Posts
Showing posts with the label 2016
- Get link
- X
- Other Apps
falak ke nazaaron zameen ki baharon huzur aa gaye hein huzur aa gaye hein huzur aa gaye hein falak ke nazaaron zameen ki baharon sab eiden manao huzur aa gaye hein utho gham ke maaron chalo be-saharon khabar ye sunao huzur aa gaye hein anokha nirala wo zee-shan aaya wo saare rasoolon ka sultan aaya are kaj kulaao are badshahon nigaahen jukaao huzur aa gaye hein huzur aa gaye hein huzur aa gaye hein hua char-su rehmaton ka basera ujaala ujaala sawera sawera haleema ko pahunchi khabar aamena ki mere ghar mein aao huzur aa gaye hein huzur aa gaye hain huzur aa gaye hain hawaon mein jazbaat hein marhaba ki fazaon mein nagmaat salle ala ki durudon ke gajre salaamon ke tohfe gulaamon sajaao huzur aa gaye hein huzur aa gaye hein huzur aa gaye hein sama hai sana-e-habeebe khuda ka ye milaad hai sarware ambiya ka nabi ke gadaaon sab ek dusre...
- Get link
- X
- Other Apps
rab ne arz-o-samaan hai sajaaye Naat-Khwaan: Imran Shaikh Attari noor wala aamina bibi ke ghar mein aaya hai haq ne paida aaj apne pyaare ko farmaaya hai aaye aaye aaye aaye nabi aaye nabi aaye aaye rab ne arz-o-samaan hai sajaaye qudsiyon ne qaside hai gaaye aashiqon ne ye naare lagaaye nabi aaye aaye nabi aaye aaye jinki aamad ki nabiyon ne di hai khabar chaand wal fajr ka ho gaya jalwagar aaye makke mein jab rashk-e-shams-o-qamar saj gayi har gali har gali har nagar nabi aaye aaye nabi aaye aaye rab ne arz-o-samaan hai sajaaye... ban ke noor-ul-huda aa gaye mustafa un ki tazeem mein khaana-e-kaaba jhuka mere lajpaal aaqa ke hi noor se zarra zarra har ek jagmagaane laga nabi aaye aaye nabi aaye aaye rab ne arz-o-samaan hai sajaaye... zinda dar gor karti thi jo betiyan un se milne laga betiyon ko amaan zaat-e-baa...
- Get link
- X
- Other Apps
pushton se mein naseer hun, mangtaa hussain ka Naat-Khwaan: Gulam Mustafa Qadri pushton se mein naseer hun, mangtaa hussain ka wirse mein maine paaya hai, sadqaa hussain ka nabiyon ki roze hashr ye farmaishein na ho azaan ho bilaal ki, sajdaa hussain ka pushton se mein naseer hun, mangtaa hussain ka kaafi hai mere waaste, naqle ghame hussain chaltaa hai har jahaan mein sikka hussain ka pushton se mein naseer hun, mangtaa hussain ka iska saboot de diya asgar ki jhang ne sheron ka sher hotaa hai baccha hussain ka pushton se mein naseer hun, mangtaa hussain ka maidaane hashr ki muje kya fikr ho naseer bhaari hameshaa rehtaa hai paldaa hussain ka pushton se mein naseer hun, mangtaa hussain ka पुश्तों से मैं नसीर हूँ, मंगता हुसैन का पुश्तों से मैं नसीर हूँ, मंगता हुसैन का विरसे में मैंने पाया है, सदक़ा हुसैन का नबियों की रोज़े हश्र ये फ़रमाइशें ...
- Get link
- X
- Other Apps
milad-e-nabi ka hai ye eid hamari hai milad-e-nabi ka hai ye eid hamari hai ye eid hamari eid hamari eid hamari hai aaqa ka yaum-e-wiladat hai ye eid hamari hai ye din to khuda ki rehmat hai ye eid hamari hai kyun ghar na sajayein ham apne pyare aaqa ki aamad hai ye khushiyan hamari daulat hein ye eid hamari hai aaqa ka yaum-e-wiladat hai ye eid hamari hai har zarra donon aalam ka masroof duroodon mein har lab pe unki mid'hat hai ye eid hamari hai aaqa ka yaum-e-wiladat hai ye eid hamari hai jazbon ki shehnai gunji ye jashne wiladat hai ye meri qaum ki izzat hai ye eid hamari hai aaqa ka yaum-e-wiladat hai ye eid hamari hai gar ishk-e-nabi ka dawa hai milad manao tum ye ishk-e-nabi ki alamat hai ye eid hamari hai aaqa ka yaum-e-wiladat hai ye eid hamari hai ham kaise munawwar hote yahaan palkon pe bithaata kaun ye sab aaqa ki badolat hai ye eid hamari hai ...
- Get link
- X
- Other Apps
main aesi ummat se hun jiska naara ya rasulallah main aesi ummat se hun jiska naara ya rasulallah bada badbakht bada munkir jo is naare se jalta hai ye naara ya rasulallah lagana ham na chhodeinge pukaaro ya rasulallah pukaaro ya rasulallah ham unke ummati hein jinke aaqa rehmat-e-aalam qayaamat mein hamari jo shafaa-at bhi karaayeinge abhi bhi waqt hai aaja mere aaqa ki chokhat par ye keh do mein tumhara hun tumhara ya rasulallah में ऐसी उम्मत से हूँ जिसका नारा या रसूलल्लाह में ऐसी उम्मत से हूँ जिसका नारा या रसूलल्लाह बड़ा बदबख्त बड़ा मुनकिर जो इस नारे से जल्ता है ये नारा या रसूलल्लाह लगाना हम ना छोड़ेंगे पुकारो या रसूलल्लाह पुकारो या रसूलल्लाह हम उनके उम्मती हैं जिनके आक़ा रेहमते आलम क़यामत में हमारी जो शफ़ाअत भी कराएंगे अभी भी वक़्त है आजा मेरे आक़ा की चौखट पर ये कह दो में तुम्हारा हूँ तुम्हारा या रसूलल्लाह میں ایسی امت سے ہوں جسکا نعرہ یا رسول اللہ میں ایسی امت سے ہوں جسکا نعرہ یا رسول اللہ بڑا بدبخت بڑا منکر جو اس نعرے سے جلتا ہے یہ نعرہ یا رسول اللہ لگانا ہم نہ چھوڑیں ...
- Get link
- X
- Other Apps
Roman(Eng): Teri Mehfil mein sajaawaan, Mein Tere Naare laawaan Tere naal bahaaran aaiyan , Ke Ashikaan di gal ban gai Galiyaan mohalle yachi shor mach gayasi Jag Mere Aaqa nu Halima chuk leya Hath mal diyaan reh gaiyaan daiyaan Ke Aashikaan di gal ban gai Tere naal bahaara aaiyan, Ke Ashikaan di gal ban gai Dukha deyaan maareyanu haase mil gaye ne Rodeyaan Yatimaanu sahaare mil gaye Jado Aashikaane khushiyaan manaiyaan Ke Aashikaan di gal ban gai Tere naal bahaara aaiyan, Ke Ashikaan di gal ban gai Makke wich aaiyaan hariyaliyaane Dosto Har paase huiyaan khush hyaliyaane Dosto Gali Gali wich machiyaan duhaiyaan Ke Aashikaan di gal ban gai Tere naal bahaara aaiyan, Ke Ashikaan di gal ban gai Sajnaate weriyaan da pata lag jaana aye Jadh aesi Aaqa da Milaad manaana Jadh sajna ne galiyaan sajaiyaan Ke Aashikaan di gal ban gai Tere naal bahaara aaiyan, Ke Ashikaan di gal ban gai Khizr Madine di bahaar to Mein sadqe Madani de sohne kirdaar to Mein sadqe Jadh...
- Get link
- X
- Other Apps
Roman(English) : Aye Aale Nabi Khwaja Aulade Ali Khwaja Hasanain ke Gulshan ho Zohra ki kali Khwaja Haathon mein Tumhare ho Mansha e Wali Khwaja Hasanain ke Gulshan ho Zohra ki kali Khwaja Bigdi ke banane mein kyun der lagi Khwaja Bigdi ke banane mein kyun der lagi Khwaja Din Raat banaate ho khoti ko khari Khwaja Dewdi pe Tere kis ki joli na bhari Khwaja Bargasta nasibon ki taqdeer firi Khwaja Aankhein Meri ab tak hein chokhat pe dhari Khwaja Bigdi ke banane mai kyu der lagi khvaja Bhar lete hein Us Dar par joli ko sabhi Khwaja Mehroom nahin jaata koi bhi kabhi Khwaja Le lunga mein munh manga chokhat pe abhi Khwaja Utthe ga to utthe ga sar Mera jabhi Khwaja Bigdi ke banane mein kyun der lagi Khwaja Kya Shaan Tumhari hai Allaho Gani Khwaja Duniya ke dhani Khwaja rutbe ke dhani Khwaja Zarre ko banate ho daale yamani Khwaja Kya baat hai jo ab tak meri na bani Khwaja Bigdi ke banane mein kyun der lagi Khwaja Kis shaan se mahefil ki ronak ho saji Khwaja Nashaad ki jaati ...
- Get link
- X
- Other Apps
Tayba aa raha hai Tayba aa raha hai Tayba aa raha hai Tayba aa raha hai Parcham hawa mein lehraa raha hai Wo dekho Tayba aa raha hai Dil Apni manzil ko pa raha hai Wo dekho Tayba aa raha hai Meri aqidat ki nisbaton ko Allah ne bakhsha dawaam aesa Jiteji mujko bulva liya hai Wo dekho Tayba aa raha hai Parcham hawa mein lehraa raha hai Wo dekho Tayba aa raha hai Dil Apni manzil ko pa raha hai Wo dekho Tayba aa raha hai Shamso Qamar bhi hein Jinki chokhat ko chumne ko taras rahe hein Chumne khaaki wo jaa raha hai Wo dekho Tayba aa raha hai Parcham hawa mein lehraa raha hai Wo dekho Tayba aa raha hai Dil Apni manzil ko pa raha hai Wo dekho Tayba aa raha hai Chashme Zadar mein khataein sab ki Ataa-e-Sarvar se maaf hongi Payam khud Rabb sunaa raha hai Wo dekho Tayba aa raha hai Parcham hawa mein lehraa raha hai Wo dekho Tayba aa raha hai Dil Apni manzil ko pa raha hai Wo dekho Tayba aa raha hai Tumhare mathon ko chum lu Mein Tayba Nagar ke Oh jaane waale Mei...
- Get link
- X
- Other Apps
Boliye Sarkar Jaisa Kaun hai Koi nahin Saiyyade Abraar Jaisa Kaun hai Koi nahin Roshni konain mein hai Aap se Aap ke anwaar Jaisa Kaun hai Koi nahin Boliye Sarkar Jaisa Kaun hai Koi nahin Saiyyade Abraar Jaisa Kaun hai Koi nahin Noor se Apne banaaya ho jise Rabb ke Us shahkaar Jaisa Kaun hai Koi nahin Boliye Sarkar Jaisa Kaun hai Koi nahin Saiyyade Abraar Jaisa Kaun hai Koi nahin Pal mein sadiyon ka Safar tay kar liya Aap ki raftaar Jaisa Kaun hai Koi nahin Boliye Sarkar Jaisa Kaun hai Koi nahin Saiyyade Abraar Jaisa Kaun hai Koi nahin Zakhm khaa kar bhi duaa di Aap ne Aap ke kirdaar Jaisa kaun hai Koi nahin Boliye Sarkar Jaisa Kaun hai Koi nahin Saiyyade Abraar Jaisa Kaun hai Koi nahin Leke kandhon pe chale wo Ghaare Saur Unke Yaare Ghaar Jaisa kaun hai Koi nahin Boliye Sarkar Jaisa Kaun hai Koi nahin Saiyyade Abraar Jaisa Kaun hai Koi nahin Do hein pehlu mein to do daamad hein Unke chaaron Yaar Jaisa kaun hai Koi nahin Boliye Sarkar Jaisa Kaun hai Koi n...
- Get link
- X
- Other Apps
Shaahe Madina Shaahe Madina Shaahe Madina Shaahe Madina Tayba ke waali Saare Nabi Tere Dar ke sawaali Jalwe hein saare Tere hi Dam se Aabad Aalam Tere qaram se Baki har ek shai'a nakshe khayali Saare Nabi Tere Dar ke sawaali Shaahe Madina Shahe Madina Shaahe Madina Shahe Madina Tere liye hi Duniya bani hai Nile falak ki chaadar tani hai Tu agar na hota Duniya thi khaali Saare Nabi Tere Dar ke sawaali Shaahe Madina Shahe Madina Shaahe Madina Shahe Madina Qadmon mein Tere Arshe Bari hai Tujsa Jahan mein koi nahin hai Kandhe pe Tere Kamli hai kaali Saare Nabi Tere Dar ke sawaali Shaahe Madina Shahe Madina Shaahe Madina Shahe Madina Mazhab hai Tera sab ki bhalaai Maslak hai Tera Mushkil Kushai Dekh Apni Ummat ki Khasta Hali Saare Nabi Tere Dar ke sawali Shaahe Madina Shahe Madina Shaahe Madina Shahe Madina Hai Noor Tera Shamso Qamar mein Tere labon ki laali Saher mein Phoolon ne Teri Khushbu churaa li Saare Nabi Tere Dar ke sawaali Shaahe Madina S...
Related Lyrics
Quran Shareef
Popular Naat Lyrics
Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर
al-madad peeraan-e-peer, gaus-e-aa'zam dastageer! al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! rutba ye wilaayat mein, kya ghaus ne paaya hai allah ne waliyon ka sultaan banaaya hai hai dast-e-'ali sar par, hasnain ka saaya hai mere ghaus ne thokar mein murdon ko jilaaya hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! laakhon ne usi dar se taqdeer banaayi hai bagdaad sanwariya ki har baat niraali hai doobi hui kashti bhi dariya se nikaali hai ye naam adab se lo ye naam jhalaali hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! har fikr se tum ho kar aazaad chale jaao le kar ke labon par tum fariyaad chale jaao milna hai agar tumko waliyon ke shahenshaah se khwaaja se ijaazat lo baghdaad chale jaao al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! ya ghaus! karam kardo ya ghaus! karam kardo ye deen ki daulat se daaman sab ka bhar do bas itni guzaarish hai bas ek nazar kar do baghdaad k...
Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا
Here is Full Lyrics of Madani Sehra "Fazl-e-Rabb-e-Paak se Beta mera Dulha bana" in English, Hindi and Urdu written by Maulana Ilyas Attar Qadri, naat khwan Hafiz Tahir Qadri fazl-e-rabb-e-paak se, beta mera dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana fazl-e-rabb-e-paak se , beta mera dulha bana khushnuma khushrang phoolo.n ka hai sar sehraa sajaa dulha bana dulha bana inko khushiyaa.n do Jahaa.n me.n tu ataa kar kibriyaa ! inpe ranj-o-gham ki na chhaye kabhi kaali ghata dulha bana dulha bana tu sadaa rakhna salaamat inka jhoda ya KHuda ! koi bhi jagda na ho , aapas me.n , aye rabb-ul-ula ! dulha bana dulha bana meethe meethe ho.n madine ke inhe.n munne 'ataa meethi meethi ho.n madine ki inhein munniyaan 'ataa waasta ya rabb ! madine ki mubaarak khaak ka dulha bana dulha bana is tarha mehka kare ye gh...
Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन
Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim sabse ulaa wa aala hamara nabi sabse bala wa wala hamara nabi apne maula ka pyara hamara nabi donon aalam ka dulha hamara nabi allaahumma salli-'ala sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim laakhon aae yahaan aur laakhon gae unche unche shahenshah yahaan na rahe kitne diye jale jalke phir bujh gae kya khabar kitne taare khile chhup gae par na doobe na dooba hamara nabi allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim jinke talwon ka dhowan hai aab-e-hayaat hai wo jaan-e-masiha hamara nabi khalq se auliya, auliya se rusool aur rasuulon se aala hamara nabi kaun deta hai dene ko munh chahiye dene wala hai sachcha hama...
Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है
kya bataun ki kya madina hai kya bataun ki kya madina hai bas mera mudda'aa madina hai uth ke jaaun kahan madine se kya koi dusra madina hai kya bataun ki kya madina hai uski aankhon ka noor to dekho jiska dekha hua madina hai kya bataun ki kya madina hai dil mein ab koi aarzu hi nahin ya muhammad hai ya madina hai kya bataun ki kya madina hai duniya wale to dard dete hein zakhmi dil ki dawa madina hai kya bataun ki kya madina hai mere aaqa! mujhe bula lijiye mujhko bhi dekhna madina hai kya bataun ki kya madina hai dil fida hai madine wale pa...
Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام
shaah-e-do 'aalam salaam assalaam shaah-e-do 'aalam salaam assalaam Gariibo.n ke hamdam salaam assalaam karo duur har Gam salaam assalaam har aankh hoke pur-nam salaam assalaam shaah-e-do 'aalam salaam assalaam a Gariibo.n ke hamdam salaam assalaam rabb ne baDe pyaar se me'raaj me.n kahaa rahne do naa'lain ko aa jaao mustafaa qadam-e-mustafaa ka liyaa arsh ne bosaa jhuum uthe saare malaa.ik o marhabaa maa.nge jo nabii rab ne vo diyaa rab ne jo diya, nabii ne vo liyaa jhuuka 'arsh-e-aa'zam salaam assalaam shaah-e-do 'aalam salaam assalaam Gariibo.n ke hamdam salaam assalaam aapne jo kar diyaa u.nglii ka ishaaraa chaand do tukDe hua qurbaan ho gayaa jab namaaz-e-'asr 'ali ki hui qazaa aapne suraj ko dubaaraa palat diyaa aap jo kiye, mo'jize bane aap ...
Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा
koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera ho jo haatim ko muyassar ye nazaara tera keh uthe dekh ke bakhshish mei.n ye rutba tera waah! kya jood-o-karam hai shah-e-bat.ha tera nahi.n sunta hi nahi.n maangne waala tera kuchh bashar hone ke naate tujhe khud-sa jaanei.n aur kuchh mahez payaami hi KHuda ka jaanei.n inki auqaat hi kya hai ke ye itna jaanei.n farsh waale teri shoqat ka 'uloo kya jaane KHush-rawaa.n 'arsh pe udta hai pharera tera mujhse naa-chiz pe hai teri 'inaayat kitni tune har gaam pe ki meri himaayat kitni kya bataau.n teri rahmat mei.n hai wus'at kitni ek mai.n kya meri 'isyaa.n ki haqiqat kitni mujhse so-laakh ko kaafi hai ishaara tera kaee pushto.n se ghulaami ka ye rishata hai bahaal yahi.n tiflee -o-jawaani ke guzaare mah-o-saal ab budhaape mei.n KHudaara ! na hamei.n dar se nikaal tere tukdo.n pe pale ghair ki thok...
Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है
wo mera nabi mera nabi mera nabi hai Naat-Khwaan: Zohaib Ashrafi Laiba Fatima wo jiske liye mahfil-e-kaunain saji hai firdaus-e-bari jiske wasile se bani hai wo haashmii makki madani ul 'arabii hai wo mera nabi mera nabi mera nabi hai ahmad hai mohammad hai wah KHatm-e-rasuul hai maKHduum o murabbii hai wahi vaalii-e-kul hai us par hi nazar saare zamane ki lagi hai wo mera nabi mera nabi mera nabi hai wash-shams o wad-duHa chehra-e-anwar ki jalak hai wal-layl saza gesuu-e-hazrat ki latak hai 'aalam ko ziya uske wasile se mili hai wo mera nabi mera nabi mera nabi hai allah ka farman "alam-nashrah la-ka sadrak" mansuub hai "wa-raf'aana la-ka zikrak" jis zaat ka quraan me.n bhi zikr-e-jalii hai wo mera nab...
Apne Malik ka Main Naam lekar Lyrics / अपने मालिक का में नाम लेकर
apne maalik ka main naam lekar, bazm ki ibtida kar raha hun apne maalik ka main naam lekar, bazm ki ibtida kar raha hun ya KHuda ! aabru rakh meri tu, teri hamd-o-sana kar raha hun tu jo chahe to ban jaye qismat, mere sajdo.n ki kya hai haqiqat teri chokhat pe sar ko jhuka kar, farz apna ada kar raha hun apne maalik ka main naam lekar, bazm ki ibtida kar raha hun maine duniya ka dekha nazaara, al-madad keh ke maine pukaara mujhko apni panaho.n mein rakhna, bas yahi iltija kar raha hun apne maalik ka main naam lekar, bazm ki ibtida kar raha hun aaj mahfil mein baithe hein jitne, sab ke dil ki tamanna ho puri sab ko haji bana de tu maula! main tadap kar dua kar raha hun apne maalik ka main naam lekar, bazm ki ibtida kar raha hun apne mahboob ka dar dikha de, mera soya muqaddar jaga de lutf-e-duniya ko le aaj se mein, apne dil se jhuda kar raha hun apne maalik ka main naam lekar, bazm ki ibtida kar raha ...
Sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon Lyrics / सरकार का नौकर हूँ कोई आम नहीं हूँ
sarkar ka naukar hu.n koi aam nahi hu.n Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri itna kaafi hai zindagi ke liye rakh le.n sarkar jo naukari ke liye sarkar ka naukar hu.n koi aam nahi hu.n duniya ke kisi shobe mein nakaam nahi hu.n sarkar ka naukar hu.n koi aam nahi hu.n mere nijaat ka yahi raasta dikhai de allah mujko makka madina dikhai de roza-e-mustafa hai jaha.n par aye momino.n aashiq wahi.n pe jeeta aur marta dikhai de sarkar ka naukar hu.n koi aam nahi hu.n duniya ke hukmarano.n se darta nahi.n kabhi dollar se ya riyal se bikta nahi.n kabhi jis zehn me.n samaya hai faqat dast-e-karbala momin wo sar kataata hai jukta nahi.n kabhi sarkar ka naukar hu.n koi aam nahi hu.n aaqa ka faisala wahi qudrat ka faisala mehshar mein hoga unki shafa'at ka fai...
Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ
labbaik ya rasool-allah ! labbaik ya rasool-allah ! labbaik ya rasool-allah ! labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! khud ko mita denge, hum jaan luta denge naamus-e-aaqa par, hum sar kataa denge labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! haazir hei.n, haazir hei.n, haazir hei.n hum labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! kariya-kariya, basti-basti, zikr nabi ka aam karo pyaare aaqa ke diwaano.n ! haath mei.n daale haath chalo hubb-e-nabi ka har dil mei.n, tum jaa ke deep jalaao unche mei.n uncha nabi ka janda, ghar-ghar mei.n lehraao khud ko mita denge, hum jaan luta denge naamus-e-aaqa par, hum sar kataa denge labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! haazir hei.n, haazir hei.n, haazir hei.n hum labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! ibn-e-'ali ne karbo-bala mei.n tum ko ye paighaam diya yaad rakkho, pyaare aaqa ne tum ko paak nizaam diya tod do baahu ...







.png)

