aye madine ke taajdar tujhe, ahl-e-imaa.n salaam kehte he.n aye madine ke taajdar tujhe, ahl-e-imaa.n salaam kehte he.n tere ushhaaq tere diwaane, jaan-e-jaanaa.n salaam kehte he.n jo madine se door rehte he.n, hijr-o-furkat ka ranj sehte he.n wo talabgaar-e-deed ro ro kar, aye meri jaa.n salaam kehte he.n tere ushhaaq tere diwaane, jaan-e-jaanaa.n salaam kehte he.n aarazu-e-Haram hai sine mein, ab to bulwaaiye madine me.n tujhse tujhi ko maangate he.n jo, wo musalmaa.n salaam kehte he.n izn-e-taiba ki aas mein aaqa! wo pura armaan salaam kehte hein tere roze ki jaaliyo.n ke paas, aaqa! rahm-o-karam ki lekar aas kitne dukhiyaare roz aa aa ke, shah-e-zi-shaa.n salaam kehte he.n tere ushhaaq tere diwaane, jaan-e-jaanaa.n salaam kehte he.n aap attar kyu.n pareshaa.n he.n, bad se badtar bhi zer-e-daamaa.n he.n ...