Sar ta Bakadam hai Tane Sultane Zaman Phool Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी

Roman (Eng) :

Sar ta Ba-qadam hai Tane Sultaane Zaman Phool
Lab Phool , Zahen Phool , Zaqan Phool , Badan Phool

Sadqe mein Tere Baag To Kya Laaye hein "Ban" Phool
Is Ghuncha-e-Dil ko bhi to Imaan ho ke Ban Phool

Tinka bhi Hamare To Hilaye nahin hilta
Tum Chaho to ho jaaye Abhi Kohe Mehan Phool

Wallah jo Mil jaaye Mere Ghul ka Pasina
Mange na kabhi Itar Na Phir Chahe Dulhan Phool

Dandano , Labo , Zulfo , Rukhe Shah ke Fidaee
Hein Durre Adan , La'ale Yaman , Mushke Khatan Phool

Hon Baare Gunaah se na Khajil Doshe Azizaan
Allah Meri Na'ash kar Aye Jaane Chaman Phool

Kya Baat RAZA Us Chamanistan-e-Karam ki
Zuhra hai Kali Jis mein Husain Aur Hasan Phool

हिंदी :


सर ता बक़दम है तने सुल्ताने ज़मान फूल
लैब फूल , ज़हन फूल , ज़क़न फूल, बदन फूल

सदक़े में तेरे बाग़ तो क्या लाये हैं "बन" फूल
इस गुंचा-इ-दिल को भी तो इमां हो के बन फूल

तिनका भी हमारे तो हिलाये नहीं हिलता
तुम चाहो तो हो जाये अभी कोहे महन फूल

वल्लाह जो मिल जाए मेरे गुल का पसीना
मांगे न कभी इत्र , न चाहे दुल्हन फूल

दन्दानो, लबो , ज़ुल्फो रूखे शाह के फिदायी
हैं दर्रे अदन , ल'अले यमन , मुश्के खेतान फूल

हों बारे गुनाह से न खजिल दोषी अज़ीज़ां
अल्लाह मेरी न'अश कर अये जाने चमन फूल

क्या बात रज़ा उस चमानिस्ताने करम की
ज़हरा है काली जिसमें हुसैन और हसन फूल

Comments

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasulallah Lyrics || Hafiz Tahir Qadri || Roman(ENG) and हिंदी (HINDI)

Wo Mera Nabi hai - Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai - Lyrics - English Hindi Urdu

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics || Gulam Mustafa Qadri || Roman(ENG) & हिंदी(HINDI)

Peshe Haq Muzda Shafaat ka Sunate Jaaeinge Lyrics || Roman(ENG) & हिंदी (HINDI)

Sohna Aaya Te saj gaye ne galiyaan bazaar || सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार Lyrics || Roman(ENG) & हिंदी(HINDI):

Tera Khawan Mein Tere Geet gawan Ya Rasool Allah Lyrics || तेरा खावां में तेरे गीत गावां या रसूलल्लाह || Owais Raza Qadri

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

Maula Ya Salli wa Sallim || Salam Lyrics || मौला या सल्ली व सल्लिम || مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ دَائِمًا أَبَدًا || Danish & Dawar || Roman(ENG) & हिंदी(HINDI) & (URDU) اردو

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya || गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया || Lyrics || Haifz Tahir Qadri