Posts

Showing posts with the label islamic naat

Hazir hai Dare Daulat pe Gada, Sarkar Tawajjoh farmain Lyrics / हाज़िर है दरे दौलत पे गदा, सरकार तवज्जोह फरमाएं

Naat-Khwan: Owais Raza Qadri Asif Attari Arif Attari haazir hai dar-e-daulat pe gada, sarkaar tawajjoh farmaaein haazir hai dar-e-daulat pe gada, sarkaar tawajjoh farmaaein mohtaj-e-nazar hai haal mera, sarkaar tawajjoh farmaaein main kab aane ke qaabil tha, rahmat ne yahaan tak pahunchaya sarkaar pe tan-man-jaan fida, sarkaar tawajjoh farmaaein aansu aansu hein fariyaadi, aur 'arz-e-karam hichki-hichki dhadkan-dhadkan deti hai sada, sarkar tawajjoh farmaaein ek main hi nahin puri ummat, sari duniya sari khalqat takti hai rasta rahmat ka, sarkaar tawajjoh farmaaein Same Lyrics with different styles: haazir hai dar-e-daulat pe gada, sarkaar tawajjoh farmaaein mohtaj-e-nazar hai haal mera, sarkaar tawajjoh farmaaein ...

Zaban se kya Main kahu Aap se chhupa kya hai Lyrics / ज़बां से क्या में कहूं, आप से छुपा क्या है

zabaan se kya main kahun, aap se chhupa kya hai zabaan se kya main kahun, aap se chhupa kya hai wo jante hen mere dil ka majra kya hai nabi ke ishq ki lazzat bilaal se puchho bilaal jante hen ishq-e-mustafa kya hai wo jante hen mere dil ka majra kya hai zabaan se kya main kahun kaha khuda ne sar-e-hashr bakhsh di ummat mere habeeb bata aur chahta kya hai wo jante hen mere dil ka majra kya hai zabaan se kya main kahun gale men dekha jo patta teri gulaami ka kaha nakeeron ne ab is se puchhna kya hai wo jante hen mere dil ka majra kya hai zabaan se kya main kahun mere huzur ko khud jaisa bolne waale tum unki zaat ke baare men janta kya hai wo jante hen mere dil ka majra kya hai zabaan se kya main kahun wo kya bataega quraan ke rumuuz bhala jise pata hi nahin shan-e-mustafa kya hai wo jante hen mere dil ka majra kya hai zabaan se kya...

Muhammad muhammad madina madina Lyrics / मुहम्मद मुहम्मद मदीना मदीना / محمد محمد مدینہ مدینہ

muhammad muhammad madina madina dikhade ilahi wo pyara madina ilahi bana de madina ye sina mein mar jaaun mere kafan pe ye likhna muhammad muhammad madina madina chali jis taraf se nabi ki sawaari shajar ne hajar ne di jhuk kar salaami sabhi kar rahe hain nabi ki gulaami nabi ne sikhaya har ek shai ko jeena muhammad muhammad madina madina khade hain sawaali dare mustafa par wahan koi aala na koi tawangar chalo aao maange habeeb-e-khuda se ke haathon mein hai jiske sara khazeena muhammad muhammad madina madina bula lo madine mein aaqa bula lo gira ja raha hoon sambhaalo sambhaalo khataakar hoon mujhko aaqa nibhaalo laga do mera paar aaqa safeena muhammad muhammad madina madina kiya jab bhi karte the aaqa ibaadat to quraan karta tha unki tilaawat ye aisa khuda ki qasam mojza hai mila inke sadqe se bakhshish ka zeena muhammad muhammad madina madina ye aankhon ka rona ye dil ka tadapna tasawwur mein aaqa ke dar se lipatna dare mustafa par kahunga main j...

Tamnna Muddaton se hai Jamale mustafa dekhun Lyrics / तमन्ना मुद्दतों से है, जमाल-ए-मुस्तफ़ा देखूँ

tamanna muddaton se hai, jamal-e-mustafa dekhun tamanna muddaton se hai, jamal-e-mustafa dekhun imam-ul-ambiya dekhun, habeeb-e-kibriya dekhun wo jinke dam qadam se subhon ne bhi roshani payi munawwar kar diya jisne faza wo rehnuma dekhun wo jinki barkaton se abr-e-bara baste aalam mein tamanna qalb-e-muztar ki wo durr-e-be-baha dekhun qadam bahir madina se tasawwur mein madina hai ilahi ya ilahi azmaton ki intiha dekhun ye duniya be-sabat-o-be-wafa-o-gham ka gehwaara ye hai matloob-e-daar-e-be-wafaii mein wafa dekhun wo mabda khalke aalam ka durood un par salam un par mere maula ye mauka de ke khatm-ul-ambiya dekhun kabhi ho husn ki mehfil kabhi ho shoq ka manzar kabhi aansu ki zanjiron mein aashiq ki sada dekhun rasul-ul-qasim-ul-khairat-e-fidduniya wa fil uqba shafiq az nafs-e-ma-darma nabi-e-mujtaba dekhun dar-e-jannat pe hazir hon rasool-e-paak ke hamraah ...

Meetha Meetha hai Mere Muhammad ka naam Lyrics / मीठा मीठा है मेरे मुहम्मद का नाम

meetha meetha hai mere muhammad ka naam meetha meetha hai mere muhammad ka naam unpe lakhon karodon duroodo salam jisne aake sawara hai darain ko jiski rahmat ne dhanpa hai kaunain ko jiske dam se hi ye ronakein hein tamam unpe lakhon karodon duroodo salam wohi hasani husaini chaman ke hein phul noore maula ali jaane zohra batool jiske nana rasoole khuda zi maqam unpe lakhon karodon duroodo salam waqt laye khuda jaayen darbar par aur khade ho ke roza e sarkar par pesh mil kar karen hum duroodo salam unpe lakhon karodon duroodo salam मीठा मीठा है मेरे मुहम्मद का नाम मीठा मीठा है मेरे मुहम्मद का नाम उनपे लाखों करोड़ों दुरूदो सलाम जिसने आके सँवारा है दरैन को जिसकी रहमत ने ढँप लिया कौनेन को जिसके दम से ही ये रौनकें हैं तमाम उनपे लाखों करोड़ों दुरूदो सलाम वही हसनी हुसैनी चमन के हैं फूल नूर-ए मौला अली जान-ए ज़हरा ब...

मैं सो जाऊँ या मुस्तफ़ा कहते कहते / میں سو جاؤں یا مصطفی کہتے کہتے / Main so jaun ya mustafa kehte kehte Lyrics

main so jaun ya mustafa kehte kehte main so jaun ya mustafa kehte kehte khule aankh salle ala kehte kehte habib-e-khuda ka nazaara karun main dilo jaan un par nisara karun main main so jaun ya mustafa kehte kehte mujhe apni rahmat se tu apna karle siwa tere sab se kinaara karun main main so jaun ya mustafa kehte kehte khudaara ab aao ke dam hai labon par dam-e-waapsi to nazaara karun main main so jaun ya mustafa kehte kehte mujhe haath aaye agar taaj-e-shaahi teri kafsh-e-paa par nisara karun main main so jaun ya mustafa kehte kehte tera zikr lab par khuda dil ke andar yunhi zindagani guzaara karun main main so jaun ya mustafa kehte kehte dam-e-waapsi tak tere geet gaaun muhammad mumajjid pukaara karun main main so jaun ya mustafa kehte kehte tere dar ke hote kahaan jaun pyaare kahaan apna daaman pasaara karun main main so jaun ya mu...

क्या ख़बर क्या सज़ा मुझको मिलती / کیا خبر کیا سزا مجھ کو ملتی / Kya khabar kya saza mujko milti Lyrics

kya khabar kya saza mujko milti kya khabar kya saza mujko milti mere aqa ne izzat bachali farde isyaan meri mujse le kar kaali kamli mein apni chhupali wo ata par ata karne wale aur ham bhi nahin talne wale jaisi dewdi hai waise bhikhari jaisa data hai waise sawali main gada hun magar kiske dar ka wo jo sultan-e-kauno makan hain ye gulaami badi mustanad hai mere sar par hai taaj-e-bilaali mein madine se kya aa gaya hun zindagi jaise bujh si gayi hai ghar ke andar faza suni suni ghar ke bahar sama khaali khaali meri umr-e-raavan bas thahar jaa ab safar ki zarurat nahi hai unke kadmon mein meri zameen hai aur haathon mein roze ki jaali main faqat naam lewa hun unka unki tauseef mein kya karunga main na iqbal khusru na sa'di main na kudsi jaami na haali kya khabar kya saza mujko milti mere aqa ne izzat bachali farde i...

Madine ka safar hai aur mein Namdeeda Namdeeda Lyrics / मदीने का सफ़र है और मैं नमदीदा नमदीदा

madine ka safar hai aur mein namdeeda namdeeda madine ka safar hai aur mein namdeeda namdeeda zabeen afsurda afsurda kadam lagzida lagzida chala hun ek mujrim ki tarha mein janib-e-tayba nazar sharminda sharminda badan larzida larzida kisi ke hath ne mujko sahara de diya warna kaha mein aur kaha ye raste pechida pechida kaha mein aur kaha us roza-e-akdas ka nazara nazar us simt uthti hai magar duzdida duzdida gulamane muhammad dur se pahechane jaate hain dil-e-girwida girwida sar-e-shorida shorida madine jaake hum samjhe taqaddus kisko kehte hain hawa pakiza pakiza faza sanjida sanjida basarat kho gayi lekin basirat to salamat hai madina humne dekha hai magar na deeda na deeda wohi iqbal jisko naaz tha kal khushmijazi par firāq-e-tayba mein rehta hai ab ranjeeda ranjeeda madine ka safar hai aur mein namdeeda namdeeda zabeen afsurda afsurda kadam lagzida lag...

Faslon ko Takalluf hai ham se agar naat Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

faaslo.n ko takalluf hai ham se agar faaslo.n ko takalluf hai ham se agar ham bhi be-bas nahi.n be-sahaara nahi.n khud unhi.n ko pukaarenge ham door se raaste me.n agar paao thak jayenge ham madine me.n tanha nikal jaayenge aur galiyo.n me.n qasdan bhatak jaayenge ham wahaa.n jaake waapas nahi.n aayenge dhundhte dhundhte log thak jaayenge jaise hi sabz gumbad nazar aayega bandagi ka kareena badal jaayega sar juka ne ki fursat milegi kise khud hi palko.n se sajde tapak jaayenge naam-e-aaqa jahaa.n bhi liya jaayega zikr unka jahaa.n bhi kiya jaayega noor hi noor sino.n me.n bhar jaayega saari mehfil me.n jalwe lapak jaayenge aye madine ke zaa.ir ! KHuda ke liye daastaan-e-safar mujhko yu.n mat suna baat badh jaayegi dil tadap jaayega mere mohtaat aansu chhalak jaayenge unki chashm-e-karam ko hai iski khabar kis musaafir ko hai kitna shauk-e-safar ham ko iqbal jab bhi ijaazat mili ham bhi aaqa ke darbaar tak jaayenge फासलों को तकल्लुफ है हम से अगर फासलों को तकल...

Paigam saba lai hai Gulzar e Nabi se Full Lyrics / पैग़ाम सबा लाई है गुलज़ारे नबी से / پیغام صبا لائی ہے گلزارِ نبی سے

paighaam saba laayi hai gulzaar-e-nabi se Naat-Khwaan: Owais Raza Qadri paighaam saba laayi hai gulzaar-e-nabi se aaya hai bulaawa mujhe darbaar-e-nabi se har aah gayi arsh pe, ye aah ki qismat har ashq pe ek khuld hai, har ashq ki qeemat tohfa ye mila hai mujhe sardaar-e-nabi se aaya hai bulaawa mujhe darbaar-e-nabi se shukr-e-khuda ke aaj ghadi us safar ki hai jis par nisaar jaan, falaah-o-zafar ki hai aaya hai bulaawa mujhe darbaar-e-nabi se garmi hai, tap hai, dard hai, kulfat safar ki hai na-shukri to dekh azmat kidhar ki hai lut'te hain, maare jaate hain, yunhi suna kiye har baar di woh aman ke ghairat hazar ki hai humko to apne saaye mein aaraam hi se laa heelon bahaane waalon ko ye raah-dar ki hai paighaam saba laayi hai gulzaar-e-nabi se aaya hai bulaawa mujhe darbaar-e-nabi se maahe madinah apni tajalli ata kare ye dhalt...

Ye Kaun ban ke sanso ki jankar aaye hein Lyrics || ये कौन बनके सांसों की जनकार आये हैं

Roman(ENG): Ye Kaun ban ke sanso.n ki jankar aaye hein Har Dil ka taar kehta hai Sarkar aaye hein Ham Is liye bikne sare bazar aaye hein Mehboob-e-Khuda banke kharidar aaye hein Ye Kaun ban ke sanso.n ki jankar aaye hein Mehsahr mein najdi aur wahabbi ko dekh kar Dozakh kahegi dekho ye gaddar aaye hein Ye Kaun ban ke sanso.n ki jankar aaye hein Jannat pukar utthegi sunni ko dekh kar Dekho ye Mustafa ke wafadar aaye hein Ye Kaun ban ke sanso.n ki jankar aaye hein हिंदी (HINDI): ये कौन बनके सांसों की जनकार आये हैं  हर दिल का तार कहता है सरकार आये हैं हम इस लिए बिकने सरे बाजार आये हैं महबूब-ए-खुदा बनके खरीदार आये हैं  ये कौन बनके सांसों की जनकार आये हैं  महशर में नजदी और वह्हाबी को देख कर  दोज़ख कहेगी देखो ये गद्दार आये हैं ये कौन बनके सांसों की जनकार आये हैं  जन्नत पुकार उठेगी सुन्नी को देख कर देखो ये मुस्तफा के वफादार आये हैं ये कौन बनके सांसों की जनकार आये हैं  ENG हिंदी

Milade nabi laya hai paigam khushi ka Lyrics || मिलादे नबी लाया है पैगाम ख़ुशी का

Aa gaye Rasulallah Ahlawwa Sahlan Marhaba Aa gaye Rasulallah Marhaba Ya Mustafa Milad-e-Nabi laya hai paigam khushi ka Mela sa laga Duniya mein hangaam khushi ka Hai sard hawa, mast faza, shokh nazara Aaye hein Nabi aaj hai hangaam khushi ka Milad-e-Nabi laya hai paigam khushi ka Mela sa laga Duniya mein  hangaam  khushi ka Mehboob-e-Khuda aaye yaha.n Rabb ne Inhe.n bheja Ummat ko mila Maula se In'aam khushi ka Milad-e-Nabi laya hai paigam khushi ka Mela sa laga Duniya mein  hangaam  khushi ka Chehron se damakti hai khushi jinno bashar ke Ailaan-e-Masarrat jo hua aam khushi ka Milad-e-Nabi laya hai paigam khushi ka Mela sa laga Duniya mein  hangaam  khushi ka Fikro ko bhula, dard mita, zikr-e-Nabi se Wo Daaman-e-Rehmat to hai paigam khushi ka Milad-e-Nabi laya hai paigam khushi ka Mela sa laga Duniya mein  hangaam  khushi ka Milad ki Mehfil mein mili rahatein Dil ki Aagaz khushi ka hai to anjam khushi ka Milad-e-Nabi laya hai p...

Khula hai sabhi ke liye Baabe Rahemat || खुला है सभी के लिए बाबे रेहमत || Lyrics

Roman(ENG): Khula hai sabhi ke liye Baabe Rahemat Wahaan koi Rutbe mein adnaa na aali Muraadon se Daaman Nahin koi khaali Kataarein lagaaye khade hein sawaali Mein Pahele Pahel jab Madine gayaa tha Toh thi Dil ki haalat tadap jaane waali Woh Darbar sach much Mere samne tha Abhi tak tasawwur tha jis ka khayaali Jo Ek Haath se Dil sambhaale hue tha To thi Dusre Haath mein Unki jaali Dua ke liye Haath uthte to kaise Na ye Haath khali na wo Haath khali Jo puchha hai Tumne ke Mein nazar karne Ko kya le gaya tha to tafseel sun lo Tha Naaton ka Ek haar ashkon ke moti Duroodon ka gajra, Salaamon ki daali Dhani Apni qismat ka hai to wohi hai Dayaare Nabi jisne aankhon se dekha Mukaddar hai saccha mukaddar Usi ka Nigaahe Karam jispe Aaqa ne daali Mein Us aastaane Haram ka gada hun Jahaan sar jukaate hein shaahane Aalam Muje Taajdaron se kam mat samajna Mera sar hai shaayaane Taaje Bilaali Mein Toseefe Sarkaar to kar raha hun Magar Apni Auqaat se baa-khabar hun Mein Si...

Aashikane Mustafa ko Eide Miladunnabi Lyrics || Roman(ENG) & हिंदी (HINDI)

Roman(ENG): Aashikane Mustafa ko Eide Miladunnabi Ho Mubarak ho Mubarak Eide Miladunnabi Aaqa ki Aamad hai Marhaba Marhaba Jaana ki Aamad hai Marhaba Marhaba Ho Mubarak Ahle Imaan Eide Miladunnabi Ho gaee Qismat darakhshaa Eide Miladunnabi Chaar Jaanib dhoom hai Sarkar ke Milaad ki Jumta hai har Musalmaa Eide Miladunnabi Aaqa ki Aamad hai Marhaba Marhaba Jaana ki Aamad hai Marhaba Marhaba Aashikaane Mustafa ko Eide Miladunnabi Ho Mubarak ho Mubarak Eide Miladunnabi Gunche chatkhe phool mehke Har taraf aaee bahaar Ho gaee sub-he Bahaaraan Eide Miladunnabi Kyun na Ham Roshan karein Ghar Ghar diye Milaad ke Khud kare Jab Haq charaagaan Eide Miladunnabi Aaqa ki Aamad hai Marhaba Marhaba Jaana ki Aamad hai Marhaba Marhaba Aashikaane Mustafa ko Eide Miladunnabi Ho Mubarak ho Mubarak Eide Miladunnabi Eide Miladunnabi to Eidon ki bhi Eid hai Bil yakeen hai Eide Eedaan Eid e Miladunnabi Eide Miladunnabi par Jo bhi karta hai khushi Us pe gurraata hai Shaitaan Eide Miladunn...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Kya batau ki kya Madina hai lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है

Pandra so Sala Jashne Wiladat Lyrics / पन्द्रह-सौ साला जश्न-ए-विलादत

Peshe Haq Muzda Shafaat ka Sunate Jaaeinge Lyrics / पेश-ए-हक़ मुज़्दा शफ़ा'अत का सुनाते जाएंगे

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya Lyrics / गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर