Posts

Showing posts with the label F

Phir ke Gali Gali Tabah Lyrics / फिर के गली गली तबाह

phir ke gali gali tabaah thokarein sab ki khaaein kyun phir ke gali gali tabaah thokarein sab ki khaaein kyun dil ko jo aql de khuda, teri gali se jaaein kyun rukhsat-e-qafile ka shaor ghash se hamein uthaae kyun sote hein unke saae mein, koi hamein jagaae kyun dil ko jo aql de khuda, teri gali se jaaein kyun baar na the habeeb ko, paalte hi ghareeb ko roein jo ab naseeb ko, chain kaho gawaaein kyun dil ko jo aql de khuda, teri gali se jaaein kyun yaad-e-huzoor ki qasam, ghaflat-e-aish hai sitam khub hein qaid-e-gham mein ham, koi hamein chhudaae kyun dil ko jo aql de khuda, teri gali se jaaein kyun ya to unhin tadap ke jaaein, ya wahi daam se chhudaaein minnat-e-ghair kyun uthaaein, koi taras jataae kyun dil ko jo aql de khuda, teri gali se jaaein kyun sang-e-dar-e-huzoor se, hum ko khuda na sabr de jaana hai sar ko jaa chuke, dil ko qaraar aae kyun dil ko jo aql de khuda, teri gali se jaaein kyun jaan hai ishq-e-mustafa, roz fazoon kare khuda ...

Ya Zahra Binte Rasool / Saiyyada Fatima ki chokhat se / या ज़हरा बिन्ते रसूल / सैय्यदा फ़ातिमा की चौखट से

ya zahra bint-e-rasool ya zahra bint-e-rasool ya zahra bint-e-rasool assalam assalam, ya zahra bint-e-rasool kar lijiye apni ghulami mein qabool assalam assalam, ya zahra bint-e-rasool jo bhi jitna bhi maine paya hai saiyada fatima ki chokhat se ek main kya zamana palta hai saiyyada fatima ki chokhat se assalam assalam, ya zahra bint-e-rasool kar lijiye apni ghulami mein qabool baagh-e-jannat ka phool hai zahra aur bint-e-rasool hai zahra faiz kaun-o-makaan ko milta hai saiyyada fatima ki chokhat se assalam assalam, ya zahra bint-e-rasool kar lijiye apni ghulami mein qabool padke tasbeeh fatima aksar, ham dukhon ka malawa karte hein hamne aksar sukun paya hai, saiyyada fatima ki chokhat se assalam assalam, ya zahra bint-e-rasool kar lijiye apni ghulami mein qabool dard-o-aalaam hai pareshani, aao zahra ke dar pe chalte hein gham ke maaron qarar milta hai, saiyyada fatima ki chokhat se assalam assalam, ya zahra bint-e-rasool kar lijiye a...

Falak pe bikhri hui hai Jo Chandani ban kar Lyrics / फलक पे बिखरी हुई है जो चाँदनी बन कर

falak pe bikhri hui hai jo chandani ban kar falak pe bikhri hui hai jo chandani ban kar nabi ke shaher mein raheti hai dhool si ban kar bilal bole kuchh unke siwa nahin dikhta sama gaye hein wo ankhon mein roshani ban kar har ek seene pe qabza hai unki yaadon ka dhadak rahe hein wo seene mein zindagi ban kar amal nahin mere farhan laaik-e-jannat main jannati hun bas aaqa ka ummati ban kar फलक पे बिखरी हुई है जो चाँदनी बन कर फलक पे बिखरी हुई है जो चाँदनी बन कर नबी के शहर में रहती है धूल सी बन कर बिलाल बोले कुछ उनके सिवा नहीं दिखता समा गए हैं वो आँखों में रौशनी बन कर हर एक सीने पे क़ब्ज़ा है उनकी यादों का धड़क रहे हैं वो सीने में ज़िन्दगी बन कर अमल नहीं मेरे फ़रहान लायक-ए-जन्नत मैं जन्नती हूँ बस आका का उम्मती बन कर فلک پہ بکھری ہوئی ہے جو چاندنی بن کر فلک پہ بکھری ہوئی ہے جو چاندنی بن کر نبی کے شہر میں رہتی ہے دھول سی بن کر بلال بولے کچھ ان کے سوا نہیں دکھتا سما گئے ہیں وہ آنکھوں میں روشنی بن کر ہر ایک سینے پہ قبضہ ہے ان کی یادو...

Fatima ki Dua ka Asar hai Husain Lyrics / फ़ातिमा की दुआ का असर है हुसैन / فاطمہ کی دعا کا اثر ہے حسین

fatima ki dua ka asar hai husain ya husain! maula husain! ya husain! maula husain! nabi ka lakhte jigar, noor-e-‘ain likh dena ali ka laadla, zahra ka chain likh dena kisi bhi daur mein mazloom ki himayat mein zameen-e-zulm-o-sitam par husain likh dena fatima ki dua ka asar hai husain haidari sher hai aur nidar hai husain hai gawaah ispe maidan-e-karbobala aa rahi hai ye tareekh se bhi sada zer gustakh hai aur zabar hai husain haidari sher hai aur nidar hai husain maula imaam husain, maula imaam husain maula imaam husain, maula imaam husain ho bayaan kaise fazl-o-kamaal-e-husain har jagah hai nabi ko khayaal-e-husain hain nabi sajde mein, pusht par hain husain haidari sher hai aur nidar hai husain ibn-e-saad o shimr ho ya ibn-e-ziyaad ibn-e-haidar ke dushman hain sab bad-nihaad mar gaye saare, zinda magar hai husain haidari sher hai aur nidar hai h...

Faslon ko Takalluf hai ham se agar Lyrics / फासलों को तकल्लुफ है हम से अगर

faaslon ko takalluf hai ham se agar faaslon ko takalluf hai ham se agar ham bhi be-bas nahin be-sahaara nahin khud unhi.n ko pukaarenge ham door se raaste mein agar paaon thak jayenge ham madine mein tanha nikal jaaeinge aur galiyon mein qasdan bhatak jaaeinge ham wahaan jaake waapas nahin aaenge dhundhte dhundhte log thak jaaenge jaise hi sabz gumbad nazar aayega bandagi ka kareena badal jaayega sar juka ne ki fursat milegi kise khud hi palkon se sajde tapak jaaenge naam-e-aaqa jahaan bhi liya jaaega zikr unka jahaan bhi kiya jaaega noor hi noor sinon mein bhar jaaega saari mehfil me\in jalwe lapak jaaenge aye madine ke zaair! KHuda ke liye daastaan-e-safar mujhko yun mat suna baat badh jaaegi dil tadap jaayega mere mohtaat aansu chhalak jaayenge unki chashm-e-karam ko hai iski khabar kis musaafir ko hai kitna shauk-e-safar ham ko iqbal jab bhi ijaazat mili h...

Falak ke nazaaron Zameen ki bahaaron Huzur aa gaye hain Lyrics / फलक के नज़ारों ज़मीं की बहारों हुज़ूर आ गए हैं

falak ke nazaaron zameen ki baharon huzur aa gaye hein huzur aa gaye hein huzur aa gaye hein falak ke nazaaron zameen ki baharon sab eiden manao huzur aa gaye hein utho gham ke maaron chalo be-saharon khabar ye sunao huzur aa gaye hein anokha nirala wo zee-shan aaya wo saare rasoolon ka sultan aaya are kaj kulaao are badshahon nigaahen jukaao huzur aa gaye hein huzur aa gaye hein huzur aa gaye hein hua char-su rehmaton ka basera ujaala ujaala sawera sawera haleema ko pahunchi khabar aamena ki mere ghar mein aao huzur aa gaye hein huzur aa gaye hain huzur aa gaye hain hawaon mein jazbaat hein marhaba ki fazaon mein nagmaat salle ala ki durudon ke gajre salaamon ke tohfe gulaamon sajaao huzur aa gaye hein huzur aa gaye hein huzur aa gaye hein sama hai sana-e-habeebe khuda ka ye milaad hai sarware ambiya ka nabi ke gadaaon sab ek dusre...

Fajr ka waqt ho gaya uttho Sada e madina Lyrics / फज्र का वक़्त हो गया उठो सदा-ए-मदीना

fajr ka waqt ho gaya uttho fajr ka waqt ho gaya uttho aye gulamane mustafa uttho jaago jaago aye bhaiyon behno chhodo chhodo ab bistara uttho tumko hajj ki khuda sa'aadat de jalwa dekho madine ka uttho uttho zikre khuda karo uthkar dil se lo naame mustafa uttho bhaiyon uth kar ab wuzu karlo aur chalo khaana-e-khuda uttho nind se to namaz behtar hai ab na mutlak bhi letna uttho jald uttho bhi ab khade ho jaao aankh shaitan na de laga uttho jago jago namaz gaflat se karna betho kahin kaza uttho yaad rakho namaz gar chhuti qabr me paaoge sazaa uttho nind mehngi padegi mehshar mein hoga naaraz kibriya uttho sab madine ko ja rahe hein lo tum bhi tayba ka rasta uttho mujko dena na pai paisa tum main hu talib sawab ka uttho main bhikhari nahi hun dar dar ka main hun sarkar ka gada uttho main sada-e-madina deta hun tumko taiba ka waasta uttho tumko deta hai ye dua attar ...

Farsh se ta arsh hein sare nazare aapke Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

farsh se ta arsh hein saare zamaane aapke farsh se ta arsh hein saare zamaane aapke saari duniya aur hein, makhfi khazaane aapke raasta takti rahi.n unki nigaahein aapka haath chume hein rasoolon ki dua ne aapke markaz-e-noor-o-nazar hein, aap ke gaar-o-mazaar sab thikaanon se azee.n-tar hein thikaane aapke aapki yaado.n mein gum rehta hai anjum raat-din khwaab aate hein ise aksar suhaane aapke

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Here is Full Lyrics of Madani Sehra "Fazl-e-Rabb-e-Paak se Beta mera Dulha bana" in English, Hindi and Urdu written by Maulana Ilyas Attar Qadri, naat khwan Hafiz Tahir Qadri fazl-e-rabb-e-paak se, beta mera dulha bana dulha bana  dulha bana  dulha bana  dulha bana  fazl-e-rabb-e-paak se , beta mera dulha bana khushnuma khushrang phoolo.n ka hai sar sehraa sajaa dulha bana  dulha bana  inko khushiyaa.n do Jahaa.n me.n tu ataa kar kibriyaa ! inpe ranj-o-gham ki na chhaye kabhi kaali ghata dulha bana  dulha bana  tu sadaa rakhna salaamat inka jhoda ya KHuda ! koi bhi jagda na ho , aapas me.n , aye rabb-ul-ula ! dulha bana  dulha bana  meethe meethe ho.n madine ke inhe.n munne 'ataa meethi meethi ho.n madine ki inhein munniyaan 'ataa waasta ya rabb ! madine ki mubaarak khaak ka dulha bana  dulha bana  is tarha mehka kare ye gh...

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Roman(ENG): saiyyada , tayyiba , taahera , 'aabeda saiyyida faatima , saiyyida faatima fatima teri chaadar ka kya puchhna teri chaadar ka ahesaan islaam par teri chaadar ke tukde bahattar hue un bahattar ka ahesaan islam par fatima teri chaadar ka kya puchhna ya saiyyida ya faatima ya saiyyida ya faatima saiyyida tere baaba habib-e-KHuda tere shohar he.n maula ali murtaza tere bacche shaheedaan-e-karb-o-bala tere ghar-baar ka ahesaan islam par saiyyida faatima , saiyyida faatima husain ban ke zamaane me.n chha gayi zaynab zabaa.n ki teg se kufa hila gayi zaynab qadam qadam pe jalaaye husainiyat ke charaag diye yazeed ke saare bujaa gayi zaynab rann me.n zaynab ne yu.n haq adaa kar diya yani taa'meel-e-hukm-e-KHuda kar diya apne bachcho.n ko dee.n par fida kar diya aisi maadar ka ahesaan islaam par ya saiyyida ya faatima ya saiyyida ya faatima zikr jaanbaaz taalib kare kya bayaa.n lut gaye rann me.n jab saare pir-o-jawaa.n had to ye hai ke ek tishn lab be-zubaan nanhe asghar ka...

falak se malak aa gaye hein zameen par || फलक से मलक आ गए हैं ज़मीं पर || فلک سے ملک آ گئے ہیں زمیں پر || Lyrics || Roman(ENG) & हिंदी (HINDI) & (URDU) اردو

Image
Roman(ENG): falak se malak aa gaye he.n zamee.n par KHuda ka durood-o-salaam aa raha hai samaj soch kar hi , kadam apne rakhna ye shehr-e-nabi hai , zara tum sambhalna adab ki zamee.n hai adab hi se chalna wo dekho adab ka makaam aa raha hai wo shams-ud-duha hai , wo badrudduja hai shafi-ul-wara hai , samaj se siwa hai ye zinda akeeda , ye suthra tareeka kayaamat ki mushkil me.n kaam aa raha hai jo zainab ne puchha , ke kya ho gaya hai to shabbir bole , abhi so gaya hai is asghar ki ab tishnagee buj gayi hai ye pikar shahadat ka jaam aa raha hai हिंदी (HINDI): फलक से मलक आ गए हैं ज़मीं पर  ख़ुदा का दुरूद-ओ-सलाम आ रहा है समाज सोच कर ही , कदम अपने रखना ये शहर-ए-नबी है , ज़रा तुम संभलना अदब की ज़मीं है , अदब ही से चलना वो देखो अदब का मकाम आ रहा है वो शम्स-उद-दुहा है , वो बदरुद्दुजा है शफी-उल-वरा है , समज से सिवा है ये ज़िंदा अक़ीदा , ये सुथरा तरिका क़यामत की मुश्किल में काम आ रहा है जो ज़ैनब ने पूछा , के क्या हो गया है तो शब्बीर बोले अभी सो गया है इस असग़र की अब तिश्नगी ...

Falak se Duroodo Salam aa raha hai Lyrics || फलक से दुरूदो सलाम आ रहा है || Shahana Shaikh || Roman(ENG) & हिंदी (HINDI)

Roman(ENG): Falak se Duroodo Salam aa raha hai Zubaan par Muhammad Naam aa raha hai Muje mil gayi hai Do Aalam ki Shaahi Mera Unke mangto mein naam aa raha hai Jo dastoore aakhir Ataa-e-Nabi hai Wo ab tak zamaane ke kaam aa raha hai Muyassar hua jisko Qurbe Ilaahi Zameen par wo Aali Makaam aa raha hai Shafaa-at ki jisko sanad hai samajlo Wo kehde ke Mera gulaam aa raha hai Maza jab hai Sarkaar Mehshar mein keh dein Wo dekho Hamara gulaam aa raha hai Falak se Duroodo Salam aa raha hai Zubaan par Muhammad Naam aa raha hai हिंदी (HINDI): फलक से दुरूदो सलाम आ रहा है जुबां पर मुहम्मद नाम आ रहा है मुझे मिल गयी है दो आलम की शाही मेरा उनके मंगतों में नाम आ रहा है जो दस्तूरे आखिर अता-इ-नबी है वो अब तक ज़माने के काम आ रहा है मुयस्सर हुआ जिसको क़ुर्बे इलाही ज़मीं पर वो आली मकाम आ रहा है शफ़ाअत की जिसको सनद है समजलो वो कहदे के मेरा गुलाम आ रहा है मज़ा जब है सरकार महशर में कह दें वो देखो हमारा गुलाम आ रहा है ENG हिंदी More Miladunnabi Naat Lyrics: ...

Faizane Ramzan Ye Faizane Ramzan Lyrics by Bilaal Qadri

Faizane Ramzan Ye Faizane Ramzan Faizane Ramzan Ye Faizane Ramzan Ramzan ka mahina Rahmat luta raha hai Har koi iski barkaton se faiz pa raha hai Faizane Ramzan Ye Faizane Ramzan Sattar gunah bada hai farzon ka ajar isme Naflon ka ajar farzon jaisa dila raha hai Faizane Ramzan Ye Faizane Ramzan Ramazan ki barkaton se aabad masjiden hain Har koi shok se ab masjid main aa raha hai Faizane Ramzan Ye Faizane Ramzan Taqvaa ka dars hamko Ramzan de raha hai Yu paak karke dil ko ujala bana raha hai Faizane Ramzan Ye Faizane Ramzan Quraan ki sadaein ab gunjati hain har soo Sunta hai koi quraan koi suna raha hai Faizane Ramzan Ye Faizane Ramzan Hai chand roz ka hi mehmaan bhaiyon ye Razi ise karo tum ye kab sada raha hai Faizane Ramzan Ye Faizane Ramzan Iftar ka sama hai ronak lagi hai kesi Chehra khushi se har ek ka jagmaga raha hai Faizane Ramzan Ye Faizane Ramzan Sarkar ka faizaan tujpe jabhee musafir Tera kalam dilon main halchal macha raha hai Faizan...

Faisale gumbade khazra ke makee karte hai Lyrics

Wo karam Chaahein Jahan par bhi Wahi karte hein Faisale Gumbade Khazraa ke Makeen karte hein Jinpe karte hein Inaamaat ki baarish Aaqa Unki Qismat Madine ki Zameen karte hein Faisale Gumbade Khazraa ke Makeen karte hein Wo karam Chaahein Aao Bimaron Madine se Shifaaein lelo Dard ko door Shahe Duniya o Deen karte hein Faisale Gumbade Khazraa ke Makeen karte hein Wo karam Chaahein Yusufe Misr bhi Taleeb hein Usi Jalwe ke Chaakri Unki Haseenon ke Haseen karte hein Faisale Gumbade Khazraa ke Makeen karte hein Wo karam Chaahein Dekha jab Jalwa-e-Jaanaan to pukari Duniya Dekh kar Unko Khuda ka bhi yaqeen karte hein Faisale Gumbade Khazraa ke Makeen karte hein Wo karam Chaahein Baabe Jibreel pe pahuncha to Ye jaana Ajmal Aake Darbani yahan Sidra Nasheen karte hein Faisale Gumbade Khazraa ke Makeen karte hein Wo karam Chaahein

Fir Ke Gali Gali Tabah Thokare Sab Ki Khaae Kyu

Fir Ke Gali Gali Tabah Thokare Sab Ki Khaae Kyu Dil Ko Jo Akl De Khuda Teri Gali Se Jaae Kyu Rukhsat-e-Kaafila Ka Shor Ghas Se Hame Uthaae Kyu Sote Hai Unke Saae Mai Koi Hame Jagae Kyu Baar Na The Habib Ko Paalate Hi Gareeb Ko Roye Jo Ab Naseeb Ko Chain Kaho Gavaen Kyu Sang-e-Dare Huzur Se Hamko Khuda Na Sabr De Jaana Hai Sar Ko Jaa Chuke Dil Ko Karaar Aae Kyu Ab To Na Rok Ae Gani Adat-e-Sag Bigad Gaee Mere Kareem Pehle Hi Lukmaa-e-Tar Khilaae Kyu Jaan Hai Ishk-e-Mustafa Roz Fazoon Kare Khuda Jis Ko Ho Dard Ka Mazaa Naaz-e-Dava Uthae Kyu Ham To Hai Ap Dil Figaar Gham Mai Hansi Hai Na Gavaar Chhed Ke Gul Ko No Bahaar Khun Hame Rulaae Kyu Dekh Ke Hazrate Gani Faill Pade Fakir Bhi Chhaee Hai Ab To Chhavni Hashr Hi Aa Na Jaae Kyu Hai To RAZA Nira Sitam Jurm Pe Gar Lajaae Ham Koi Bajaae Soze Gam Saaz-e-Tarab Bajaae Kyu

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Imdad kun Imdad kun Lyrics | Ya Ghaus-e-Aazam Dastagir Lyrics / इमदाद-कुन इमदाद-कुन | या ग़ौस-उल-आ'ज़म दस्त-गीर

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon Lyrics / सरकार का नौकर हूँ कोई आम नहीं हूँ

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा