Posts

Showing posts with the label updated

Kitna Pyara hai Pyare Muhammad ka naam Lyrics / कितना प्यारा है प्यारे मुहम्मद का नाम / کتنا پیارا ہے پیارے محمّد نہ نام

kitna pyara hai pyare muhammad ka naam kitna pyara hai pyare muhammad ka naam unpe lakho.n durood, unpe lakho.n salaam wo shaah-e-dee.n , wo paygambaro.n ke imaam unpe lakho.n durood , unpe lakho.n salaam kaun kehta hai wo he.n arab ke liye kamli wale nabi to he.n sab ke liye faiz paate he.n unse sabhi khaas-o-'aam unpe lakho.n durood , unpe lakho.n salaam wo muhammad bhi, taaha bhi, yaseen bhi rashk-e-imaan bhi, naazish-e-deen bhi jinpe naazil hua hai KHuda ka qalaam unpe lakho.n durood , unpe lakho.n salaam taajdaar-e-umam, sarwar-e-do jahaa.n sayyad-ul-ambiya shaah-e-kaun-o-makaa.n arsh-e-aa'zam se uncha hai jinka makaam unpe lakho.n durood , unpe lakho.n salaam jinki taaraeef khud haq ta'aala kare unki tauseef anwar koi kya likhe wo he.n aaqa mere ham he.n unke ghulam unpe lakho.n durood , unpe lakho.n s...

kya Karun ke yaad aati hein sunehri jaliyaan Lyrics || क्या करूँ के याद आती हैं सुनहरी जालियां || کیا کروں کے یاد آتی ہیں سنہری جالیاں

kya karun ke yaad aati he.n sunehri jaliyaan kya karun ke yaad aati he.n sunehri jaliyaa.n dil me.n ek halchal machaati hai sunehri jaliyaa.n apni palko.n se unhe.n mai.n chumta hu.n der tak dil me.n jab bhi jagmagati hein sunehri jaliyaa.n phootne lagti hein phir ummid ki kirnein nayi khwaab aankho.n mein jagaati he.n sunehri jaliyaa.n zindagi bhar ki thakan ko door kar deti hai wo pyar se jab muskurati he.n sunehri jaliyaa.n puchhne wale ! mai.n lafzo.n mein bayaa.n kaise karu.n kya batau.n kya dikhati he.n sunehri jaliyaa.n jo yahaa.n pahuncha wo aaqa ki shafa'at pa gaya raah jannat ki dikhati he.n sunehri jaliyaa.n क्या करूँ के याद आती हैं सुनहरी जालियां क्या करूँ के याद आती हैं सुनहरी जालियां दिल में एक हलचल मचाती हैं सुनहरी जालियां अपनी पलकों से उन्हें मैं चूमता हूँ देर तक दिल मे...

Jab Tak Jiyun Main Aaqa Koi Gam na paas aaye Lyrics / जब तक जियूं में आक़ा कोई गम न पास आये / جب تک جیوں میں آقا ! کوئی غم نہ پاس آے

jab tak jiyu.n mai.n aaqa ! koi gham na paas aaye Naat-Khwaan: Owais Raza Qadri jab tak jiyu.n mai.n aaqa ! koi gham na paas aaye jo maru.n to ho lahad par , teri rahmato.n ke saaye he.n khizaa.n ne daale dere , murja gaye he.n sab gul mere ujde baag me.n fir aaqa ! bahaar aaye meri zindagi ka maqsad , ho aye kaash ! ishk-e-ahmad mujhe maut bhi jo aaye , isi justaju me.n aaye mujhe maut zindagi de , mujhe zindagi maza de jo kitaab-e-zindagi par, mohar apni wo lagaaye tu basa de mere dil me.n , haa.n ! usi ki yaad maalik ! wo jo wakt-e-naz'aa aa kar , kalma bhi yaad dilaaye na to kar saka hai koi, na karega pyaar aisa jo lahad me.n aashiko.n ko , deke thapkiyaa.n sulaaye wo diya jo bujh gaya tha, wo jo kho gayi thi sozaa.n hua har taraf ujaala , jo huzoor muskuraaye chali aandhi...

Muhammad Mazhar-e-kamil hai lyrics / मुहम्मद मज़हर-ए-कामिल है / محمّد مظہر کامل ہے

muhammad mazhar-e-kaamil hai muhammad mazhar-e-kaamil hai, haq ki shaan-e-'izzat ka nazar aata hai is kasrat mein kuchh andaaz wahdat ka gada bhi muntazir hai khuld me.n neko.n ki da'awat ka khuda din khair se laaye sakhi ke ghar ziyaafat ka na rakkhi gul ke josh-e-husn ne gulshan me.n jaa baaqi chatakta fir kaha.n guncha koi baag-e-risaalat ka idhar ummat ki hasrat par, udhar khaliq ki rahmat par niraala tour hoga gardish-e-chashm-e-shafaa'at ka ilaahi ! muntazir hu.n, wo KHiraam-e-naaz farmaaei.n bichha rakkha hai farsh aankho.n ne kam-KHwab -e-basarat ka jinhe.n marqad me.n ta-hashr ummati keh kar pukaroge hame.n bhi yaad karlo un me.n, sadqa apni rahmat ka raza -e-KHasta ! josh-e-bahr-e-isyaa.n se na gabraana kabhi to haath aa jaayega daaman unki rahmat ka मुहम्मद ...

