Aa gaye sarkar By Farhan Qadri Lyrics


Aa gaye Sarkar
Khushiya manao dhoomein machao
Aa gaye sarkar
Khushiya manao dhoomein machao

Aamad hui hai unki sab zulmatein chhati hein
Aaj diwanon milkar bolo aa gaye Sarkar



Khushiya manao dhoomein machao
Aa gaye sarkar

Poor noor hai ye aalam sab muskura rahe hein
Unki amad ke charche hein aa gaye sarkar

Khushiya manao dhoomein machao 
Aa gaye sarkar

Aaqa ki amad se toh soye naseeb jaage
Kul nabiyon ke sarwar aaye aa gaye sarkar

Khushiya manao dhoomein machao
Aa gaye sarkar

Maheshar ke roz jinse pahechan jayenge
Kyun gabhrate ho diwanon aa gaye sarkar

Khushiya manao dhoomein machao
Aa gaye sarkar

Ghar ghar charaga karlo galiyon ko jagmagao
Milke lagao naara khushi ka aa gaye sarkar

Khushiya manao dhoomein machao
Aa gaye sarkar

Nazrana e akeedat jo pesh kar raha hun
Naat likhi hai aaj ali ne aa gaye sarkar

Khushiya manao dhoomein machao
Aa gaye sarkar


Comments

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu