Posts

Showing posts with the label mohsin

Ye Naara hamari Jaan Ya Rasulallah Lyrics / ये नारा हमारी जान या रसूलअल्लाह

ye naara hamari jaan ya rasulallah ya rasulallah ya habiballah ya rasulallah ya habiballah ye naara hamari jaan ye naara hamari shan ye hai apni pahechan ham sab is par qurbaan naara e risalat ya rasulallah ya rasulallah ya habiballah ya rasulallah ya habiballah darde dil ki dawa is naare se hai lamaraz ko shifa is naare se hai apne jiwan ki sab khushiyan naara e rasulallah se hai ye naara hamari jaan ye naara hamari shan ye hai apni pahechan ham sab is par qurbaan naara e risalat ya rasulallah..... ya rasulallah ya habiballah ya rasulallah ya habiballah magfirat aafiyat ma'refat ka payam bekason bebason ke liye hai inaam is naara e paak ki barkat se paya hai hamne uncha makam ye naara hamari jaan ye naara hamari shan ye hai apni pahechan ham sab is par qurbaan naara e risalat ya rasulallah..... ya rasulallah ya habiballah ya rasulallah ya ...

Madina yaad aata hai Lyrics ~ dare aqdas pe haal e dil Lyrics ~ in English ~ HINDI ~ URDU

dar-e-aqdas pe haal-e-dil sunaana yaad aata hai dar-e-aqdas pe haal-e-dil sunaana yaad aata hai madina yaad aata hai, madina yaad aata hai madine me.n jo guzra wo zamaana yaad aata hai madina yaad aata hai, madina yaad aata hai adab se baith kar us gumbad-e-khazra ke saaye me.n nabi ki yaad me.n aansu bahaana yaad aata hai madina yaad aata hai, madina yaad aata hai rasoolallah ke darbaar me.n unki mahobbat me.n ye tera roz-o-shab ka aana-jaana yaad aata hai madina yaad aata hai, madina yaad aata hai uwes karni bole maa ijaazat dijiye mujhko judaaee me.n tadapta hu.n, madina yaad aata hai madina yaad aata hai, madina yaad aata hai mazaar-e-faatema pe karbala walo.n ki yaad aaee madine waale aaqa ka gharaana yaad aata hai madina yaad aata hai, madina yaad aata hai nabi ke zikr ki mahfil me.n aate hi mujhe mohsin madina yaad aata hai, madina yaad aata hai madina yaad aata hai, madina yaad aata hai Naat-Khwaans : Shahbaz...

Ali Haidar ka Gharana Lyrics || Hafiz Tahir Qadri

Image
Ali Maula Ali Muala Mankuntu Maula Ali Ali  Aqa ne bola Ali Ali Mein jis ka maula Ali Ali Hai us ka Maula Ali Ali Zahra ka shohar Ali Ali  Hasanain ka baba Ali Ali Ham sab ne pukara Ali Ali Ali Maula...... Bada maheboob gharana Ali Haidar ka gharana Gulam inka hai zamana Kiya sab kaam usi ki Riza mein raazi reh kar Khuda ke deen ki khatir Hazaron sadmein seh kar Kare har dam shukrana Ali Haidar ka gharana Bada maheboob gharana Ali Haidar ka gharana Kayadat hoke imamat Wilayat hoke taharat Sharafat hoke sadakat Sakhawat hoke shuja'at Har ek azmat ka thikana Ali Haidar ka gharana Bada maheboob gharana Ali Haidar ka gharana Pukara jab mushkil mein Unhone ki lajpali Sabhi mangaton ki pal mein Bhari hai jholi khali Jhuka jis dar pe zamana Ali Haidar ka gharana Bada maheboob gharana Ali Haidar ka gharana Mankuntu Maula Ali Ali Aqa ne bola Ali Ali Mein jis ka maula Ali Ali Hai us ka Maula Ali Ali Zahra ka shohar Ali Ali Hasanain ka baba Al...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon Lyrics / सरकार का नौकर हूँ कोई आम नहीं हूँ

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा

Imdad kun Imdad kun Ya Ghaus-e-Aazam Dastagir Lyrics / इमदाद-कुन इमदाद-कुन या ग़ौस-उल-आ'ज़म दस्त-गीर

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है