Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija Lyrics || Farhan Ali Qadri


Maula Maula Mere Maula Maula Mere Maula
Maula Maula Mere Maula Maula Mere Maula

Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija
Sun le Aye Maula Hamari Iltija
Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija

Kar rahi hein Meri AAnkhein Mere Lab
Bar Zabane Aaho Zari Iltija
Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija

Ab agar so jayein Ham to Khwab mein
Mustakil rehti hai Jaari Iltija
Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija

Bakhsh de Meri Khata Karti hai Arz
Meri Tauba Sharmsari Iltija
Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija

Tere hi Darbar mein bande Tere
Karte hein sab bari bari Iltija
Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija

Aur kahan jayein so karte hein Nadeem
Ham Khuda ke Dar pe Sari Iltija
Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija

Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Hum Apne Nabi Pak se yun Pyar karenge Lyrics / हम अपने नबी पाक से यूँ प्यार करेंगे

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya Lyrics / गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया

Dekhte kya ho Ahle Safa Lyrics / देखते क्या हो अहले सफ़ा / دیکھتے کیا ہو اہلِ صفا