Rutba hi kuchh aesa hai uncha alahazrat ka Lyrics

Rutba hi kuchh aesa hai uncha alahazrat ka
Duniya bhar mein hota hai charcha alahazrat ka
Mere alahazrat ko nisbat hai sarkar se
Kyun na khan khan khanke ga sikka alahazrat ka
Duniya bhar mein hota hai charcha alahazrat ka


Aesa bhi din aayega sari duniya dekhegi
Duniya mein laherayega janda alahazrat ka
Aesa bhi din aayega ae najdi tu dekhna
Tere devband mein laherayega janda alahazrat ka

Najdi kud'ha karkat hai pal mein tu udh jayega
Jhum ka jo aayega jonka alahazrat ka
Duniya bhar mein hota hai charcha alahazrat ka

Hamko ae Sajjad ab koi kya bahekayega
Jab tak mere sar par hai saya alahazrat ka
Duniya bhar mein hota hai charcha alahazrat ka



Comments

Post a Comment

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu