Posts

Showing posts with the label madina

Khili Khili Kaliyaan hein, Taiba ki Galiyaan hein Lyrics / ख़िली ख़िली कलियाँ हैं, तैयबा की गलियाँ हैं / کِھلی کِھلی کلیاں ہیں، طیبہ کی گلیاں ہیں

khili khili kaliyaan hein, taiba ki galiyaan hein khili khili kaliyaan hein, taiba ki galiyaan hein khili khili kaliyaan hein, taiba ki galiyaan hein ajab dil-kusha hein, madine ki galiyaan mu'attar hein yun, jaise phoolon ki kaliyaan khili khili kaliyaan hein, taiba ki galiyaan hein madine ki har she'a nafaasat bhari hai madine se kaa'be ko izzat mili hai wahin ki to phoolon mein khushbu basi hai saba jum kar wajd mein keh rahi hai khili khili kaliyaan hein, taiba ki galiyaan hein madine se hoti hai taqseem-e-ne'mat wahin se bata karti hai saari daulat fida uspe hoti hai har waqt jannat barasti hai din-raat waan haq ki rahmat khili khili kaliyaan hein, taiba ki galiyaan hein muraadein yahin se gada paa rahe hein salaatin yahaan haath faila rahe hein bashar kya malaaik yahaan aa rahe juka kar sar-e-ijz farma rahe hein khili khili kaliyaan hein, taiba ki galiyaan hein wo galiya...

Muhammad muhammad madina madina Lyrics / मुहम्मद मुहम्मद मदीना मदीना / محمد محمد مدینہ مدینہ

muhammad muhammad madina madina dikhade ilahi wo pyara madina ilahi bana de madina ye sina mein mar jaaun mere kafan pe ye likhna muhammad muhammad madina madina chali jis taraf se nabi ki sawaari shajar ne hajar ne di jhuk kar salaami sabhi kar rahe hain nabi ki gulaami nabi ne sikhaya har ek shai ko jeena muhammad muhammad madina madina khade hain sawaali dare mustafa par wahan koi aala na koi tawangar chalo aao maange habeeb-e-khuda se ke haathon mein hai jiske sara khazeena muhammad muhammad madina madina bula lo madine mein aaqa bula lo gira ja raha hoon sambhaalo sambhaalo khataakar hoon mujhko aaqa nibhaalo laga do mera paar aaqa safeena muhammad muhammad madina madina kiya jab bhi karte the aaqa ibaadat to quraan karta tha unki tilaawat ye aisa khuda ki qasam mojza hai mila inke sadqe se bakhshish ka zeena muhammad muhammad madina madina ye aankhon ka rona ye dil ka tadapna tasawwur mein aaqa ke dar se lipatna dare mustafa par kahunga main j...

हम मदीने से अल्लाह क्यों आ गए / ہم مدینے سے اللہ کیوں آ گئے / Ham Madine se Allah kyun aa gaye Lyrics

ham madine se allah kyun aa gaye ham madine se allah kyun aa gaye qalb-e-hairaan ki taskeen wahin reh gayi dil wahin reh gaya jaan wahin reh gayi kham usi dar pe apni zabeen reh gayi yaad aate hain hamko wo shaam-o-sehar wo sukoon-e-dil-o-jaan wo rooh-o-nazar ye unhi ka karam hai unhi ki ata ek kaifiyat-e-dil naheen reh gayi allah allah wahan ka durood-o-salaam allah allah wahan ka sujood-o-qayaam allah allah sahn ka wo kaif-o-dawaam wo salaate sukoon aafareen reh gayi jis jagah sajda-rezi ki lazzat mili jis jagah har qadam unki rehmat mili jis jagah noor rehta hai shaam-o-sehar wo falak reh gaya wo zameen reh gayi padh ke nasrum-minallahi wa fathun-qareeb jab hue ham rawaan soo-e-koo-e-nabi barkatein, rehmatein saath chalne lageen be-basi zindagi ki yahin reh gayi zindagaani wahin kaash hoti basar kaash behzaad aate na ham laut kar aur poori...

