Mere Gaus piya jilani Hain Mehboob e Sub'hani Lyrics
Mere Gaus piya jilani
Hain Mehboob e Sub'hani
Chhut ti hai to chhute duniya
Gaus ka daman na chhodenge
Apne gale mein gaus ka patta
Gaus ka daman na chhodenge
Mere Gaus piya jilani
Hain Mehboob e Sub'hani
Gaus ke dar par umar guzari
Gaus ke dar ke ham hein bhikari
Is khunte se khud ko bandha
Gaus ka daman na chhodenge
Mere Gaus piya jilani
Hain Mehboob e Sub'hani
Waliyon ne di unko salami
Abdalon ne ki hai gulami
Uncha rahe ga unka janda
Gaus ka daman na chhodenge
Mere Gaus piya jilani
Hain Mehboob e Sub'hani
Gaus ka daman kaise chhoden
Jismo rooh ka naata unse
Unse thehra deen ka rishta
Gaus ka daman na chhodenge
Mere Gaus piya jilani
Hain Mehboob e Sub'hani
Unke hath mein hath diya hai
Khud ko Ujagar bech diya hai
Ab na kabhi chhodenge Wallah
Gaus ka daman na chhodenge
Mere Gaus piya jilani
Hain Mehboob e Sub'hani
Gaus e paak ke chahne walon
Sath Ubaid ke mil ke keh do
Marte dam tak insh'allah
Gaus ka daman na chhodenge
Mere Gaus piya jilani
Hain Mehboob e Sub'hani
Hain Mehboob e Sub'hani
Chhut ti hai to chhute duniya
Gaus ka daman na chhodenge
Apne gale mein gaus ka patta
Gaus ka daman na chhodenge
Mere Gaus piya jilani
Hain Mehboob e Sub'hani
Gaus ke dar par umar guzari
Gaus ke dar ke ham hein bhikari
Is khunte se khud ko bandha
Gaus ka daman na chhodenge
Mere Gaus piya jilani
Hain Mehboob e Sub'hani
Waliyon ne di unko salami
Abdalon ne ki hai gulami
Uncha rahe ga unka janda
Gaus ka daman na chhodenge
Mere Gaus piya jilani
Hain Mehboob e Sub'hani
Gaus ka daman kaise chhoden
Jismo rooh ka naata unse
Unse thehra deen ka rishta
Gaus ka daman na chhodenge
Mere Gaus piya jilani
Hain Mehboob e Sub'hani
Unke hath mein hath diya hai
Khud ko Ujagar bech diya hai
Ab na kabhi chhodenge Wallah
Gaus ka daman na chhodenge
Mere Gaus piya jilani
Hain Mehboob e Sub'hani
Gaus e paak ke chahne walon
Sath Ubaid ke mil ke keh do
Marte dam tak insh'allah
Gaus ka daman na chhodenge
Mere Gaus piya jilani
Hain Mehboob e Sub'hani
ReplyDeletePlz naat urdu huroof me b likha kren.. taa k sahi talaffuz adaa hon or meaning samajhne me ghalti na ho. Bs ye request h. ALLAH Naat likhne parhne sunny walo ko shaad Aabaad or hmesha kaamyab or khush-qismat rakhe. Or barkatien ataa kre..
Subhanallah
ReplyDeleteBohut bahtarin soch hai aapki
Delete