Rutba hi kuchh aesa hai uncha alahazrat ka Lyrics / रुतबा ही कुछ ऐसा है ऊँचा आला हज़रत का
rutba hi kuchh aesa hai uncha alahazrat ka rutba hi kuchh aesa hai uncha alahazrat ka duniya bhar mein hota hai charcha alahazrat ka mere alahazrat ko nisbat hai sarkar se kyun na khan khan khanke ga sikka alahazrat ka duniya bhar mein hota hai charcha alahazrat ka aesa bhi din aayega sari duniya dekhegi duniya mein laherayega janda alahazrat ka aesa bhi din aayega ae najdi tu dekhna tere devband mein laherayega janda alahazrat ka najdi kud'ha karkat hai pal mein tu udh jayega jhum ka jo aayega jonka alahazrat ka duniya bhar mein hota hai charcha alahazrat ka hamko ae sajjad ab koi kya bahekayega jab tak mere sar par hai saya alahazrat ka duniya bhar mein hota hai charcha alahazrat ka रुतबा ही कुछ ऐसा है ऊँचा आला हज़रत का रुतबा ही कुछ ऐसा है ऊँचा आला हज़रत का दुनिया भर में होता है चर्चा आला हज़रत का मेरे आला हज़रत को निस्बत है सरकार से क्यों न खन खन ख...