Posts

Showing posts with the label farhan ali qadry

Karam ka chand utra hai Janabe Aamena ke ghar Lyrics / करम का चाँद उतरा है जनाबे आमिना के घर / کرم کا چاند اُترا ہے جنابِ آمنہ کے گھر

aamena ke ghar chaand utra hai aamena ke ghar chaand utra hai wo dekho aamena ke ghar chaand utra hai wo dekho karam ka chaand utra hai janabe aamena ke ghar khuda ka noor faila hai janabe aamena ke ghar wo rehbar hai rasoolon ka wo hai sartaj nabiyon ka khuda ne jisko bheja hai janabe aamena ke ghar charaage shab jalane ki zarurat hi nahin padti muhammad jab se aaya hai janabe aamena ke ghar shabe jashne wiladat hai wo jibraeel ko dekho mubarak dene baitha hai janabe aamena ke ghar ye kiski roshni jaati hai neele aasmanon tak diya ye kaisa jalta hai janabe aamena ke ghar sawere sath lekar kaun aaya hai ye farooqi ke shab ko bhi ujala hai janabe aamena ke ghar आमिना के घर चाँद उतरा है आमिना के घर चाँद उतरा है वो देखो आमिना के घर चाँद उतरा है वो देखो करम का चाँद उतरा है जनाबे आमिना के घर ख़ुदा का नूर फैला है जनाबे आमिना के घर वो रहबर है रसू...

Maa Tere pyar ka haq hum se ada kya hoga Lyrics / मां तेरे प्यार का हक हम से अदा क्या होगा / ماں تیرے پیار کا حق ہم سے ادا کیا ہوگا

maa tere pyar ka haq hum se ada kya hoga maa tere pyar ka haq hum se ada kya hoga tujo naraz ho khush hum se khuda kya hoga tune aulad pe kya kuchh nahin qurban kiya apni nindein humein di apna wo sukh chain diya log karte the agar tujhse shikayat meri jaan par khel ke karti thi hifazat meri jab koi mujhko sataye to bigad jati thi meri khatir kabhi jagde pe utar jati thi meri sanson mein to mojood hai khushbu ban kar meri raton mein chamakti hai tu jugnu ban kar tera dil todke beton ka bhala kya hoga maa tere pyar ka haq hum se ada kya hoga yaad aati hain abhi tak mujhe baatein teri mere rone se chhalak jati thi aankhein teri tu mujhe rota hua dekh ke ro deti thi apna sukh chain mere waste kho deti thi fir duaein mujhe de de mein sanwar jaunga tu yunhi ruthi rahegi to mein mar jaunga hoga ehsan gale bhar ke laga le mujhko apni mamta badi jannat mein chhupa le mujhko yahi ek rasta aur iske siwa kya hoga maa tere pyar ka haq hum se ada kya hoga teri azmat ko kiya bad ke farishton se taw...

Ya Ghous Piya Rang do Mori Aisi Chunariya Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

ya ghaus piya rang do mori aesi chunariya ya ghaus piya rang do mori aesi chunariya itraye firu.n sari main baghdaad nagariya chunri ko meri rang do rang chhut na jaae mohabbat bhi aisi bhar do dil toot na jae hoti hai badi chor zamaane ki nazariya itraaye firu.n sari main baghdad nagariya ya ghaus piya rang do mori aesi chunariya itraaye firu.n sari main baghdad nagariya khush hoke chala hu.n main ghausul wara ke ghar ruk ruk ke keh raha mujhse ye mera dil aau.n main har dam tori baghdad nagariya itraaye firu.n sari main baghdad nagariya ya ghaus piya rang do mori aesi chunariya itraaye firu.n sari main baghdad nagariya ya ghaus piya dar pe tore aan khade he.n ummid liye dar se tore bahar khade he.n hujre se bahar aao karo ham pe nazariya itraaye firu.n sari main baghdad nagariya ya ghaus piya rang do mori aesi chunariya itraaye firu.n sari main baghdad nagariya sakhiya balaae.n gaae.n, hure.n balaae.n le jitni balaae.n lele utni duaae.n de pangat pe jab aau.n main tore ghar pe...

Tere Hote Janam Liya Hota || तेरे होते जनम लिया होता || تیرے ہوتے جنم لیا ہوتا || Naat Lyrics

Roman(ENG): tere hote janam liya hota fir kabhi to tuje mila hota kaash mai.n sang -e-dar tera hota tere qadmo.n ko chumta hota tu chala karta meri palko.n par kaash mai.n tera raasta hota zarra hota jo teri raaho.n ka tere talwo.n ko chhu liya hota ladta firta mai.n tere aa'da se teri khaatir mai.n mar gaya hota tere maskan ke girde shaam-o-sahar banke mangata mai.n fir raha hota tu kabhi to muje bhi tak leta tere takne pe bik gaya hota tu jo aataa mere janaaze par tere hote mai.n mar gaya hota chhod kar jannate.n palat aataa tu meri qabr par khada hota hota roohi  tere fakiro.n me.n teri dahliz par pada hota हिंदी (HINDI): तेरे होते जनम लिया होता फिर कभी तो तुजे मिला होता काश मैं संग-ए-दर तेरा होता तेरे क़दमों को चूमता होता तू चला करता मेरी पलकों पर काश मैं तेरा रास्ता होता ज़र्रा होता मैं तेरी राहों का तेरे तलवों को छू लिया होता लड़ता फिरता मैं तेरे आ'दा से  तेरी खातिर मैं मर गया होता तेरे मस्कन के गिरदे शाम-ओ-सहर बनके मंगता मैं फिर रहा होता तू कभी तो मुझे भी ...

Muhja Murshid Muhja Peer Gause Aazam Dastagir || मुहजा मुर्शिद, मुहजा पीर, गौसे आज़म दस्तगीर || Farhan Ali Qadri || Lyrics

Roman(ENG): Bagdaadi Badshaah Tu Sab Waliyaan ja Ameer Muhja Murshid Muhja Peer Gause Aazam Dastagir Jaahe madad laye jaat bhi Toke agey Sayyid Sadyo Tu madad khaatir achi aesa ote aahin gadyo Mute bhi kar Nazre Karam Kashtiya Majsir Muhja Murshid Muhja Peer Gause Aazam Dastagir Tu sakhi Tohji sakha ji haak aan Duniya andar Peer aan beya mohtaram par Tohnjo aan pehlo number Allah jo Tu daadro ayein Nabiyein jo wazir Muhja Murshid Muhja Peer Gause Aazam Dastagir Aahiye Hasani Ayein Husaini Mustafa ji aal Tu Nazar pehniji saan kayo choran ke be abdal Tu To matha Allah ahan qurb kaseer Muhja Murshid Muhja Peer Gause Aazam Dastagir Tohnji nisbat aa melai, ee pehnji khushbakhti aahe Chho na karyun naaz qismat te, jo pith pukhti aahe Tuhnje Ishq aa sawaari Gulzaar ji taqdeer Muhja Murshid Muhja Peer Gause Aazam Dastagir हिंदी(HINDI): बगदादी बादशाह तू सब वलियाँ दा अमीर मुहजा मुर्शिद, मुहजा पीर, गौसे आज़म दस्तगीर जाहे मदद लाये, जात भी तोके अगेय सय्यिद सड़्यो तू मद...

Huzur ka sadqa Lyrics || Farhan Qadry || Roman (Eng) & हिंदी (Hindi)

Roman(Eng) : Lage hein paar safine Huzur ka sadqa Mein ja raha hun Madine Huzur ka sadqa Rabi-Un-Noor ho , Ramazaan ya Muharram ho Mile hein saare Mahine Huzur ka sadqa Lage hein paar safine Huzur ka sadqa Mein ja raha hun Madine Huzur ka sadqa Gulaame Aale Muhamad hun Meri joli mein Hein Rehmaton ke Khazeene Huzur ka sadqa Lage hein paar safine Huzur ka sadqa Mein ja raha hun Madine Huzur ka sadqa Liya jo Naam Nabi ka to dur dard hue Gamon ko aaye paseene Huzur ka sadqa Lage hein paar safine Huzur ka sadqa Mein ja raha hun Madine Huzur ka sadqa Agar che Mein hun gunaahgar pur-khata lekin Chadunga Khuld ke zeene Huzur ka sadqa Lage hein paar safine Huzur ka sadqa Mein ja raha hun Madine Huzur ka sadqa Sohail Mere muqaddar ke Taaj par dekho Jade hein kaise nageene Huzur ka sadqa Lage hein paar safine Huzur ka sadqa Mein ja raha hun Madine Huzur ka sadqa हिंदी (Hindi) : लगे हैं पार सफ़ीने हुज़ूर का सदक़ा में जा रहा हूँ मदीने हुज़ूर का सदक़ा रबिउन्नूर हो , रमजान या मु...

Mujh Khatakar sa Insan Madine mein rahe Lyrics || Farhan Qadri

Madina Madina Madina Madina Madina Madina Madina Madina Badi Door Madina Tora Yahan Jiya na lage Mora Betha hun Mein aas lagaye Mori Kis Din hogi Hazari Mora Jiwan bita jaye Mujh Khatakar sa Insan Madine mein rahe Banke Sarkar ka Mehman Madine mein rahe Yaad aati hai Muje Ahle Madina ki Wo Baat Zinda rehna ho to Insan Madine mein rahe Badi Door Madina Tora Yahan Jiya na lage Mora Yun ada karte hein Usshak Mahobbat ki Namaz Sajda Kaabe mein ho aur dhyan Madine mein rahe Mujh Khatakar sa Insan Madine mein rahe Unki Shafkat Ghame Konain bhula deti hai Jitne Din Aapka Mehman Madine mein rahe Badi Door Madina Tora Yahan Jiya na lage Mora Door reh kar bhi uthata hun Huzuri ke maze Mein yahan aur Meri Jaan Madine mein rahe Mujh Khatakar sa Insan Madine mein rahe Chhod aaya hun Dilo Jaan Ye kehkar Aazam Aa raha hun Mera Saman Madine mein rahe Badi Door Madina Tora Yahan Jiya na lage Mora Betha hun Mein aas lagaye Mori Kis Din hogi Hazari Mora Jiwan bita jaye

Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija Lyrics || Farhan Ali Qadri

Maula Maula Mere Maula Maula Mere Maula Maula Maula Mere Maula Maula Mere Maula Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija Sun le Aye Maula Hamari Iltija Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija Kar rahi hein Meri AAnkhein Mere Lab Bar Zabane Aaho Zari Iltija Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija Ab agar so jayein Ham to Khwab mein Mustakil rehti hai Jaari Iltija Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija Bakhsh de Meri Khata Karti hai Arz Meri Tauba Sharmsari Iltija Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija Tere hi Darbar mein bande Tere Karte hein sab bari bari Iltija Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija Aur kahan jayein so karte hein Nadeem Ham Khuda ke Dar pe Sari Iltija Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija

Aa gaye Sultane Payambar Lyrics || Farhan Qadri

Kis Waste Kaynat pe ye Noor hai chhaya Is ka Jawab Hazrate Jibreel hai laya Jiske liye Khuda ne ye Kaynat banayi Wo Khatme Rasul Duniya mein Tashrif hai laya Aaya hai Mera Nabi Nabi Nabi Nabi Sohna hai Mera Nabi Nabi Nabi Nabi Aaya hai Sohna hai Aaya hai Sohna hai Sab ko Mubarak Aamade Sarwar Aa gaye Sultane Payambar Banke Khuda ki Rah ka Rahbar Aa gaye Sultane Payambar Rabb ne Use bakhshi hai Tokir nirali Sara Zamana hai Uske Dar ka Sawali Rabb ne ata ki Jisko hai Kausar Aa gaye Sultane Payambar Banke Khuda ki Rah ka Rahbar Aa gaye Sultane Payambar Labbayk Labbayk Labbayk Ya Rasulallah Labbayk Labbayk Labbayk Ya Rasulallah Karte hein Jibreel Aelan Yehi aksar Jo bhi hein Allah ke Mehbub ke Nokar Unko Mubarak Shafi-e-Mehshar Aa gaye Sultane Payambar Banke Khuda ki Rah ka Rahbar Aa gaye Sultane Payambar Wo Khilkate Awwal hein Wo Aakhari Nabi Mangaton ki Jholi bharta hai Wo Sakhiyon ka Sakhi Badshah Jiske hein Dar ke Gadagar Aa gaye Sultane Payambar ...

Aaj duniya mein khairul wara aa gaye

Aa gaye aa gaye Mustafa aa gaye Aaj duniya mein khairul wara aa gaye Bazme kaunain mein har taraf shor hai Mustafa aa gaye mujtaba aa gaye Arsh wale mubarak dene lage Farsh walon habib e khuda aa gaye Kaun deta hai dene ko muh chahiye Dene wala hai sacha hamara nabi Kya khabar kitne taare khile chhup gaye Par na dube na duba hamara nabi Har taraf hai Niyazi sama eid ka Mustafa aa gaye Mujtaba aa gaye Aaj duniya mein khairul wara aa gaye

Aa gaye sarkar By Farhan Qadri Lyrics

Aa gaye Sarkar Khushiya manao dhoomein machao Aa gaye sarkar Khushiya manao dhoomein machao Aamad hui hai unki sab zulmatein chhati hein Aaj diwanon milkar bolo aa gaye Sarkar Khushiya manao dhoomein machao Aa gaye sarkar Poor noor hai ye aalam sab muskura rahe hein Unki amad ke charche hein aa gaye sarkar Khushiya manao dhoomein machao  Aa gaye sarkar Aaqa ki amad se toh soye naseeb jaage Kul nabiyon ke sarwar aaye aa gaye sarkar Khushiya manao dhoomein machao Aa gaye sarkar Maheshar ke roz jinse pahechan jayenge Kyun gabhrate ho diwanon aa gaye sarkar Khushiya manao dhoomein machao Aa gaye sarkar Ghar ghar charaga karlo galiyon ko jagmagao Milke lagao naara khushi ka aa gaye sarkar Khushiya manao dhoomein machao Aa gaye sarkar Nazrana e akeedat jo pesh kar raha hun Naat likhi hai aaj ali ne aa gaye sarkar Khushiya manao dhoomein machao Aa gaye sarkar

Saara pyar ae zamane da Oh dhe pyar ko waar deya Lyrics

Saara pyar ae zamane da Oh dhe pyar ko vaar deya Jind jaan mithal madani Manthar to waar deya Mein roshani ankhiya dhi roze to fida karke Guldast e daroda dhe darbar to war deya Saara pyar ae zamane da....... Jannat dhe haseen manzar chand taareyan dhe jalwe  Mai gumbad e khazra dhi singar to waar deya sara Saara pyar ae zamane da....... Taseer tarannum dhi taseer takallum dhi Mey Zahra dhe Baba dhi guftar to waar deya Saara pyar ae zamane da....... Lajpaala dhi lajpali Sakhiyan dhi sakhavat nu Sultan e madina dhe ghar baar to waar deya Saara pyar ae zamane da....... Asmana dhi rif'at nu Ambara dhi bulandi nu Mai masjid e nabavi dhe minar to waar deya Saara pyar ae zamane da....... Farooki muhabbat dhe nazrane mai pesh kara Sara husn haseena dha sarkar to waar dheya Saara pyar ae zamane da.......

Mehfil e Milad Karne Ki Lagan Zinda Rahe

Mehfil e Milad Karne Ki Lagan Zinda Rahe Aashikan e mustafa ka ye chalan zinda rahe Har taraf naare hi naare amade sarkar ke Sunniyon ka leh lahata ye chaman zinda rahe Chaar su khushiya hi khushiya aapke aane ki hai Ya nabi jashne viladat ki lagan zinda rahe Ham manate hi rahenge unke aane ki khushi Dushmane jashne viladat ki jalan zinda rahe Naat ke ash'aar sun kar ye kaha sarkar ne  Ta umar jaari tumhara ye lahan zinda rahe Zindagi bekar hai jo ho na ishk e mustafa Ya khuda ishk e muhammad ki lagan zinda rahe Ye shahidon ke lahu ki dosto aavaz hai  Mar gae jo aap par unke kadam zinda rahe Ham hai namus e nabi ke paasbaa hai paasabaa Unpe jaa kurban karne ka vachan zinda rahe Mujko de tasir maula ho kalam mai roshni Ae UJAGAR shayari ka mera fan zinda rahe

Ya Nabi Ya Nabi ka Tarana

Image
Mere lab pe hai Rozo Shabana Ya Nabi Ya Nabi ka Tarana Ishq unki gali se hai mujko Au Khayalo mai hai aana jaana Ya Nabi Ya Nabi ka Tarana Tumko duniya mubarak ho logo Mujko Aqa aur unka gharana Ya Nabi Ya Nabi ka Tarana Bhikh Mangu mai kyukar kisi se Shan unka hai dena dilana Ya Nabi Ya Nabi ka Tarana Apne Aqa ke sadke mai jaau Unpe kurban mera gharana Ya Nabi Ya Nabi ka Tarana Likh de maula mukaddar me mere Unki Nalain sar par uthana Ya Nabi Ya Nabi ka Tarana Khvab Sarfaraz mene dekha Ho raha hu Madine ravana Ya Nabi Ya Nabi ka Tarana Video of this naat at youtube

Popular Naat Lyrics

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर / ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر

Kya batau ki kya Madina hai lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है / کیا بتاؤں کی کیا مدینہ ہے

Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है / وہ جسکے لئے محفل کَونَیْن سجی ہے

Kyun aake ro raha hai Muhammad ke Shehar mein / क्यों आके रो रहा है मुहम्मद के शहर में / کیوں آکے رو رہا ہے محمد کے شہر میں

Apne Malik ka Main Naam lekar Lyrics / अपने मालिक का में नाम लेकर / اپنے مالک کا میں نام لیکر

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye sare ghulaam Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی