Posts

Showing posts with the label gaus e azam

Meeran Waliyon ke Imam dedo panjatan ke naam Lyrics / मीराँ वलीयों के इमाम देदो पंजतन के नाम

Image
meeraan walion ke imaam! dedo panjatan ke naam meeraan walion ke imaam! dedo panjatan ke naam humne joli hai failaee badi dair se daalo nazr-e-karam sarkaar! apne mangaton par ek baar humne mehfil hai sajaaee badi dair se mere chaand mainn sadqe, aaja idhar bhi chamak utthe dil ki kali ghaus-e-aa'zam! meeraan waliyon ke imaam ! dedo panjatan ke naam humne joli hai failaee badi dair se tere rabb ne malik kiya tere zad ko tere dar se duniya pali ghaus-e-aa'zam! meeran waliyon ke imaam ! dedo panjatan ke naam humne joli hai failaee badi dair se tera rutba aala na kyun ho ke maula! tu hai ibn-e-maula ali ghaus-e-aa'zam! meeran waliyon ke imaam ! dedo panjatan ke naam humne joli hai failaee badi dair se qadam gardan-e-auliya par hai tera tu hai rab ka aisa wali ghaus-e-aa'zam! meeran waliyon ke imaam! dedo panjatan ke naam humne joli hai failaee badi dair se tum jo banaao baat banegi, donon jahaan men laaj rahegi lajpaal karam ab k...

Humari hai Dua Shah-e-Ghaus-ul-wara Lyrics / हमारी है दुआ, शाह-ए-ग़ौस-उल-वरा

humari hai dua, shah-e-ghaus-ul-wara wah kya martaba aye ghaus hai baala tera unche unchon ke saron se qadam aala tera sar bhala kya koi jaane ke hai kaisa tera auliya malte hein aankhein wo hai talwa tera kya dabe jis pe himaayat ka ho panja tera sher ko khatre mein laata nahin kutta tera nabwi minh , alawi fasl , batuli gulshan hasani phool , husaini hai mahekna tera tujhse dar, dar se sag, aur sag se hai mujhko nisbat meri gardan mein bhi hai door ka dora tera is nishani ke jo sag hein nahin maare jaate hashr tak mere gale mein rahe patta tera tere qadmon mein jo maut aaye, wo maut kitni haseen ho bakhsha jaaunga roz-e-qayamat , itna mujhko yaqeen hai tamanna hai meri ho chaadar aapki khuda kare yahi bane mera kafan humari hai dua, shah-e-ghaus-ul-wara hara bhara rahe ye qadri chaman allah-allah karte karte hu nazar aaya mujhe hu mein jab main gum hua to tu nazar aaya mujhe jiska koi nahin hai sahaara , uska tum ho sahaara qurbaan jaaun main...

Aaya hai ye Tera Deewana shaian lillah Lyrics / आया है ये तेरा दीवाना शय'अन लिल्लाह

aaya hai ye tera ye deewana shaian lillah - English Naat-Khwaan: Hafiz Ahmad Raza Qadry aaya hai ye tera ye deewana shaian lillah shaian lillah kehta hai ye har dam mastana shaian lillah shaian lillah tu peer mera la-sani hai aur ghaus mera jilaani hai main tera murid hun diwaana shaian lillah shaian lillah hai hukm tera hukm-e-rabbi ek dam mein jo chahe karde wahi ye daur tera hai shaahana shaian lillah shaian lillah main bad hi sahi main chor sahi main mujrim khati kuchh hi sahi par tera hun jaan-e-jaanana shaian lillah shaian lillah chahun jo agar tujhko chahun dekhun jo agar tujhko dekhun kar de mujhe sab se be-gaana shaian lillah shaian lillah chhute na kabhi tu aur ahmad mushkil jo pade ho teri madad gar wakt-e-nazaa' ho aa jana shaian lillah shaian lillah lete rahe ham sab naam tera karte rahe mil kar kaam tera baghdaad se ho aab-o-daana shaian lillah shaian lillah sab tere mazar-e-anwar par hote hein nic...

Mere Aangan mein aao Peeraan-e-Peer Lyrics / मेरे आंगन में आओ पीरान-ए-पीर

mere aangan mein aao peeraan-e-peer qadira sarwara rahnuma dastageer ghaus-e-aazam imaam-e-mubeen be-nazeer chun muhammad darmiyaan-e-ambiya ghaus-e-aazam darmiyaan-e-auliya mere aangan mein aao peeraan-e-peer meri bigdi banaao peeraan-e-peer aap hasani husaini sarkar hein rang sab pe chadaao peeraan-e-peer mere aangan mein aao peeraan-e-peer aap mahboob-e-rab ke mahboob ho sabki bigdi banaao peeraan-e-peer mere aangan mein aao peeraan-e-peer meri aankhein tarasti hein deedaar ko aaj jalwa dikhaao peeraan-e-peer mere aangan mein aao peeraan-e-peer iltija hai ke aaein baghdaad mein sab ki hasrat mitaao peeraan-e-peer mere aangan mein aao peeraan-e-peer meri kashti bhanwar ke saagar mein hai paar isko lagaao peeraan-e-peer mere aangan mein aao peeraan-e-peer hamein mushkil-kusha ka sadqa mile hamein maa saiyyada ka sadqa mile mushkilon se bachaao peeraan-e-peer mere aangan mein aao peeraan-e-peer hai karaamat gae kitne logon ke ghar me...

Zikr hai Aaj Us Shah-e-Jilaan ka Lyrics / ज़िक्र है आज उस शाह-ए-जीलान का

zikr hai aaj us shaah-e-jilaan ka marhaba marhaba Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri hamari hai dua, shah-e-ghaus-ul-wara hara-bhara rahe, ye qadri chaman nabawi minh, 'alawi fasl, batuli gulshan hasani phool, husaini hai mahekna tera zikr hai aaj us shaah-e-jilaan ka marhaba marhaba badshah hai jo waliyon ke aiwaan ka marhaba marhaba har taraf rang hai jiske faizaan ka, marhaba marhaba har taraf charcha hai jiske ahesan ka, marhaba marhaba jispe chalta nahin waar shaitaan ka, marhaba marhaba zikr hai aaj us shaah-e-jilaan ka marhaba marhaba aqs-e-husn-o-jamaal-e-nabi aap hein, kya wali aap hein gulshan-e-fatima ki kali aap hein, kya wali aap hein mazhar-e-ilm-e-maula ali aap hein, kya wali aap hein peer-e-peeraan hein ghaus-e-jalee aap hein, kya wali aap hein kya bayaan ho bhala aapki shaan ka, marhaba marhaba zikr hai aaj us shaah-e-jilaan ka marhaba marhaba ya shah-e-jilaan! ya shah-e-jilaan! imdaad karo ya ghaus!, imdaad karo y...

Ya Ghaus Paak Aj karam karo Lyrics / या ग़ौस पाक अज़ करम करो

ya ghuas paak aj karam karo Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri dar pe bulale meeraan! bigdi bana de bigdi bana de meeraan! bigdi bana de ya ghuas paak aj karam karo aj karam kamaanda wela ae meri joli bhardo ya meeraan! aj daan karan da wela ae ya ghuas paak aj karam karo aj karam kamaanda wela ae sara jag kehnda tenu meeraan meeraan karam karam ya jilaani! karam karam ya jilaani! karam karam meeraan! karam karam meeraan! sun meeraan! 'arz garibaan di tere hath wich dor naseebaan di aj bigdi bana shah-e-jilaan aj bigdi banaan da wela ae ya ghuas paak aj karam karo aj karam kamaanda wela ae aseeron ke mushkil kusha ghaus-e-aazam faqiron ke haajat-rawa ghaus-e-aazam tere haath mein haath maine diya hai tere haath hai laaj ya ghaus-e-aazam nikala hai pahele to doobe huon ko aur ab doobton ko bacha ghaus-e-aazam kahe kis se jaa kar hasan apne dil ki sune kaun tere siwa ghaus-e-aazam meeraan! ho meeraan! meeraan! ho meeraan! ae sadqa khwaj...

Gausul Wara Meri to Jaan hein Lyrics / ग़ौस-उल-वरा मेरी तो जान है

ghaus-ul-wara meri to jaan hein ya ghaus-e-aazam peeran-e-peer ya ghaus-e-aazam peeran-e-peer main hun qadri diwaana ghaus-e-paak ka main hun qadri diwaana ghaus-e-paak ka peeron ke peer hein, roshan zameer hein baghdaad wale meeraan, bade dastageer hein peeron ke bhi peer hein kya shaan hai ghaus-ul-wara meri to jaan hein meeraan bane hein dulha, meeraan bane hein dulha fatma zahra ke wo noor-e-nazar haidar-e-karrar ke lakht-e-jigar milta hai inka nasab hasnain se aur naana jinke hein khair-ul-bashar allah-allah kis qadar zee-shaan hein ghaus-ul-wara meri to jaan hein peeron ke bhi peer hein kya shaan hai ghaus-ul-wara meri to jaan hein sultaan-e-wilaayat, ghaus-e-paak waliyon pe huqumat, ghaus-e-paak shaibaaz-e-khitaabat, ghaus-e-paak faanus-e-hidaayat, ghaus-e-paak sartaaj-e-shari'at, ghaus-e-paak momin ki chahat, ghaus-e-paak hai rab ki ne'mat, ghaus-e-paak allah ki rahmat, ghaus-e-paak ghaus-e-paak ghaus-e-paak...

Zamane mein Agar dekhi to Shane Qadri dekhi Lyrics / ज़माने में अगर देखी तो शान-ए-क़ादिरी देखी

zamaane mein agar dekhi to shan-e-qadri dekhi main qadri qadri qadri hun qadri main qadri qadri qadri hun qadri qadri faqeer main hun qadri faqeer qadri faqeer main hun qadri faqeer qadira, sarwara, rahnuma dastageer ghaus-e-aazam imaam-e-mubeen be-nazeer zikr se tere tal jaaein sab mushkilein naam se tere paaye rihaaee aseer tu jise chahe de, jis qadar chahe de teri bakhshish nirali, 'ata be-nazeer ye wazifa hai har gham ka darmaan waqaar! ghaus-e-aazam madad, al-madad dastageer ya ghaus al-madad! ya ghaus al-madad! zamaane mein agar dekhi to shan-e-qadri dekhi nabuwwat ke gulistaan mein wilaayat ki kali dekhi tajalli hi tajalli, roshni hi roshni dekhi dayaar-e-ghaus kya dekha madine ki gali dekhi shain-lillah abdul qadir jilaani, shain-lillah abdul qadir jilaani shah-e-baghdaad ne jis par karam ki ek nazar daali bana har kaam uska ho gayi sab door bad-haali mere ghaus-ul-wara ki shaan to kya shaan hai aali suwaali aap ke dar se nahin lauta k...

Mere Gyarwi wale Peer Ghaus-e-aazam Dastageer Lyrics / मेरे ग्यारवी वाले पीर, गौसे आज़म दस्तगीर

mere gyaarwi waale peer! ghaus-e-aa'zam dastageer mushkil pade to yaad karo dastageer ko baghdaad wale hazrate peerane peer ko ya ghaus al-madad, ya ghaus al-madad ya jilaani shayallillah, ya jilaani shayallillah KHuda ke fazl se hum par hai saaya gaus-e-aa'zam ka humein donon jahaan mein hai sahaara ghaus-e-aa'zam ka ya shaah-e-jeelan karam hai tera mere gyaarwi waale peer! ghaus-e-aa'zam dastageer tere dar ka main fakeer, ghaus-e-aa'zam dastagir tera rutba be-nazeer, ghaus-e-aa'zam dastagir meri chamka di taqdeer, ghaus-e-aa'zam dastagir humaari laaj kiske haath hai baghdaad wale ke musibat taal dena kaam kiska ghaus-e-aa'zam ka KHuda ke fazl se hum par hai saaya gaus-e-aa'zam ka humein donon jahaan mein hai sahaara ghaus-e-aa'zam ka muhammad ka rasoolon mein hai jaise martaba aala hai afzal auliya mein yunhi rutba ghaus-e-...

Main Qadri Deewana Main Qadri Mastana Lyrics / मैं क़ादिरी दीवाना मैं क़ादिरी मस्ताना

main qadri deewana, main qadri mastana main qadri hun shukr hai rabb-e-qadeer ka daaman hai mere hath mein, peeran-e-peer ka ya peer-e-peera! al-madad ya meer-e-meera! al-madad ya shah-e-jeelan! al-madad ya ghaus-ul-aazam! al-madad deewana deewana deewana deewana deewana deewana main qadri deewana, main qadri mastana ya ghaus! faqeeron ki, tum laaj nibha jaana main qadri deewana, main qadri mastana baghdad ki galiyaan hein, aur urs ka mela hai langar jo yahaan dekha, hamne kahin dekha na main qadri deewana, main qadri mastana ya peer-e-peera! al-madad ya meer-e-meera! al-madad ya shah-e-jeelan! al-madad ya ghaus-ul-aazam! al-madad baghdadi faqiron ka, ye haal bhi dekha hai mahol faqiraana, andaaz hai shaahana main qadri deewana, main qadri mastana jeelan ke waali to sakhiyon ke shahenshah hein bhar denge tera daman, baghdaad chale aana main qadri deewana, main qadri mastana mere ghaus ke lehje mein, roshan hai shari'at bhi har baat ...

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Image
Al Madad — Peeraan-e-Peer Gaus-e-Aazam  Dastageer  Immerse yourself in the heartfelt naat "Al Madad Peeraan-e-Peer Gaus-e-Aazam  Dastageer " . Below , you will find the complete lyrics presented in  Roman Urdu ,  Hindi (Devanagari) , and  Urdu (Rasm-ul-Khat) , so that  every reader may connect and recite. If you enjoy this piece, explore more devotional naats and translations on naat-e-sarkar.com Al-Madad Peeran-e-Peer, Ghaus-e-Azam Dastageer ek roohani manqabat hai jo Hazrat Ghaus-e-Azam Shaykh Abdul Qadir Jilani رحمتہ اللہ علیہ ke rutba, karamaat aur maqam-e-wilayat ko bayan karti hai. Is kalam mein unki roohani qudrat, Ali al-Murtaza aur Hasnain ka saaya aur murdo ko zinda karne ki karamaat ka zikr hai. al-madad peeraan-e-peer, gaus-e-aa'zam dastageer! al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer ! rutba ye wilaayat me.n , ky...

Rukh se Parda Ab Apne utha do Lyrics / रुख से पर्दा अब अपने उठा दो

Image
rukh se parda ab apne utha do rukh se parda ab apne utha do jaaliyon par nigaahein jami hein apna jalwa isi mein dikhaado jaaliyon par nigaahein jami hein faaslon ko khudaara mita do jaaliyon par nigaahein jami hein apna jalwa isi mein dikhaado jaaliyon par nigaahein jami hein ghaus-ul-aa'zam ho ghaus-ul-wara ho noor ho noor-e-sall-e-'ala ho kya bayaan aap ka martaba ho dastagir aur mushkil kusha ho aaj deedaar apna karaalo jaaliyon par nigaahein jami hein sun rahe hein wo fariyaad meri khaak hogi na barbaad meri main kahin bhi marun shah-e-jeelaan rooh pahunchegi baghdaad meri mujhko parwaaz ke par laga do jaaliyon par nigaahein jami hein wajd mein aayega saara 'aalam jab pukaarenge ya ghaus-e-aa'zam wo nikal aaenge jaaliyon se aur qadmon mein gir jaaenge hum phir kahenge ke bigdi bana do jaaliyon par nigaahein jami hein fikar dekho, khayalat dekho ye aqidat, ye jazbaat dekho main hun kya meri aukaat dekho saamne kaisi ha...

Khuda ke Fazal se Hum par hai Saya Gause Aazam ka Lyrics / ख़ुदा के फ़ज़ल से हम पर है साया गौसे आज़म का

Image
KHuda ke fazl se hum par hai saaya ghaus-e-aa'zam ka KHuda ke fazl se hum par hai saaya ghaus-e-aa'zam ka humein donon jahaan mein hai sahaara ghaus-e-aa'zam ka humaari laaj kiske haath hai baghdaad wale ke musibat taal dena kaam kiska ghaus-e-aa'zam ka muhammad ka rasoolon mein hai jaise martaba aala hai afzal auliya mein yunhi rutba ghaus-e-aa'zam ka janaab-e-ghaus dulha aur baraati auliya honge maza dikhlaaega mahshar mein sahra ghaus-e-aa'zam ka nida dega munaadi hashr mein yun qaadariyon ko kidhar hein qaadri kar lein nazaara ghaus-e-aa'zam ka mukhaalif kya kare mera ke hai behad karam mujh par KHuda ka, rahmatul-lil-'aalameen ka, ghaus-e-aa'zam ka bula kar kafiron ko dete hein, abdaal ka rutba hamesha josh par rehta hai dariya ghaus-e-aa'zam ka lohaab apna chataaya ahmad-e-mukhtar ne unko phir kaise na hota bolbaala ghaus-e-aa'zam ka padi laa-haul aur shaitaan ke dh...

Bagdad wada nodhari navdi ne taro Lyrics / बग़दाद वाळा ! नोधारी नावड़ीने तारो / બગદાદ વાળા નોંધારી નાવડી ને તારો

baghdad wada nodhari navdi ne taro - English atoo͠la musaafir, otaara gana chhe wishad aa gagan par sitaara gana chhe dukho maan e machle chhe santoshéthi nathi eklo hu͠ bechaara gana chhe e jire mane moto bharaoso tamaro baghdad wada nodhari navdi ne taro nawdi mari dagmag dole mojao upar chadi hichkole e jire mari madade tame re padharo baghdad wada nodhari navdi ne taro e jire mane moto bharaoso tamaro baghdad wada nodhari navdi ne taro peero na peer chho, roshan zameer chho tado chho dukhda, tame dastageer chho e jire mane joie chhe qadri saharo baghdad wada nodhari navdi ne taro e jire mane moto bharaoso tamaro baghdad wada nodhari navdi ne taro madh dariyama.n tufan chadya chodhara upar warsad padya e jire mari udti beldi utaro baghdad wada nodhari navdi ne taro e jire mane moto bharaoso tamaro baghdad wada nodhari navdi ne taro kadiyug ma thase kem guzaro sochi rahyo chhe...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Imdad kun Imdad kun Lyrics | Ya Ghaus-e-Aazam Dastagir Lyrics / इमदाद-कुन इमदाद-कुन | या ग़ौस-उल-आ'ज़म दस्त-गीर

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon Lyrics / सरकार का नौकर हूँ कोई आम नहीं हूँ

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा