Ya Nabi Ya Nabi ka Tarana


Mere lab pe hai Rozo Shabana
Ya Nabi Ya Nabi ka Tarana

Ishq unki gali se hai mujko
Au Khayalo mai hai aana jaana

Ya Nabi Ya Nabi ka Tarana

Tumko duniya mubarak ho logo
Mujko Aqa aur unka gharana

Ya Nabi Ya Nabi ka Tarana

Bhikh Mangu mai kyukar kisi se
Shan unka hai dena dilana

Ya Nabi Ya Nabi ka Tarana

Apne Aqa ke sadke mai jaau
Unpe kurban mera gharana

Ya Nabi Ya Nabi ka Tarana

Likh de maula mukaddar me mere
Unki Nalain sar par uthana

Ya Nabi Ya Nabi ka Tarana

Khvab Sarfaraz mene dekha
Ho raha hu Madine ravana

Ya Nabi Ya Nabi ka Tarana



Video of this naat at youtube



Comments

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu