Unki chokhat ho to kasa bhi pada sajta hai Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

unki chokhat ho to kaasa bhi pada sajta hai

unki chokhat ho to kaasa bhi pada sajta hai
dar bada ho to sawaali bhi khada sajta hai

taaj-e-shaahi ke muqaddar mein ye zeybaahi kahaa.n
jis ka dar unki gulaami ka kada sajta hai

unki chokhat ho to kaasa bhi pada sajta hai

sarwar-e-dee.n ke musalle pe KHuda jaanta hai
aage as'haab ke siddiq khada sajta hai

unki chokhat ho to kaasa bhi pada sajta hai

ye gulaami kahi.n kamtar nahi.n hone deti
unka nokar ho to shaaho.n mein khada sajta hai

unki chokhat ho to kaasa bhi pada sajta hai

mujhko kehte hei.n ye sab ahl-e-mohabbat sarwar
naat ka nagma tere lab pe bada sajta hai

unki chokhat ho to kaasa bhi pada sajta hai




उनकी चौखट हो तो कासा भी पड़ा सजता है

उनकी चौखट हो तो कासा भी पड़ा सजता है
दर बड़ा हो तो सवाली भी खड़ा सजता है

उनकी चौखट हो तो कासा भी पड़ा सजता है

सरवरे दीं के मुसल्ले पे खुदा जानता है
आगे असहाब के सिद्दीक़ खड़ा सजता है

उनकी चौखट हो तो कासा भी पड़ा सजता है

ये गुलामी कहीं कमतर नहीं होने देती
उनका नौकर हो तो शाहों में खड़ा सजता है

उनकी चौखट हो तो कासा भी पड़ा सजता है

मुझको कहते हैं ये सब अहले महोब्बत सरवर
नात का नगमा तेरे लब पे बड़ा सजता है

उनकी चौखट हो तो कासा भी पड़ा सजता है




انکی چوکھٹ ہو تو کاسہ بھی پڑا سجتا ہے

انکی چوکھٹ ہو تو کاسہ بھی پڑا سجتا ہے
در بڑا ہو تو سوالی بھی کھڑا سجتا ہے

تاجِ شاہی کے مقدر میں یہ زیبائی کہاں
جس کا در انکی غلامی کا کڑا سجتا ہے

انکی چوکھٹ ہو تو کاسہ بھی پڑا سجتا ہے

سرورِ دیں کے مصلی پہ خدا جانتا ہے
آگے اصحاب کے صدیق کھڑا سجتا ہے

انکی چوکھٹ ہو تو کاسہ بھی پڑا سجتا ہے

یہ غلامی کہیں کم تر نہیں ہونے دیتی
انکا نوکر ہو تو شاہوں میں کھڑا سجتا ہے

انکی چوکھٹ ہو تو کاسہ بھی پڑا سجتا ہے

مجھ کو کہتے ہیں یہ سب اہلِ محبت سرور
نعت کا نغمہ تیرے لب پہ بڑا سجتا ہے

انکی چوکھٹ ہو تو کاسہ بھی پڑا سجتا ہے


More Miladunnabi Naat Lyrics:

Click For More Miladunnbi Naats

Comments

  1. Masha allah❤

    ReplyDelete
  2. Aisa aqa ho to lazim jai gulami pe guroor
    Aisi nisbat hoto phir bol bada sajta hai

    ReplyDelete
  3. Mashaallah bahot payari naat h

    ReplyDelete

Post a Comment

All Time Favorite

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Al Madad Peerane Peer / अल-मदद पीरान-ए-पीर / Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से / Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Salare Sahaba Wo Pahla Khalifa Lyrics - सालारे सहाबा वो पहला खलीफा - English Hindi Urdu

mere ghar mein saja hai aaj maula ka dastarkhwaan Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है / in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर / in English Hindi and Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Siddiq Maula Mere Maqabat Lyrics || सिद्दीक़ मौला मेरे || Roman-English Hindi Urdu || Hafiz Tahir Qadri

Madine ke Aaqa Madine ke Sarwar Salam Lyrics / मदीने के आक़ा ! मदीने के सरवर ! सलाम / in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics