaatir shab-o-roz roye is ummat pe aaqa ! karam hai tumhaara durood aap par ho, salaam aap par ho madine ke aaqa ! madine ke sarwar ! durood aap par ho, salaam aap par ho ye zaalim hai duniya jafaakar sab hein nahi.n koi aaqa jahaa.n me.n hamaara chhupa lijiye apni kamli me.n aaqa ! durood aap par ho, salaam aap par ho madine ke aaqa ...

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर / ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر

Image
humne aa.nkho.n se dekha nahi.n hai magar humne aa.nkho.n se dekha nahi.n hai magar, unki taswiir siine me.n maujuud hai, jis ne laa kar kalaam-e-ilaahii diya, wo mohammad madine me.n maujuud hai, hai nazar mei.n jamaal -e-habiib-e-KHuda, unki taswiir siine mei.n maujuud hai, jis ne laa kar kalaam-e-ilaahii diya, wo mohammad madine mei.n maujuud hai, humne aa.nkho.n se dekha nahi.n hai magar, unki taswiir siine me.n maujuud hai, jis ne laa kar kalaam-e-ilaahii diya, wo mohammad madine me.n maujuud hai, phool khilte he.n pa.D karke salle-'ala, jhoom kar keh rahi hai baaG-e-sabaa, aisi KHushboo chaman ke gulo.n me.n nahi.n, jo nabi ke pasiine me.n maujuud hai, humne aa.nkho.n se dekha nahi.n hai magar, unki taswiir siine me.n maujuud hai, jis ne laa kar kalaam-e-i...

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Here is Full Lyrics of Madani Sehra "Fazl-e-Rabb-e-Paak se Beta mera Dulha bana" in English, Hindi and Urdu written by Maulana Ilyas Attar Qadri, naat khwan Hafiz Tahir Qadri fazl-e-rabb-e-paak se, beta mera dulha bana dulha bana  dulha bana  dulha bana  dulha bana  fazl-e-rabb-e-paak se , beta mera dulha bana khushnuma khushrang phoolo.n ka hai sar sehraa sajaa dulha bana  dulha bana  inko khushiyaa.n do Jahaa.n me.n tu ataa kar kibriyaa ! inpe ranj-o-gham ki na chhaye kabhi kaali ghata dulha bana  dulha bana  tu sadaa rakhna salaamat inka jhoda ya KHuda ! koi bhi jagda na ho , aapas me.n , aye rabb-ul-ula ! dulha bana  dulha bana  meethe meethe ho.n madine ke inhe.n munne 'ataa meethi meethi ho.n madine ki inhein munniyaan 'ataa waasta ya rabb ! madine ki mubaarak khaak ka dulha bana  dulha bana  is tarha mehka kare ye gh...

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Image
maula ya salli wa sallim daaeeman abadan sahar ka waqt tha maasum kaliyaa.n muskuraati thi.n hawaaei.n khair-makhdam ke taraane gungunaati thi.n abhi jibreel bhi utre na the kaa'be ke mimbar se ke itne me.n sadaa aayi hai abdullah ke ghar se mubaarak ho shah-e-har-do-saraa tashreef le aaye mubaarak ho muhammad mustafa tashreef le aaye maula ya salli wa sallim daaeeman abadan 'ala habibi-k khairil khalki kullimi muhammadun sayyidun kaw-nayni wa sakalayni wal-farikayni min arabiw-wa-min ajami na koi aap jaisa hai na koi aap jaisa tha koi yusuf se puchhe mustafa ka husn kaisa tha zameeno.n aasmaa.n me.n koi bhi misaal na mili maula ya salli wa sallim daaeeman 'abadan ...

Khila Mere Dil Ki Kali Ghaos e Azam Lyrics / खिला मेरे दिल की कली गौस-ए-'आज़म / in English, Hindi, Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

khila mere dil ki kali ghaus-e-aa'zam khila mere dil ki kali ghaus-e-aa'zam mita qalb ki bekali ghaus-e-aa'zam mere chand mai.n sadqe aaja idhar bhi chamak utthe dil ki kali ghaus-e-aa'zam tere rabb ne malik kiya tere jad ko tere ghar se duniya pali ghaus-e-aa'zam hamara bhi beda lagaado kinaare tumhe.n na-khudaee mili ghaus-e-aa'zam fida tumpe ho jaaye noori ye muztar ye hai iski khwahish-e-dili ghaus-e-aa'zam खिला मेरे दिल की कली गौस-ए-'आज़म खिला मेरे दिल की कली गौस-ए-'आज़म मिटा क़ल्ब की बेकली गौस-ए-'आज़म मेरे चाँद में सदके आजा इधर भी चमक उट्ठे दिल की कली गौस-ए-'आज़म तेरे रब्ब ने मालिक किया तेरे जद्द को  तेरे दर से दुनिया पली गौस-ए-'आज़म हमारा भी बेडा लगादो किनारे तुम्हें ना-ख़ुदाई मिली गौस-ए-'आज़म फ़िदा तुमपे हो जाए नूरी ये मुज़्तर ये है इसकी ख्वाहिश-ए-दिली गौस-ए-'आज़म کھلا میرے دل کی کلی غوثُ الاعْظَم کھلا میرے دل کی کلی غوثُ الاعْظَم مٹا قلب کی بیکلی غوثُ الاعْظَم میرے  چاند  میں صدقے آجا ادھر بھی چمک اٹھے دل کی کلی غ...

Wah kya Martaba Ae Ghaos hai bala Tera Lyrics / वाह ! क्या मर्तबा अये गौस ! है बाला तेरा / واہ ! کیا مرتبہ اے غوث ! ہے بالا تیرا

chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke roze chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke roze bade hazrat ki baargaah chalo noor-e-kausar ke sath mil kar chalo wah! kya martaba aye ghaus! hai baala tera unche uncho.n ke saro.n se qadam aala tera chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke roze sar bhala kya koi jaane ke hai kaisa tera auliya malte he.n aankhe.n wo hai talwa tera chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke roze kya dabe jispe himaayat ka ho panja tera sher ko khatre me.n laata nahi.n kutta tera chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke roze kasmein de de ke khilaata hai pilaata hai tuje pyaara allah tera chaahne waala tera chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke roze mustafa ke tane be-saaya ka saaya dekha jisne dekha meri jaa.n jalwaa-e-zaiba tera cha...

Shaianillah Ya Abdul Qadir Lyrics / शैअन-लिल्लाह या अब्दुल क़ादिर / شیٔاً لِلہ یا عبدالقادر

shai.an-lillah, ya abdul qadir shai.an-lillah, ya abdul qadir sakin-al bagdad ya shaikh al-jilani idhar bhi nigaah-e-karam ghaus-e-aa'zam karo door ranj-o-alam gaus-e-aa'zam shai.an-lillah, ya abdul qadir sakin-al bagdad ya shaikh al-jilani khilata pilata hai rabb-e-do 'aalam tujhe deke apni qasam ghaus-e-aa'zam shai.an-lillah, ya abdul qadir sakin-al bagdad ya shaikh al-jilani mujhe khwaab mein aake jalwa dikha do karo aaj ki shab karam ghaus-e-aa'zam shai.an-lillah, ya abdul qadir sakin-al bagdad ya shaikh al-jilani tera hu.n main tera mere is kahe ka sar-e-hashr rakhna bharam ghaus-e-aa'zam shai.an-lillah, ya abdul qadir sakin-al bagdad ya shaikh al-jilani kahi.n gir na jaau.n KHudara sambhalo mere dag...