Aye Zahra ke baba sunein iltija lyrics / अये ज़हरा के बाबा ! सुनें इल्तिजा / اے زہرا کے بابا ! سنیں التجا

Yahan hai aap ke liye poora kalaam 'Aye Zahra ke Baaba! Sunein Iltija'. Ye kalaam ek shiddat bhari iltija hai jisme ek ummati apne Nabi se Madina bulane ki iltija karta hai. Har misra mein mohabbat aur tamanna chhupi hai — ke Maula humein apne sheher bula len. aye zahra ke baaba ! sunein iltija aye zahra ke baaba ! sunein iltija madina bula lijiye kahin par na jaae tumhara gada madina bula lijiye staati hai mujko, rulaati hai mujhko ye duniya bahot aazmaati hai mujhko hun duniya ki baaton se toota hua madina bula lijiye aye zahra ke baaba ! sunein iltija madina bula lijiye badi be-basi hai, badi bekaraari na kat jaae aaqa ! yunhi umr saari kahaan zindagani ka kuchh hai pata madina bula lijiye aye zahra ke baaba ! sunein iltija madina bula lijiye ye ahesaas hai mujhko main hun kameena huzoor aap chaahein to aaun madina gunaahon ke daldal mein main hun phansa madina bula lijiye aye zahra ke baaba ! sunein il...

Ho Karam Sarkar ab to ho gaye gam beshumar Lyrics / हो करम सरकार अब तो हो गए गम बे-शुमार / ہو کرم سرکاراب تو ہو گئے غم بے شمار

ho karam sarkar ! ab to ho gae Gam be-shumaar Naat-Khwaan:  Owais Raza Qadri ho karam sarkar ! ab to ho gae Gam be-shumaar jaan-o-dil tum par fidaa, aye do jahaa.n ke taajdaar ! ho karam sarkar ! ab to ho gae Gam be-shumaar mai.n akela aur masaaeel zindagi ke be-shumaar aap hi kuchh kijiye na aye shahe aali waQaar ! ho karam sarkar ! ab to ho gae Gam be-shumaar yaad aata hai tawaaf-e-KHaana-e-Ka'ba mujhe aur lipatna multazam se waalehana baar-baar ho karam sarkar ! ab to ho gae Gam be-shumaar sang-e-aswad chum kar milta mujhe kayf-o-suroor chain paata dekh kar dil mustajaab -o- mustajaar ho karam sarkar ! ab to ho gae Gam be-shumaar ya KHuda ! dikhla hateem-e-paak meezab-o-makaam aur safa marwaah mujhe baher-e-rasool-e-zee-waqaar ho karam sarkar ! ab to ho gae Gam be-shumaar ja raha hai Kafila taybaah nagar rota hua mai.n raha jaata hu.n tanha aye habeeb-e-kirdagaar ! ho karam sarkar ! ab to ho gae Ga...

Rehte hein Mere Dil mein Armaan Madine ke Lyrics / रहते हैं मेरे दिल में अरमान मदीने के / رہتے ہیں میرے دل میں ارمان مدینے کے

rahte hain mere dil mein armaan madine ke Naat-Khwaan:  Asad Raza Attari muddat se mere dil mein hai armaane madina roze pe bula lijiye sultane madina, sultane madina rahte hain mere dil mein armaan madine ke kab mujhko bulaayenge sultaan madine ke rahte hain mere dil mein armaan madine ke rote hain tadapte hain kehte hain ye deewane kis roz baneinge hum mehmaan madine ke rahte hain mere dil mein armaan madine ke aye kaash madine mein sarkar jo bulwa lein ho jaayein dilo jaan se qurbaan madine ke rahte hain mere dil mein armaan madine ke ab taab nahin mujh mein doori ki shahe batha ho jaayein baham ek din saamaan madine ke rahte hain mere dil mein armaan madine ke rahte hain sadaa unke dil kaif-e-huzooree mein padhte hain qaseede jo har aan madine ke rahte hain mere dil mein armaan madine ke mere liye sab aasif taazim ke laayiq hain wo sango shajar hon ya ...

ज़िंदगानी में मदीने का सफ़र अच्छा लगा / زندگانی میں مدینے کا سفر اچھا لگا / Zindagani mein Madine ka safar acchha laga Lyrics

zindagani mein madine ka safar acchha laga zindagani mein madine ka safar acchha laga jo madine tak gaya wo hamsafar acchha laga kya bataun kis qadar kya noor-e-bahar acchha laga mujhko sarkaar-e-do aalam ka nagar acchha laga tha madine ke safar mein kamli waala saath saath tha safar bhi khoob lekin hamsafar acchha laga kitne acchhe bakht hain ayyub ansari tere saare tayba mein nabi ko tera ghar acchha laga hoke do neema gaya qadmon mein tere ya nabi teri ungli ka nishaana chaand par acchha laga jab niyazi ne mehfil mein padhi naat-e-nabi kya bataun bazm ko main kis qadar acchha laga ज़िंदगानी में मदीने का सफ़र अच्छा लगा ज़िंदगानी में मदीने का सफ़र अच्छा लगा जो मदीने तक गया वो हमसफ़र अच्छा लगा क्या बताऊँ किस क़दर क्या नूर-ए-बहार अच्छा लगा मुझको सरकार-ए-दो आलम का नगर अच्छा लगा था मदीने के सफ़र में कमली वाला साथ साथ था सफ़र भी ख़ूब लेकिन हमसफ़र अच्छा ...

हम फ़क़ीरों को मदीने की गली अच्छी लगी / ہم فقیروں کو مدینے کی گلی اچھی لگی / Ham fakiron ko madine ki gali achhi lagi Lyrics

khusrawi achhi lagi na sarwari achhi lagi khusrawi achhi lagi na sarwari achhi lagi ham fakiron ko madine ki gali achhi lagi door the toh zindagi be rang thi be kaif thi unke kunche mein gaye to zindagi achhi lagi main na jaunga kahin bhi dar nabi ka chhod kar mujhko koo-e-mustafa ki chakari achhi lagi naaz kar tu ae haleema sarware konain par gar lagi achhi to teri jonpadi achhi lagi rakh diya sarkar ke kadmon pe sultanon ne sar sarware kauno makaan ki sadagi achhi lagi maher-o-maah ki roshni maana ke achhi hai magar sabz gumbad ki mujhe to roshni achhi lagi aaj mehfil mein niyaazi naat jo maine padi aashiqan-e-mustafa ko wo badi achhi lagi ख़ुसरवी अच्छी लगी न सरवरी अच्छी लगी ख़ुसरवी अच्छी लगी न सरवरी अच्छी लगी हम फ़क़ीरों को मदीने की गली अच्छी लगी दूर थे तो ज़िंदगी बेरंग थी बेकैफ़ थी उनके कुंचे में गए तो ज़िंदगी अच्छी लगी मैं न जाऊँगा कह...

Sarkar bulayenge Hamein Sarkar bulayenge Lyrics / सरकार बुलाएंगे हमें सरकार बुलाएंगे / سرکار بلائیں گے ہمیں سرکار بلائیں گے

sarkar bulayenge hamein sarkar bulayenge Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri sarkar bulayenge sarkar bulayenge bigdi bhi banayenge jalwe bhi dikhayenge gabrao na deewanon sarkar bulayenge hamein sarkar bulayenge ham masjid-e-nabwi ke dekhenge minaron ko aur gumbad-e-khazra ke pur-noor nazaron ko ham jaake madine fir wapas nahin aayenge gabrao na deewanon sarkar bulayenge hamein sarkar bulayenge mil jaayengi ta'beerein ek roz to khwabon ki gir jaayengi deewarein sab dekhna raahon ki ham roza-e-akdas par jab aansu bahayenge gabrao na deewanon sarkar bulayenge hamein sarkar bulayenge dil ishq-e-nabi mein to kuchh aur tadapne do is deed ki aatish ko kuchh aur bhadakne do ham tishnagi jaa kar zamzam se bujayenge gabrao na deewanon sarkar bulayenge hamein sarkar bulayenge lillah muhammad se rudaad meri kehna ye puchh ke aaqa se ae zaeiro tum aana ishrat ko mad...

Na chhedo zikre jannat ab madina yad aaya hai Lyrics / ना छेड़ो ज़िक्र-ए-जन्नत अब मदीना याद आया है / نہ چھیڑو ذکرِ جنت اب مدینہ یاد آیا ہے

na chhedo zikr-e-jannat ab madina yaad aaya hai na chhedo zikr-e-jannat ab madina yaad aaya hai nabi ka sabz gumbad dil ki aankhon mein samaya hai mila karti hain munh maangi muraadein unke roze par gulaamon ne tere dar se jo maanga hai wo paaya hai khuda ki saltanat ke ho tum dulha ya rasulallah tumhaare waaste rab ne ye sab aalam sajaaya hai shab-e-asra mubarak baad thi ye hoor-o-gilma mein muhammad ko khuda-e-paak ne dulha banaaya hai namazon mein, azaan mein, kalma mein aur arsh par har jaa khuda ne naam tera naam se apne milaaya hai zameen ko cheerte daudhe hue aaye hain khidmat mein darakhton ne ishaara aapka jis waqt paaya hai ijaabat ne liya bosa tumhaare pyaare hothon ka dua ke waaste jis waqt tum ne lab hilaaya hai tumhaari zaat par kyun kar bharosa ho na aalam ko gunahgaaron ko tumne naare dozakh se bachaaya hai koi pursaan-e-haal apna nahin hai y...

Darpesh ho taiba ka safar kaisa lage ga Lyrics / दरपेश हो तैबा का सफ़र कैसा लगेगा / درپیش ہو طیبہ کا سفر کیسا لگے گا

darpesh ho taiba ka safar kaisa lage ga darpesh ho taiba ka safar kaisa lage ga guzrain jo wahan shaam o sehar kaisa lage ga ae kaash madine mein mujhe maut yun aaye kadmon mein ho sarkar ke sar kaisa lage ga ae pyaare khuda dekhun main sarkar ka jalwa mil jaye dua to jo asar kaisa lage ga allah karam aisa kare tujh pe jahaan mein ae dawat-e-islami teri dhoom machi ho aaqa ka gada hoon ae jahannum tu bhi sun le wo kaise jale jo ke ghulaam-e-madni ho ae kaash main ban jaaun madine ka musaafir phir rothi hui taiba ko baraat chali ho jab door se hai itna haseen gumbad-e-hazra iss paar ye aalam hai udhar kaisa lage ga aa jaayein mere ghar mein agar rahmat-e-aalam main kaisa lagoon ga mera ghar kaisa lage ga taiba ki sa'adat to yun paate hain hazaaron murshid ka saath ho jo safar kaisa lage ga paayi munawwar ne qaza dar pe nabi ke aa jaye ...

Jo Lamhe thay Sukoon ke Sab Madine mein guzaar aaye Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

jo lamhe the sukoon ke sab madine mein guzaar aaye jo lamhe the sukoon ke sab madine mein guzaar aaye dil-e-muztar watan mein ab tujhe kaise qaraar aaye khizan ko hukm hai takheer na ho taiba ki galiyon mein ijazat hai naseem aaye, saba aaye, bahar aaye ye basti ahl-e-dil ki aur deewano.n ki basti hai gaye jitne khirad nazaa.n, wo daman taar taar aaye jabee.n ho unke dar par, haath mein roze ki jaali ho ye lamhe zindagi mein aye KHuda phir baar baar aaye jabee.n hai inke qadmo.n mein, haath mein daman hai aaqa ka ye lamhe zindagi mein aye KHuda phir baar baar aaye gire hiin unke qadmo.n par, bose qadmo.n ke lete hein ye lamhe zindagi mein aye KHuda fir baar baar aaye qalam jab se hua hai kham adeeb aaqa ki mid'hat mein bade rangeen hue mazmoon, bade naksh-o-nigar aaye

Bulalo Sarkar Tum Apne Dar Par Lyrics / बुलालो सरकार तुम अपने दर पर / بلالو سرکار تم اپنے در پر

bulaalo sarkar tum apne dar par bulaalo sarkar tum apne dar par durood aap par salaam aap par karam ho ham par bhi banda-parwar durood aap par salaam Aap par wo sabz gumbad , sunaheri jaali lauta na koi wahaa.n se khaali banaado mera bhi ab muqaddar durood aap par salaam aap par na paas hai zar , na par he.n mere chalaa bhi jaata nahi.n hai mujse fir kaise pahunchu.n tumhare dar par durood aap par salaam aap par aayega ek din wo din suhaana yaqeenan hoga madine jaana padenge roze par sar juka kar durood aap par salaam aap par ye aarazu hai madine jaye.n pakad ke jaali ye keh sunaae.n bachaalo ham ko baroz-e-mahshar Durood Aap par Salaam Aap par बुलालो सरकार तुम अपने दर पर बुलालो सरकार तुम अपने दर पर दुरूद आप पर सलाम आप पर करम हो हम पर भी बंदापरवर दुरूद आप पर सलाम आप पर वो सब्ज़ गुम्बद सुनहरी जाली लौटा न कोई वहां से खाली बना दो मेरा भी अब मुक़द्दर दुरूद आप पर सलाम आप पर ना पास है ज़र्र , ना पर हैं मेरे चला भी जाता नहीं है मुझस...

Meri Ulfat Madine se yunhi nahi Lyrics / मेरी उल्फत मदीने से यूँहीं नहीं / in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Image
meri ulfat madine se yu.nhi nahi.n wo madina jo konain ka taaj hai jiska deedar momin ki me'raaj hai zindagi me.n KHuda har musalman ko woh madina dikha de to kya baat hai meri ulfat madine se yu.nhi nahi.n mere aaqa ka roza madine me.n hai mai.n madine ki jaanib na kaise khichu.n mera deen aur duniya madine me.n hai arsh-e-aa'zam se jiski badhi shaan hai roza-e-mustafa jiski pehchaan hai jiska ham-palla koi Mohalla nahi.n ek aisa mohalla madine me.n hai humko apni talab se siwa chahiye aap jaise he.n waisi 'ataa chahiye kyu.n kahu.n te 'ataa woh 'ataa chahiye aap ko ilm hai hamko kya chahiye aashikaan-e-nabi ke hai dil ki sada sabz gumbad ke saaye me.n ghar chahiye fir mujhe maut ka koi khatra na ho maut kya zindagi ki bhi parwaah na ho kaash sarkar ek baar mujhse kahe.n ab tera jeena marna madine me.n hai meri ulfat madine se yu.nhi nahi.n mere aaqa ka roza madine me.n hai mai.n madine ki jaanib na kaise khichu.n mera deen aur duniya madine me.n hai raate.n bhi m...

Kya batau ki kya Madina hai lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है / کیا بتاؤں کی کیا مدینہ ہے

Image
kya batau.n ki kya madina hai kya batau.n ki kya madina hai bas mera mudda'aa madina hai uth ke jaau.n kaha.n madine se kya koi dusra madina hai kya batau.n ki kya madina hai uski aankho.n ka noor to dekho jiska dekha hua madina hai kya batau.n ki kya madina hai dil me.n ab koi aarzu hi nahi.n ya muhammad hai , ya madina hai kya batau.n ki kya madina hai duniya wale to dard dete he.n zakhmi dil ki dawa madina hai kya batau.n ki kya madina hai mere aaqa ! mujhe bula lijiye mujhko bhi dekhna madina hai kya batau.n ki kya madina hai dil fidaa hai madine wale par dil munawwar !  mera madina hai kya batau.n ki kya madina hai क्या बताऊँ की क्या मदीना है क्या बताऊँ...

Madine se bulawa aa raha hai lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

madine se bulaawa aa raha hai madine se bulaawa aa raha hai mera dil mujhse pahele jaa raha hai yahaa.n marzi nahi.n chalti kisi ki madine waala hi bulwaa raha hai madine se bulaawa aa raha hai mera dil mujhse pahele jaa raha hai shab-e-furqat se dil gabra raha hai madina aapka yaad aa raha hai madine se bulaawa aa raha hai mera dil mujhse pahele jaa raha hai ye chakki saiyyada ki chal rahi hai zamaana jitna langar kha raha hai madine se bulaawa aa raha hai mera dil mujhse pahele jaa raha hai nawaaso.n ka wo sadqa baanTte hein zamaana unka sadqa kha raha hai madine se bulaawa aa raha hai mera dil mujhse pahele jaa raha hai mera dil bhi tu apne saath le ja akela kyun madine jaa raha hai madine se bulaawa aa raha hai mera dil mujhse pahele jaa raha hai kahenge mustafa qadmo.n se lag jaa dar-e-zahra se ho kar aa raha hai madine se bulaawa aa raha hai mera dil mujhse pahele jaa raha hai kahega rab ise jaane do rizwaan waseela saiyyada ka laa raha hai madine se bulaawa aa raha hai me...

Aye amina ke lal madina bulaiye Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

aye aamina ke laal ! madina bulaaiye aye aamina ke laal ! madina bulaaiye marne se pahele gumbad-e-khazra dikhaaiye aye aamina ke laal ! madina bulaaiye aankhein taras rahi hein ziyaarat ke waaste ek din huzoor khwaab mein tashreef laaiye aye aamina ke laal ! madina bulaaiye hasrat hai mere dil ki, taiba ko jaaunga mujhko huzoor jald hi taiba bulaaiye aye aamina ke laal ! madina bulaaiye chhedeinge mujhko qabr mein munkar-nakeer jab foran sada lagaaung aaqa ! bachaaiye aye aamina ke laal ! madina bulaaiye hoga buland utna hi rutba khuda ke paas sar ko namaaz mein yahaan jitna jukaaiye aye aamina ke laal ! madina bulaaiye

Madina chhod aaye hein Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

madina chhod aaye hein abhi tak dil wahin par hai, abhi tak jaa.n wahin par dil-o-jaan ko wahaan rota, bilakta chhod aaye hein shab-e-furkat se dil gabra raha hai madina aap ka yaad aa raha hai madina chhod aaye hein, madina chhod aaye hein madina chhod aaye, apni duniya chhod aaye hein humaare paas jitna tha, asaasa chhod aaye hein madina chhod aaye hein, madina chhod aaye hein KHuda ka ghar bhi chhuta hai, nabi ka aastaana bhi laga hai dohra gham, makka-madina chhod aaye hein madina chhod aaye hein, madina chhod aaye hein abhi tak dil wahin par hai, abhi tak jaa.n wahin par  dil-o-jaan ko wahaan rota, bilakta chhod aaye hein madina chhod aaye hein, madina chhod aaye hein abhi tak yaad aati hai, mazaar-e-hamza ki ronak bhala kyun saiyyid-us-shohda ka khitta chhod aaye hein madina chhod aaye hein, madina chhod aaye hein madine ke dar-o-deewaar, sab raste mahekte hein zara sa 'itr le kar, mushk-e-naafa chhod aaye hein madina chhod aaye hein, madina chhod aaye hein jahaan se saari...

Faslon ko Takalluf hai ham se agar naat Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

faaslo.n ko takalluf hai ham se agar faaslo.n ko takalluf hai ham se agar ham bhi be-bas nahi.n be-sahaara nahi.n khud unhi.n ko pukaarenge ham door se raaste me.n agar paao thak jayenge ham madine me.n tanha nikal jaayenge aur galiyo.n me.n qasdan bhatak jaayenge ham wahaa.n jaake waapas nahi.n aayenge dhundhte dhundhte log thak jaayenge jaise hi sabz gumbad nazar aayega bandagi ka kareena badal jaayega sar juka ne ki fursat milegi kise khud hi palko.n se sajde tapak jaayenge naam-e-aaqa jahaa.n bhi liya jaayega zikr unka jahaa.n bhi kiya jaayega noor hi noor sino.n me.n bhar jaayega saari mehfil me.n jalwe lapak jaayenge aye madine ke zaa.ir ! KHuda ke liye daastaan-e-safar mujhko yu.n mat suna baat badh jaayegi dil tadap jaayega mere mohtaat aansu chhalak jaayenge unki chashm-e-karam ko hai iski khabar kis musaafir ko hai kitna shauk-e-safar ham ko iqbal jab bhi ijaazat mili ham bhi aaqa ke darbaar tak jaayenge फासलों को तकल्लुफ है हम से अगर फासलों को तकल...

muhammad ka roza qareeb aa raha hai lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

Image
muhammad ka roza qareeb aa raha hai muhammad ka roza qareeb aa raha hai bulandi pe apna naseeb aa raha hai farishto.n ! ye de-do paighaam unko khabar jaa ke de-do unko farishto.n ! ke KHaadim tumhaara sa'eed aa raha hai madina madina madina madina bada lutf deta hai naam-e-madina wafa tum na dekhoge har-giz kisi mei.n zamaana wo aisa qareeb aa raha hai hifaazat karo apne imaan-o-dee.n ki zamaana wo aisa ajeeb aa raha hai muhammad ka roza qareeb aa raha hai bulandi pe apna naseeb aa raha hai madina madina madina madina bada lutf deta hai naam-e-madina tumhei.n kuchh khabar hai kahaa.n jaa raha hu.n rasool-e-KHuda hai wahaa.n ja raha hu.n tumhei.n kuchh khabar hai mai.n kya paa raha hu.n mohabbat ka unki maza pa raha hu.n chalo jaa ke rehna madine mei.n ab to qayaamat ka manzar qareeb aa raha hai farishto.n ! ye de-do paighaam unko khabar jaa ke de-do unko farishto.n ! ke KHaadim tumhaara sa'eed aa raha hai madina madina madina madina bada lutf deta hai naam-e-madina ...

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Ya Husain Ibne Ali Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی in English Hindi Urdu

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar Lyrics / मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर / مرحبا مرحبا، اے علی کے پسر

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics / उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम / اس حسین ابنِ حیدر پہ لاکھوں سلام

Al Madad Peerane Peer Gause Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर / ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر

husain zindabaad zindabaad rahega || हुसैन ज़िंदाबाद ज़िंदाबाद रहेगा || حسین زندہ باد زندہ باد رہیگا || Lyrics