Sun le Saari Duniya Ham Milaad waale Lyrics || Muhammad Khubaib Qadri

Sun le Saari Duniya Ham Milaad waale
Naara Lagane waale Jashn manaane waale

Sarkaar ki Aamad... Marhaba
Aaqa ki Aamad... Marhaba
Dildaar ki Aamad.... Marhaba
Ghamkhwaar ki Aamad... Marhaba

Sun le Saari Duniya Ham Milaad waale
Naara Lagane waale Jashn manaane waale

Sarkar ki Aamad pe hein Mehfilein Sajaana
Jhande bhi lagaana Galiyaan bhi Sajaana
Dhoom Jashne Aaqa ki Ham machaane waale

Sun le Saari Duniya Ham Milaad waale
Naara Lagane waale Jashn manaane waale

Noor ka Samaa hai Rehmat baras rahi hai
Milaad ki Barkat se Har Khushi mili hai
Dhoom Jashne Aaqa ki Ham machaane waale

Sun le Saari Duniya Ham Milaad waale
Naara Lagane waale Jashn manaane waale

Hurmate Aaqa par Qurbaan hone waale
Apne Nabi ki Khateer Ham Jaan lutaane waale
Dhoom Jashne Aaqa ki Ham machaane waale

Sun le Saari Duniya Ham Milaad waale
Naara Lagane waale Jashn manaane waale

Har Taraf Charaagan Jashn ka Samaa hai
Saraa Aalam Jhoom Jhoom Jhoom raha hai
Dhoom Jashne Aaqa ki Ham machaane waale

Sun le Saari Duniya Ham Milaad waale
Naara Lagane waale Jashn manaane waale

Qurbaan karenge Dilo Jaano Maal Ham
Naseem Ham Milaadi Aaqa ke Naam par
Dhoom Jashne Aaqa ki Ham machaane waale

Sun le Saari Duniya Ham Milaad waale
Naara Lagane waale Jashn manaane waale

Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Kaba Dikha de Maula Maula Lyrics / काबा दिखा दे मौला मौला

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Kya Bataun ki Kitni hein Khubiyan Madine mein Lyrics - Aaye Jab Mere Aaqa / क्या बताऊँ कि कितनी हैं, खूबियाँ मदीने में