Talab ka muh to kis qabil hai ya Ghaus Lyrics / तलब का मुंह तो किस क़ाबिल है या गौस

talab ka munh to kis qaabil hai ya ghaus! Naat-Khwaan:  Owais Raza Qadri talab ka mu.nh to kis qaabil hai ya ghaus ! magar tera karam kaamil hai ya ghaus ! duhaaii ya muhayyiddin duhaaii bala islaam par naazil hai ya ghaus ! 'azuman qaatilan 'ind-al-qitaali madad ko aa dam-e-bismil hai ya ghaus ! KHudaara na-KHuda aa de sahaara hawa bigdi bha.nwar haaiil hai ya ghaus ! tera waqt aur pade yu.n deen par waqt na tu aajiz hai na gaafil hai ya ghaus ! rahi haa.n shaamat-e-aa'mal ye bhi jo tu chaahe abhi zaaeel hai ya ghaus ! ghayura apni ghairat ka tasadduq wohi kar jo tere qaabil hai ya ghaus ! KHudara marham-e-khaak-e-qadam de jigar zakhmi hai dil gaayil hai ya ghaus ! tere baba ka fir tera karam hai ye munh warna kisi qaabil hai ya ghaus ! bharan wale tera jaala to jaala tera chhinta mera gaasil hai ya ghaus ! raza ka khaatima bil-khair hoga teri rahmat agar shaamil hai ya ghaus ! तलब...

Be khud kiye dete hain Andaz hijabana Lyrics / बे-खुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / in English ~ Hindi ~ Urdu

Image
be-khud kiye dete he.n , andaaz-e-hijaabana be-khud kiye dete he.n , andaaz-e-hijaabana aa dil me.n tuje rakh lu.n , aye jalwaa-e-jaanana itna to karam karna, aye chashm-e-karimaana jab jaan labo.n per ho, tum saamne aa jaana duniya me.n mujhe tumne jab-bhi apna banaaya hai mahshar me.n bhi keh dena ye hai mera diwaana kyu.n aankh milaaee thi, kyu.n aag lagaaee thi ab rukh ko chhupa baithe, karke mujhe diwaana ji chaahta hai tohfe me.n bheju unhe.n ye aankhe.n darshan ka to darshan ho, nazraane ka nazraana peene ko to pee lu.nga par arz zara si hai ajmer ka saaki ho baghdaad ka meh-khana be-dam meri qismat me.n sajde he.n isi dar ke chhuta hai na chhutega sa.ng-e-dar-e-jaanaana बे-खुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना बे-खुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना आ दिल में तुजे रख लूँ अये जलवा-ए-जानाना इतना तो करम करना, अये चश्म-ए-करीमाना जब जान लबों पर हो तुम सामने आ जाना दुनिया में मुझे तुमने जब भी अपना बनाया है महशर में भी ...

Aye Shahenshah e Madina As-salat-o-Was-salam Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

aye shahenshah-e-madina assalat-o-wasslam aye shahenshah-e-madina assalat-o-wasslam zeenat-e 'arsh-e mu’alla, assalat-o-wassalam rabb-e-habli-ummati kehte huwe paida huwe haq ne farmaaya ke bakhsha assalat-o-wassalam aye shahenshah-e-madina assalat-o-wasslam zeenat-e 'arsh-e mu’alla, assalat-o-wassalam sar jhuka kar ba-'adab ishq-e-rasulallah me.n keh raha hai  har sitaara assalat-o-wassalam aye shahenshah-e-madina assalat-o-wasslam zeenat-e 'arsh-e mu’alla, assalat-o-wassalam momino.n ! padhte raho tum apne aaqa par durood hai farishto.n ka wazifa, assalat-o-wassalam aye shahenshah-e-madina assalat-o-wasslam zeenat-e 'arsh-e mu’alla, assalat-o-wassalam jab firishte qabr me.n jalwa dikhaaye.n aap ka ho zubaa.n par pyaare aaqa ! assalat-o-wassalam aye shahenshah-e-madina assalat-o-wasslam zeenat-e 'arsh-e mu’alla, assalat-o-wassalam mai.n wo sunni hu.n jameel-e-qaadri marne ke baad mera laasha bhi kahe ga assalat-o-wassalam aye shahenshah-e-madina assalat-o-w...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Kya batau ki kya Madina hai lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है

Pandra so Sala Jashne Wiladat Lyrics / पन्द्रह-सौ साला जश्न-ए-विलादत

Peshe Haq Muzda Shafaat ka Sunate Jaaeinge Lyrics / पेश-ए-हक़ मुज़्दा शफ़ा'अत का सुनाते जाएंगे

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya Lyrics / गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर