Mangata hun mein Tumhara Abdullah Shah Gazi Lyrics

Mangata hun mein Tumhara Abdullah Shah Gazi
Kijiye Karam Khudara Abdullah Shah Gazi

Ae Wali-e-Karachi Is shaher par karam ho
Ye shaher hai Tumhara Abdullah Shah Gazi



Ham hein gada Tumhare Qismat pe jumte hei
Ye hai sharaf hamara Abdullah Shah Gazi

Qadmon se aapke jo chashma ubhal raha hai
Hai kitna pyara pyara Abdullah Shah Gazi

Dar pe Tumhare aake man ki muradein paayein
Jisne Tumhe pukara Abdullah Shah Gazi

Haaki ne jo kahi hai ye Manqabat Tumhari
Hai faiz ye Tumhara Abdullah Shah Gazi

Comments

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu