Aye Wajhe Takhlike Qaynaat Lyrics || Owais Raza Qadri
Ya Rasulallah... Ya Rasulallah...
Ya Rasulallah... Ya Rasulallah...
Ya Rasul... Ya Rasul...
Ya Rasul... Ya Rasul...
Aye Wajhe Takhlike Qaynaat !
Tere Sadke Jaane Jaana
Tere Kurbaan Jaane Jaana
Zameeno'n Zamaa'n Tumhare Liye
Makino'n Maka'n Tumhare Liye
Chunino Chuna Tumhare Liye
Bane Do Jahan Tumhare Liye
Tere Sadke Jaane Jaana
Tere Kurbaan Jaane Jaana
Dahan mein Zuban Tumhare Liye
Badan mein hai Jaan Tumhare Liye
Ham Aaye Yahan Tumhare Liye
Uthein bhi Wahan Tumhare Liye
Aye Wajhe Takhlike Qaynaat !
Tere Sadke Jaane Jaana
Tere Kurbaan Jaane Jaana
Ya Rasul... Ya Rasul...
Ya Rasul... Ya Rasul...
Isalate Kul Imamate Kul
Siyadate Kul Imarate Kul
Hukumate Kul Wilayate Kul
Khuda ke Yahan Tumhare Liye
Aye Wajhe Takhlike Qaynaat !
Tere Sadke Jaane Jaana
Tere Kurbaan Jaane Jaana
Na Roohe Ameen Na Arshe Bari
Na Lohe Mubeen Koi bhi kahin
Khabar hi nahin Jo Ramze Khuli
Azal ki nihan Tumhare Liye
Aye Wajhe Takhlike Qaynaat !
Tere Sadke Jaane Jaana
Tere Kurbaan Jaane Jaana
Ya Rasul... Ya Rasul...
Ya Rasul... Ya Rasul...
Ye Shamso Kamar Ye Shamo Sahar
Ye Bargo Shajar Ye Bago Samar
Ye Taygo Sipar Ye Taajo Kamar
Ye Hukme Rawan Tumhare Liye
Aye Wajhe Takhlike Qaynaat !
Tere Sadke Jaane Jaana
Tere Kurbaan Jaane Jaana
Saba Wo Chale ke Baag Fale
Wo Phool khile ke Din ho bhale
Liwa ke Tale Salame Khule
Raza ki Zaban Tumhare Liye
Aye Wajhe Takhlike Qaynaat !
Tere Sadke Jaane Jaana
Tere Kurbaan Jaane Jaana
Masahallah
ReplyDeleteSubhanallah
Delete