Posts
Showing posts with the label Y
- Get link
- X
- Other Apps
Ye Dil Teri Yaadon Se Mahekta Hi Rahega Roman Urdu, Hindi & Urdu Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu ye dil teri yaadon se mahekta hi rahega tera hai ye tera hai ye tera hi rahega ye dil teri yaadon se mahekta hi rahega allah ke mahboob ke tukdon pe ye mangta palta tha, ye palta hai,ye palta hi rahega ye dil teri yaadon se mahekta hi rahega sarkaar se maango to sahi aal ka sadqa milta tha, ye milta hai, ye milta hi rahega ye dil teri yaadon se mahekta hi rahega kya lutf ho sarkaar mujhe hashr mein keh dein mera tha ye mera hai ye mera hi rahega ye dil teri yaadon se mahekta hi rahega ↑ Back to top हिंदी ये दिल तेरी यादों से महकता ही रहेगा तेरा है ये तेरा...
- Get link
- X
- Other Apps
ya nabi mujh pe bhi ek nigaah-e-karam - English karam ki bhik dar-e-mustafa se mangte hein ham apni haajatein, haajat-rawa se mangte hein unhein khabar hai ke ham log, mushkilon se nijaat waseela unko bana kar khuda se mangte hein ya nabi mujh pe bhi ek nigaah-e-karam tujhko bheja gaya hai karam ke liye sarwar-e-ambiya! taajdar-e-haram! tujhko bheja gaya hai karam ke liye ya nabi mujh pe bhi ek nigaah-e-karam tujhko bheja gaya hai karam ke liye rashq-e-firdos ban jaae duniya meri ek lutf-e-nazar mujh pe bhi ya nabi paas aae khushi door ho jaae gham tujhko bheja gaya hai karam ke liye ya nabi mujh pe bhi ek nigaah-e-karam tujhko bheja gaya hai karam ke liye wajh-e-rahmat teri zaat purnoor hai saari makhluq mein baat mash'hoor hai kya falak kya zameen, kya arab kya ajab tujhko bheja gaya hai karam ke liye ya nabi mujh pe bhi ek nigaah-e-karam tujhko bheja gaya hai karam ke liye do jahaanon ka maalik banaya tujhe har tarha se nawaza h...
- Get link
- X
- Other Apps
yaad mein jiski nahin hosh-e-tan-o-jaan ham ko yaad mein jiski nahin hosh-e-tan-o-jaan ham ko phir dikha de wo rukh aye mehr-e-farozaan! ham ko dair se aap mein aana nahin milta hai hamein kya hi khud-rafta kiya jalwa-e-janaan! ham ko jis tabassum ne gulistaan pe giraai bijli phir dikhade wo ada-e-gul-e-khanda ham ko jab se aankhon mein samaai hai madine ki bahaar nazar aate hein khazaan-dida gulistaan ham ko ser-e-gulshan ko aseeraane-qafas ko kya kaam na de takleef-e-chaman bulbul-e-bostaan ham ko paaon girbaal hue raah-e-madina na mili ae junun! ab to mile rukhsat-e-zindaan ham ko chaak-e-damaan mein na thak jaaiyo aye dast-e-junun! purze karna hai abhi jaib-o-girebaan ham ko mere har zakhm-e-jigar se ye nikalti hai sada ae maleeh-e-arabi! karde namakdaan ham ko aye raza! wasf-e-rukh-e-paak sunaane ke liye nazar dete hein chaman, murgh-e-ghazal-khwaan ham ko याद में जिसकी नहीं होश-ए-तन-ओ-जां हमको य...
- Get link
- X
- Other Apps
yahaan bapa ka sikka chalta hai - English main hu attari mujhe attariyon me rakh khuda murshidi attar peer e ba safa ke vaste yahaan bapa ka sikka chalta hai attar se nisbat hai mujko is naam ka sadqa milta hai ik main kya sara zamana hi bapa se mahobbat karta hai yahaan bapa ka sikka chalta hai kis qadar shadab dekho gulshan e attar hai hai karam allah ka aur rehmat e sarkar hai yahaan bapa ka sikka chalta hai ban gaye lakhon muballig aap ke zere asar gung thi jiski zabaan wo shola e guftar hai yahaan bapa ka sikka chalta hai attar se nisbat hai mujko is naam ka sadqa milta hai ik main kya sara zamana hi bapa se mahobbat karta hai yahaan bapa ka sikka chalta hai aap ki takreer main tehreer main taseer hai aap ki ulfat main yaron sara hi sansar hai yahaan bapa ka sikka chalta hai sabz sar pe hai imama zulfen kali kali hai pairhan main sadgi hai ba saba kirdar hai yahaan bapa ka sikka chalta hai mushkilon...
- Get link
- X
- Other Apps
mere mustafa hi aakhri nabi hein ya rasulallah ant khatamun nabiyyeen ya rasulallah ant khatamun nabiyyeen muslim ka tarana hai, imaan ka taqaza hai ham sab ka aqeeda hai, ye khatm-e-nabuwwat mere mustafa hi aakhri nabi hein mere mustafa hi aakhri nabi hein is khatm-e-nabuwwat pe yun pehra lagana hai bas khun ka har katra aaqa pe bahaana hai muslim ka tarana hai, imaan ka taqaza hai ham sab ka aqeeda hai, ye khatm-e-nabuwwat mere mustafa hi aakhri nabi hein jab tak na qayamat ho kazzab na dikhaye har daur mein jhuthon ko suli par chadhana hai muslim ka tarana hai, imaan ka taqaza hai ham sab ka aqeeda hai, ye khatm-e-nabuwwat mere mustafa hi aakhri nabi hein mirzai munafiq ka islam se kya rishta mirza ka jo haami hai wo apna nishana hai muslim ka tarana hai, imaan ka taqaza hai ham sab ka aqeeda hai, ye khatm-e-nabuwwat mere mustafa hi aakhri nabi hein angrez ki saazish se mirzaee bana tola is j...
- Get link
- X
- Other Apps
ya ghuas paak aj karam karo Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri dar pe bulale meeraan! bigdi bana de bigdi bana de meeraan! bigdi bana de ya ghuas paak aj karam karo aj karam kamaanda wela ae meri joli bhardo ya meeraan! aj daan karan da wela ae ya ghuas paak aj karam karo aj karam kamaanda wela ae sara jag kehnda tenu meeraan meeraan karam karam ya jilaani! karam karam ya jilaani! karam karam meeraan! karam karam meeraan! sun meeraan! 'arz garibaan di tere hath wich dor naseebaan di aj bigdi bana shah-e-jilaan aj bigdi banaan da wela ae ya ghuas paak aj karam karo aj karam kamaanda wela ae aseeron ke mushkil kusha ghaus-e-aazam faqiron ke haajat-rawa ghaus-e-aazam tere haath mein haath maine diya hai tere haath hai laaj ya ghaus-e-aazam nikala hai pahele to doobe huon ko aur ab doobton ko bacha ghaus-e-aazam kahe kis se jaa kar hasan apne dil ki sune kaun tere siwa ghaus-e-aazam meeraan! ho meeraan! meeraan! ho meeraan! ae sadqa khwaj...
- Get link
- X
- Other Apps
tayyaba tahera saiyyeda ma aayesha - English Naat Khvan : Hafiz Tahir Qadry tayyaba tahera saiyyeda ma aayesha saiyyeda ma aayesha saiyyeda ma aayesha ye fakira aalima hai saiyyeda ma aayesha ilm mein sab se juda saiyyeda ma aayesha aap ke bistar mubarak par bhi aati thi wahi kya makaam-o-martaba hai saiyyeda ma aayesha mustafa ne jaan di jab sar tha teri god mein ye to aizaz-e-khuda hai saiyyeda ma aayesha aap ki tasweer le kar aaye the rooh-ul-ameen zauz-e-shah-e-ambiya hai saiyyeda ma aayesha aayesha ka hujra anwar roza-e-sarkar hai ye mohabbat ka sila hai saiyyeda ma aayesha aap ki paaki mein utrin hein athra ayatein ye gawahi-e-khuda hai saiyyeda ma aayesha azmatein aisin ujagar arsh par naare lage tayyaba aur taahera hai saiyyeda ma aayesha तय्यबा ताहेरा सैय्यदा माँ आयशा तय्यबा ताहेरा सैय्यदा माँ आयशा सैय्यदा माँ आयशा, सैय्यदा माँ आयशा ये फ़कीरा आलिमा हैं सैय्यदा माँ आयशा इल्म में सबसे जुदा सैय्यदा माँ आयशा आपके बि...
- Get link
- X
- Other Apps
aaj ikattha hain daanish wara ne watan aaj ikattha hain daanish wara ne watan yaani ulma wa shoraye fikr aur fann saahibane nazar haasile anjuman nukta daan wa fasihane ahle sunan hai adeebo khatibe zubano sukhan yeh raza ka chaman hai raza ka chaman azmate sidqe siddiqe akbar liye adle farooqe aazam ka mazhar liye sabr-e-usman gani ka samandar liye kuwate daste baazuye haidar liye nikhate range hazrat hussain o hassan yeh raza ka chaman hai raza ka chaman isme ajmeri khwaja ki hai khwajgi sayyed masood gaazi ka gulshan yahi yeh hai fulwari ashraf jahangir ki rang wa buye bareili wa mahrehravi ispe saaya fagan panjaye panjatan yeh raza ka chaman hai raza ka chaman dekho ahmed raza kha ke neze ki maar ho gaya jisse aada ke seene mein gaar hashmati sher beshye sunnat ka waar bach ke jaane na paye wahabi shikaar jubbe sadrushriya hai baatil shikan yeh raza ka chaman hai raza ...
- Get link
- X
- Other Apps
ya rab hai bakhsh dena bandon ko kaam tera allah allah allah allah allah allah allah allah allah allah ya rab hai bakhsh dena bandon ko kaam tera la taqnattu suna hai hamne kalam tera allah allah allah allah allah hai tuhi dene waala pasti se de bulandi asfal maqam mera aala maqam tera allah allah allah allah allah mehroom kyu rahun main jee bhar ke kyu na lun main deta hai rizq sab ko hai faiz aam tera allah allah allah allah allah imaan ki kahenge imaan hai hamara ahmad rasool tera mushaf kalam tera allah allah allah allah allah jab tak hai dil bhawan main har dam ho yaad teri jab tak zabaan hai munh mein jaari ho naam tera allah allah allah allah allah shams-ud-duha muhammad badr-ud-duja muhammad hai noor-e-paak roshan har sub’h-o-shaam tera allah allah allah allah allah ye daag bhi na hoga tere siwa kisi ka kaunain mein hai jo kuchh wo hai tamaam tera allah allah allah allah allah या रब ह...
- Get link
- X
- Other Apps
yun mere dil mein basi hai haazri ki aarzu - English yun mere dil mein basi hai haazri ki aarzu marne wale ko ho jaise zindagi ki aarzu meri qismat dekhiye main us nabi ka hun gada ki rasoolon ne bhi jiski naukari ki aarzu yun mere dil mein basi hai haazri ki aarzu unke dar ki sham se jaakar lipat jaate hein wo jin andheron ko ho logon roshni ki aarzu yun mere dil mein basi hai haazri ki aarzu karlo ahl-e-bait ke dar ki ghulami doston hai agar dil mein tumhare sarwari ki aarzu yun mere dil mein basi hai haazri ki aarzu jis nagar mein sar ke bal aate hein qudsi ba-adab mujhko farooqi hai kab se us gali ki aarzu yun mere dil mein basi hai haazri ki aarzu marne wale ko ho jaise zindagi ki aarzu यूं मेरे दिल में बसी है हाज़िरी की आरज़ू - Hindi यूं मेरे दिल में बसी है हाज़िरी की आरज़ू मरने वाले को हो जैसे ज़िन्दगी की आरज़ू मेरी किस्मत देखिए मैं उस नबी का हूं ग़दा कि रसूलों ने भी जिसकी नौकरी की आरज़ू यूं मेरे दिल...
- Get link
- X
- Other Apps
ya rab! madine paak mein jana naseeb ho Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri fir ke gali gali tabah thokarein sab ki khayein kyun dil ko jo aql de khuda teri gali se jayein kyun jana naseeb ho to na aana naseeb ho ya rab! madine paak mein jana naseeb ho rakh dun dare huzur pe jab mein jabeen-e-shoq chokhat se unke sar na uthana naseeb ho ya rab! madine paak mein jana naseeb ho aye ishq-e-nabi mere dil mein bhi sama jana mujhko bhi muhammad ka diwana bana jana dar dar ki thokarein hein gar mere naseeb mein ishq-e-nabi mein thokarein khana naseeb ho ya rab! madine paak mein jana naseeb ho taiba se aake bhi rahe taiba ki aarzu madine jaun fir aaun dobara fir se jaun yeh zindagi meri yunhi tamam ho jaye taiba se aake bhi rahe taiba ki aarzu tohfa yehi madine se lana naseeb ho ya rab! madine paak mein jana naseeb ho hafiz ke dil ki hai yehi khwahisho iltija ...
- Get link
- X
- Other Apps
ye naara hamari jaan ya rasulallah ya rasulallah ya habiballah ya rasulallah ya habiballah ye naara hamari jaan ye naara hamari shan ye hai apni pahechan ham sab is par qurbaan naara e risalat ya rasulallah ya rasulallah ya habiballah ya rasulallah ya habiballah darde dil ki dawa is naare se hai lamaraz ko shifa is naare se hai apne jiwan ki sab khushiyan naara e rasulallah se hai ye naara hamari jaan ye naara hamari shan ye hai apni pahechan ham sab is par qurbaan naara e risalat ya rasulallah..... ya rasulallah ya habiballah ya rasulallah ya habiballah magfirat aafiyat ma'refat ka payam bekason bebason ke liye hai inaam is naara e paak ki barkat se paya hai hamne uncha makam ye naara hamari jaan ye naara hamari shan ye hai apni pahechan ham sab is par qurbaan naara e risalat ya rasulallah..... ya rasulallah ya habiballah ya rasulallah ya ...
- Get link
- X
- Other Apps
ye desh hai mere khwaja ka ye desh hai mere khwaja ka khwaja ka mere khwaja ka ye desh hai mere khwaja ka khwaja hind ke raja ka ye desh to ala hazrat ka ye desh nizamuddin ka hai shah-e-aalam shah-e-meena ye desh to qutb-ud-deen ka hai makhdoom ali aur haji ali ye desh to taaj-ud-din ka hai ye desh hai mere khwaja ka khwaja ka mere khwaja ka ye desh hai mere khwaja ka khwaja hind ke raja ka ये देश है मेरे ख़्वाजा का ये देश है मेरे ख़्वाजा का ख़्वाजा का मेरे ख़्वाजा का ये देश है मेरे ख़्वाजा का ख़्वाजा हिन्द के राजा का ये देश तो आला हज़रत का ये देश निज़ामुद्दीन का है शाह-ए-आलम शाह-ए-मीना ये देश तो क़ुत्ब-उद-दीन का है मख़दूम अली और हाजी अली ये देश तो ताज-उद-दीन का है ये देश है मेरे ख़्वाजा का ख़्वाजा का मेरे ख़्वाजा का ये देश है मेरे ख़्वाजा का ख़्वा...
- Get link
- X
- Other Apps
ya nabi sab karam hai tumhara ya nabi sab karam hai tumhara yeh jo waare niyare huwe hein ab kami ka tasawwur bhi kaisa jab se mangte tumhare huwe hein koi munh na lagata tha hum ko paas tak na bithata tha hum ko jab se thama hai daaman tumhara duniya waale hamare huwe hein unke darbar se jab bhi maine panjatan ke waseele se manga mujh ko khairaat fauran mili hai khoob mere guzaare huwe hein door hone ko ab hai ye doori unki chaukhat pe hogi huzoori khwaab me mujh ko aaqa ke dar se haazri ke ishare huwe hein hashr ke roaz jab mere aaqa ummati ki shifa`at karenge rab kahega unhe maine baksha joh deewane tumhare huwe hein chahte ho agar nek naami aal e zahra ki kar lo ghulaami unke sadqe se zaahid niyaazi poor sukoon gum ke maare huwe hein या नबी सब करम है तुम्हारा या नबी सब करम है...
- Get link
- X
- Other Apps
koi saleeqa hai aarzu ka - English koi saleeqa hai aarzu ka na bandagi meri bandagi hai ye sab tumhara karam hai aaqa ke baat ab tak bani hui hai ata kiya mujhko dard-e-ulfat kahan thi ye pur-khata ki qismat main is karam ke kahan tha qaabil huzur ki banda parwari hai ye sab tumhara karam hai aaqa kisi ka ahesan kyun uthaaein kisi ko haalat kyun bataein tumhin se mangenge tumhni doge tumhare dar se hi loh lagi hai ye sab tumhara karam hai aaqa aamal ki mere ahesaas kya hai bajuz nadaamat ke paas kya hai rahe salamat tumhari nisbat mera to ek aasra yahi hai ye sab tumhara karam hai aaqa basheer kahiye nazeer kahiye unhein siraaj-e-munir kahiye jo sar basar hai kalam-e-rabbi wo mere aaqa ki zindagi hai ye sab tumhara karam hai aaqa tajalliyon ke kafil tum ho murad-e-qalb-e-khalil tum ho ...
- Get link
- X
- Other Apps
ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik rabb-e-sallim 'ala rasulallah marhaba marhaba rasulallah ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik ya habeeb salaam 'alaik, salawaatulla 'alaik rahmato.n ke taaj waale! do jahaa.n ke raaj waale! 'arsh ki me'raaj waale! aasiyo.n ki laaj waale! ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik ya habeeb salaam 'alaik, salawaatulla 'alaik hai tamanna ye KHuda se kahi.n, aisa howe hind se fir soo-e-madina, mera jaana howe roza-e-paak ke chogird firu.n main aisa jaise parwaana sar-e-sham' pe firta howe hu.n main mushtaq-e-ziyaarat, ye tamanna hai shaha! puri allah meri, ab ye tamanna howe ...
- Get link
- X
- Other Apps
Naat-Khwaan: Owais Raza Qadri ye kis shahenshah-e-wala ki aamad aamad hai ye kis shahenshah-e-wala ki aamad aamad hai bolo marhaba bolo marhaba ye kaun se shah-e-baala ki aamad aamad hai bolo marhaba bolo marhaba rusool unhin ka to muzdaa sunaane aaye hein unhi ke aane ki khushiyaan manaane aaye hein firishte aaj jo dhoomein machaane aaye hein unhin ke aane ki shaadi rachaane aaye hein ye kis shahenshahe-waala ki aamad aamad hai bolo marhaba bolo marhaba chamak se apni jahaan ko jagmagaane aaye hein mahek se apni ye kooche basaane aaye hein ye sidhaa raasta haq ka bataane aaye hein ye haq ke bandon ko haq se milaane aaye hein ye kis shahenshahe waala ki aamad aamad hai bolo marhaba bolo marhaba jo gir rahe the unhein naaebon ne thaam liya jo gir chuke hein ye unko uthaane aaye hein raoof aese hein aur ye raheem hein itne ke ...
- Get link
- X
- Other Apps
ya aliyal murtaza maula ali mushkil kusha ya aliyal murtaza maula ali mushkil kusha aap hain sher-e-khuda maula ali mushkil kusha sahibe lutfo ata maula ali mushkil kusha hai shaheed-e-ba wafa maula ali mushkil kusha ilm ka main shaher hoon darwaza iska hai ali hai ye qoul-e-mustafa maula ali mushkil kusha jis kisi ka main hoon maula uske maula hain ali hai ye qoul-e-mustafa maula ali mushkil kusha baad-e-khulfa-e-salasa sab sahaba se bada aap ko rutba mila maula ali mushkil kusha qal'aa-e-khaibar ka darwaza ukhda aap ne marhaba! sad marhaba! maula ali mushkil kusha shabbar-o-shabbir ke walid ho tum, maan fatima saiyado sardaar-e-maan maula ali mushkil kusha haidar-e-karrar leke aao tegh-e-zulfikaar zor-e-dushman bad chala maula ali mushkil kusha maghfirat karwaiye, jannat mein leke jaiye wasata hasanain ka maula ali mushkil kusha shabbar-...
- Get link
- X
- Other Apps
ya ilahi har jagah teri ata ka saath ho ya ilahi har jagah teri ata ka saath ho jab pade mushkil shah-e-mushkil kusha ka saath ho ya ilahi bhul jaun naz'a ki taklif ko shadi-e-didaare husne mustafa ka saath ho ya ilahi gor-e-tira ki jab aae sakht raat un ke pyare munh ki sub'he ja fiza ka saath ho ya ilahi jab zabaanein bahar aaein pyas se sahib-e-kausar shah-e-joodo ata ka saath ho ya ilahi garmi-e-mehshar se jab bhadke badan daman-e-mehboob ki thandi hawa ka saath ho ya ilahi nama-e-aa'mal jab khulne lagein a'yeb posh-e-khalq sattar-e-khata ka saath ho ya ilahi jab sar-e-shamsheer par chalna pade rabb-e-sallim kehne wale gham zuda ka saath ho ya ilahi jab raza khwaab-e-giraan se sar uthaae daulat-e-bedar-e-ishq-e-mustafa ka saath ho या इलाही हर जगह तेरी अता का साथ हो या इलाही हर जगह तेरी अता का साथ हो जब पड़े मुश्किल शहे-मुश्किल कु...
Related Lyrics
Quran Shareef
Popular Naat Lyrics
Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर
al-madad peeraan-e-peer, gaus-e-aa'zam dastageer! al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! rutba ye wilaayat mein, kya ghaus ne paaya hai allah ne waliyon ka sultaan banaaya hai hai dast-e-'ali sar par, hasnain ka saaya hai mere ghaus ne thokar mein murdon ko jilaaya hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! laakhon ne usi dar se taqdeer banaayi hai bagdaad sanwariya ki har baat niraali hai doobi hui kashti bhi dariya se nikaali hai ye naam adab se lo ye naam jhalaali hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! har fikr se tum ho kar aazaad chale jaao le kar ke labon par tum fariyaad chale jaao milna hai agar tumko waliyon ke shahenshaah se khwaaja se ijaazat lo baghdaad chale jaao al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! ya ghaus! karam kardo ya ghaus! karam kardo ye deen ki daulat se daaman sab ka bhar do bas itni guzaarish hai bas ek nazar kar do baghdaad k...
Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम
Mustafa Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam Roman Urdu, Hindi & Urdu Lyrics Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu mustafa jaan-e-rahmat pe laakhon salaam shaam-e-bazm-e-hidaayat pe laakhon salaam mehr-e-charkh-e-nubuwwat pe roshan durood ghule baagh-e-risaalat pe laakhon salaam shahr-e-yaar-e-iram taajdaar-e-haram nau bahaar-e-shafaa'at pe laakhon salaam shab-e-asraa ke dulha pe daa'im durood nosha-e-bazm-e-jannat pe laakhon salaam fath-e-baab-e-nubuwwat pe behad durood khatm-e-daura-e-risaalat pe laakhon salaam mujh se be-kas ki daulat pe laakhon durood mujh se be-bas ki quwwat pe laakhon salaam ham gareebon ke aaqa pe behad durood ham fakeeron ki sarwat pe laa...
Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा
koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera ho jo haatim ko muyassar ye nazaara tera keh uthe dekh ke bakhshish mei.n ye rutba tera waah! kya jood-o-karam hai shah-e-bat.ha tera nahi.n sunta hi nahi.n maangne waala tera kuchh bashar hone ke naate tujhe khud-sa jaanei.n aur kuchh mahez payaami hi KHuda ka jaanei.n inki auqaat hi kya hai ke ye itna jaanei.n farsh waale teri shoqat ka 'uloo kya jaane KHush-rawaa.n 'arsh pe udta hai pharera tera mujhse naa-chiz pe hai teri 'inaayat kitni tune har gaam pe ki meri himaayat kitni kya bataau.n teri rahmat mei.n hai wus'at kitni ek mai.n kya meri 'isyaa.n ki haqiqat kitni mujhse so-laakh ko kaafi hai ishaara tera kaee pushto.n se ghulaami ka ye rishata hai bahaal yahi.n tiflee -o-jawaani ke guzaare mah-o-saal ab budhaape mei.n KHudaara ! na hamei.n dar se nikaal tere tukdo.n pe pale ghair ki thok...
Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन
Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim sabse ulaa wa aala hamara nabi sabse bala wa wala hamara nabi apne maula ka pyara hamara nabi donon aalam ka dulha hamara nabi allaahumma salli-'ala sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim laakhon aae yahaan aur laakhon gae unche unche shahenshah yahaan na rahe kitne diye jale jalke phir bujh gae kya khabar kitne taare khile chhup gae par na doobe na dooba hamara nabi allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim jinke talwon ka dhowan hai aab-e-hayaat hai wo jaan-e-masiha hamara nabi khalq se auliya, auliya se rusool aur rasuulon se aala hamara nabi kaun deta hai dene ko munh chahiye dene wala hai sachcha hama...
Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ
maula ya salli wa sallim daaeeman abadan sahar ka waqt tha maasum kaliyaa.n muskuraati thi.n hawaaei.n khair-makhdam ke taraane gungunaati thi.n abhi jibreel bhi utre na the kaa'be ke mimbar se ke itne me.n sadaa aayi hai abdullah ke ghar se mubaarak ho shah-e-har-do-saraa tashreef le aaye mubaarak ho muhammad mustafa tashreef le aaye maula ya salli wa sallim daaeeman abadan 'ala habibi-k khairil khalki kullimi muhammadun sayyidun kaw-nayni wa sakalayni wal-farikayni min arabiw-wa-min ajami na koi aap jaisa hai na koi aap jaisa tha koi yusuf se puchhe mustafa ka husn kaisa tha zameeno.n aasmaa.n me.n koi bhi misaal na mili maula ya salli wa sallim daaeeman 'abadan ...
Keh dena Sarkar se Salam Hamara Lyrics / कह देना सरकार से सलाम हमारा, सलाम हमारा
Le Ke Jab Aaye Haji Unke Dar Ka Haseen Nazara Roman Urdu, Hindi & Urdu Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu le ke jab aaye haji unke dar ka haseen nazara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara wo hein jaan-e-kaaba, wo hein shaah-e-do aalam dekh ke jinka jalwa jhoome arsh-e-aazam nabiyon mein koi bhi nahin hai unke jaisa nyaara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unke dar pe jaa kar hosh na udne paaye dil ki har dhadkan pe rang-e-junoon na chhaye be adbi mahboob ke dar ki, rab ko nahin gawara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unki rahmat ka dariya rehta hai har-soo gham ke andheron mein wahi hai roshni numaya ummat ke liye jo roye raaton mein, aisa nahin koi hamara keh dena sarkar s...
Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा
baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad hai pyaara baghdaad hai pyaara kehte hein jise sab hai bahot khoob wahi hai har 'aashiq-e-sarkaar ka matloob wahi hai allah ke mahboob ka mahboob wahi hai ek baar jo dekh aaye wo jaata hai dobaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara rahmat ka khazeena hein wo baGdaad ki galiyaan tasweer-e-madina hein wo baGdaad ki galiyaan jannat ka nageena hein wo baGdaad ki galiyaan bahta hai sada rahmat-o-anwaar ka dhaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara chaadar wahaan rahti hai tani hasani-husaini har samt wahaan chhanw mili hasani husaini khushbu hai fazaaon mein basi hasani husaini baGdaad ka dulha hai, 'ali ka hai dulaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara us dar ki mohabbat hai madine ki mohabbat us dar ki inaayat hai madine ki ina...
Aye Saba Mustafa se keh dena Lyrics / अये सबा मुस्तफा से कह देना / اے صبا! مصطفیٰ سے کہہ دینا
aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n Naat-Khwaan: Haji Mushtaq Attari aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n yaad karte hei.n tumko shaam-o-sahar, dil hamaare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ki baatei.n, marhaba rang-o-noor ki baatei.n chaand jin par nisaar hota hai, aur taare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n jab muhammad ka naam aata hai, rahmato.n ka payaam aata hai lab humaare durood padte hei.n, dil humaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ke gaisu, bheeni-bheeni mahakti wo khushbu jin se maa'mur hai faza har-soo, wo nazaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n zaaeer-e-taiba tu madine mei.n, pyaare aaqa se itna keh dena aap ki gard-e-raah ko aaqa ! be-sahaare salaam kehte hei.n a...
Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا
Here is Full Lyrics of Madani Sehra "Fazl-e-Rabb-e-Paak se Beta mera Dulha bana" in English, Hindi and Urdu written by Maulana Ilyas Attar Qadri, naat khwan Hafiz Tahir Qadri fazl-e-rabb-e-paak se, beta mera dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana fazl-e-rabb-e-paak se , beta mera dulha bana khushnuma khushrang phoolo.n ka hai sar sehraa sajaa dulha bana dulha bana inko khushiyaa.n do Jahaa.n me.n tu ataa kar kibriyaa ! inpe ranj-o-gham ki na chhaye kabhi kaali ghata dulha bana dulha bana tu sadaa rakhna salaamat inka jhoda ya KHuda ! koi bhi jagda na ho , aapas me.n , aye rabb-ul-ula ! dulha bana dulha bana meethe meethe ho.n madine ke inhe.n munne 'ataa meethi meethi ho.n madine ki inhein munniyaan 'ataa waasta ya rabb ! madine ki mubaarak khaak ka dulha bana dulha bana is tarha mehka kare ye gh...
Mohe Sapna ma Darshan dikhai gayo re Lyrics / मोहे सपना मां दर्शन दिखाई गयो रे
More Ghaus-ul-Wara Roman Hindi Urdu Roman Urdu gaus-e-aazam darmiyaan-e-auliya choon muhammad darmiyaan-e-ambiya mohe sapna maan darshan dikhai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara more sote maan bhaag jagaai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara chashma baghdaad ka jab laga aankh par dekha taiba nagar, dekha taiba nagar jaanib-e-makka jab bhi uthi hai nazar dekha taiba nagar, dekha taiba nagar mohe man maan madina basai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara mohe sapna maan darshan dikhai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara more sote maan bhaag jagaai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara gham ka baadal tha aur main pareshan tha mujhko bakhsha sukoon, mujhko bakhsha sukoon tooti patwaar thi aur main hairaan tha ...







.png)

