Mein madina chhod aaya Lyrics

Ya shahe bahro bar Mein madina chhod aaya
Kohe gam pada sar par mein madina chhod aaya

Aah masjide nabwi haaye gumbade khazra
Aah roza e anwar mein madina chhod aaya



Jab chala tha tayba ko thi khushi mere dil ko
Aah ab hai dile muztar mein madina chhod aaya

Dil mein bekarari hai Aur giryazari hai
Beh rahi hein chashme tar mein madina chhod aaya

Aah dil madine ke jald jald guzre the
Haaye jald  chhuta kar mein madina chhod aaya

Wakte hijr jab aaya Fut fut kar roya
Dardnaak tha manzar mein madina chhod aaya


Comments

Post a Comment

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu