main ghulam-e-khwaja hun hind hai watan mera      unki jaam e jam aankhen, sheesha-e-badan mera          unki band mutthi mein saara baakpan mera      aashiq-e-nabi hun mein, waaris-e-ali hun mein          maila ho na paayega hashr tak kafan mera      arz-e-gang bhi meri hai, khitta-e-jaman mera          main ghulam-e-khwaja hun, hind hai watan mera      arsh se pare ja kar, mustafa ne batlaaya          ye zameen bhi meri hai, aur ye gagan mera      naat-e-mustafa padna, naat-e-mustafa sunna          mujhko bakhshwaaega, haan yehi chalan mera      hashr mein nida hogi, ye ghulaam kiska hai          mujhko dekhein aur keh dein, ya shah-e-zaman mera      maine saare kaam apne, mustafa ko sompe hein          kya bigaad paaega, daur-e-pur-fitan mera      gulshan-e-madina se, najmi  mujhko nisbat hai          ek ek kali meri, gul mera, chaman mera         मैं ग़ुलाम-ए-ख्वाजा हूँ हिंद है वतन मेरा      उनकी जाम-ए-जम आँखें, शीशा-ए-बदन मेरा          उनकी बंद मुट्ठी में सारा बालपन मेरा     ...