Bulalo Sarkar Tum Apne Dar Par Lyrics / बुलालो सरकार तुम अपने दर पर / بلالو سرکار تم اپنے در پر

bulaalo sarkar tum apne dar par bulaalo sarkar tum apne dar par durood aap par salaam aap par karam ho ham par bhi banda-parwar durood aap par salaam Aap par wo sabz gumbad , sunaheri jaali lauta na koi wahaa.n se khaali banaado mera bhi ab muqaddar durood aap par salaam aap par na paas hai zar , na par he.n mere chalaa bhi jaata nahi.n hai mujse fir kaise pahunchu.n tumhare dar par durood aap par salaam aap par aayega ek din wo din suhaana yaqeenan hoga madine jaana padenge roze par sar juka kar durood aap par salaam aap par ye aarazu hai madine jaye.n pakad ke jaali ye keh sunaae.n bachaalo ham ko baroz-e-mahshar Durood Aap par Salaam Aap par बुलालो सरकार तुम अपने दर पर बुलालो सरकार तुम अपने दर पर दुरूद आप पर सलाम आप पर करम हो हम पर भी बंदापरवर दुरूद आप पर सलाम आप पर वो सब्ज़ गुम्बद सुनहरी जाली लौटा न कोई वहां से खाली बना दो मेरा भी अब मुक़द्दर दुरूद आप पर सलाम आप पर ना पास है ज़र्र , ना पर हैं मेरे चला भी जाता नहीं है मुझस...

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर / ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر

Image
humne aa.nkho.n se dekha nahi.n hai magar humne aa.nkho.n se dekha nahi.n hai magar, unki taswiir siine me.n maujuud hai, jis ne laa kar kalaam-e-ilaahii diya, wo mohammad madine me.n maujuud hai, hai nazar mei.n jamaal -e-habiib-e-KHuda, unki taswiir siine mei.n maujuud hai, jis ne laa kar kalaam-e-ilaahii diya, wo mohammad madine mei.n maujuud hai, humne aa.nkho.n se dekha nahi.n hai magar, unki taswiir siine me.n maujuud hai, jis ne laa kar kalaam-e-ilaahii diya, wo mohammad madine me.n maujuud hai, phool khilte he.n pa.D karke salle-'ala, jhoom kar keh rahi hai baaG-e-sabaa, aisi KHushboo chaman ke gulo.n me.n nahi.n, jo nabi ke pasiine me.n maujuud hai, humne aa.nkho.n se dekha nahi.n hai magar, unki taswiir siine me.n maujuud hai, jis ne laa kar kalaam-e-i...

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Here is Full Lyrics of Madani Sehra "Fazl-e-Rabb-e-Paak se Beta mera Dulha bana" in English, Hindi and Urdu written by Maulana Ilyas Attar Qadri, naat khwan Hafiz Tahir Qadri fazl-e-rabb-e-paak se, beta mera dulha bana dulha bana  dulha bana  dulha bana  dulha bana  fazl-e-rabb-e-paak se , beta mera dulha bana khushnuma khushrang phoolo.n ka hai sar sehraa sajaa dulha bana  dulha bana  inko khushiyaa.n do Jahaa.n me.n tu ataa kar kibriyaa ! inpe ranj-o-gham ki na chhaye kabhi kaali ghata dulha bana  dulha bana  tu sadaa rakhna salaamat inka jhoda ya KHuda ! koi bhi jagda na ho , aapas me.n , aye rabb-ul-ula ! dulha bana  dulha bana  meethe meethe ho.n madine ke inhe.n munne 'ataa meethi meethi ho.n madine ki inhein munniyaan 'ataa waasta ya rabb ! madine ki mubaarak khaak ka dulha bana  dulha bana  is tarha mehka kare ye gh...

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Image
maula ya salli wa sallim daaeeman abadan sahar ka waqt tha maasum kaliyaa.n muskuraati thi.n hawaaei.n khair-makhdam ke taraane gungunaati thi.n abhi jibreel bhi utre na the kaa'be ke mimbar se ke itne me.n sadaa aayi hai abdullah ke ghar se mubaarak ho shah-e-har-do-saraa tashreef le aaye mubaarak ho muhammad mustafa tashreef le aaye maula ya salli wa sallim daaeeman abadan 'ala habibi-k khairil khalki kullimi muhammadun sayyidun kaw-nayni wa sakalayni wal-farikayni min arabiw-wa-min ajami na koi aap jaisa hai na koi aap jaisa tha koi yusuf se puchhe mustafa ka husn kaisa tha zameeno.n aasmaa.n me.n koi bhi misaal na mili maula ya salli wa sallim daaeeman 'abadan ...

Khila Mere Dil Ki Kali Ghaos e Azam Lyrics / खिला मेरे दिल की कली गौस-ए-'आज़म / in English, Hindi, Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

khila mere dil ki kali ghaus-e-aa'zam khila mere dil ki kali ghaus-e-aa'zam mita qalb ki bekali ghaus-e-aa'zam mere chand mai.n sadqe aaja idhar bhi chamak utthe dil ki kali ghaus-e-aa'zam tere rabb ne malik kiya tere jad ko tere ghar se duniya pali ghaus-e-aa'zam hamara bhi beda lagaado kinaare tumhe.n na-khudaee mili ghaus-e-aa'zam fida tumpe ho jaaye noori ye muztar ye hai iski khwahish-e-dili ghaus-e-aa'zam खिला मेरे दिल की कली गौस-ए-'आज़म खिला मेरे दिल की कली गौस-ए-'आज़म मिटा क़ल्ब की बेकली गौस-ए-'आज़म मेरे चाँद में सदके आजा इधर भी चमक उट्ठे दिल की कली गौस-ए-'आज़म तेरे रब्ब ने मालिक किया तेरे जद्द को  तेरे दर से दुनिया पली गौस-ए-'आज़म हमारा भी बेडा लगादो किनारे तुम्हें ना-ख़ुदाई मिली गौस-ए-'आज़म फ़िदा तुमपे हो जाए नूरी ये मुज़्तर ये है इसकी ख्वाहिश-ए-दिली गौस-ए-'आज़म کھلا میرے دل کی کلی غوثُ الاعْظَم کھلا میرے دل کی کلی غوثُ الاعْظَم مٹا قلب کی بیکلی غوثُ الاعْظَم میرے  چاند  میں صدقے آجا ادھر بھی چمک اٹھے دل کی کلی غ...

Qadri astana salamat rahe Mustafa ka gharana salamat rahe Lyrics / क़ादरी आस्ताना सलामत रहे मुस्तफा का घराना सलामत रहे / قادری آستانہ سلامت رہے

qadri aastana salamat rahe qadri aastana salamat rahe mustafa ka gharana salamat rahe qadri aastana salamat rahe pal rahe he.n jaha.n se ye dono.n jahaa.n wo sakhi aastana salamat rahe qadri aastana salamat rahe dard mando.n ke sar par hai Saya-figan aap ka shaamiyana salamat rahe qadri aastana salamat rahe tumse mansub hai zindagi ka nisaab hashr tak ye fasana salamat rahe qadri aastana salamat rahe ye nakirain bole mujhe qabr me.n mustafa ka diwaana salamat rahe qadri aastana salamat rahe hukm tha ke ada ho.n namaze,n pachas aapka aana jana salamat rahe qadri aastana salamat rahe jinke chehre the ghmagin khush ho gaye aapka muskurana salamat rahe qadri aastana salamat rahe itrat-e-fatima par ujagar nisaar sayyida ka gharana salamat rahe qadri aastana sal...

Wah kya Martaba Ae Ghaos hai bala Tera Lyrics / वाह ! क्या मर्तबा अये गौस ! है बाला तेरा / واہ ! کیا مرتبہ اے غوث ! ہے بالا تیرا

chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke roze chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke roze bade hazrat ki baargaah chalo noor-e-kausar ke sath mil kar chalo wah! kya martaba aye ghaus! hai baala tera unche uncho.n ke saro.n se qadam aala tera chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke roze sar bhala kya koi jaane ke hai kaisa tera auliya malte he.n aankhe.n wo hai talwa tera chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke roze kya dabe jispe himaayat ka ho panja tera sher ko khatre me.n laata nahi.n kutta tera chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke roze kasmein de de ke khilaata hai pilaata hai tuje pyaara allah tera chaahne waala tera chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke roze mustafa ke tane be-saaya ka saaya dekha jisne dekha meri jaa.n jalwaa-e-zaiba tera cha...

Shaianillah Ya Abdul Qadir Lyrics / शैअन-लिल्लाह या अब्दुल क़ादिर / شیٔاً لِلہ یا عبدالقادر

shai.an-lillah, ya abdul qadir shai.an-lillah, ya abdul qadir sakin-al bagdad ya shaikh al-jilani idhar bhi nigaah-e-karam ghaus-e-aa'zam karo door ranj-o-alam gaus-e-aa'zam shai.an-lillah, ya abdul qadir sakin-al bagdad ya shaikh al-jilani khilata pilata hai rabb-e-do 'aalam tujhe deke apni qasam ghaus-e-aa'zam shai.an-lillah, ya abdul qadir sakin-al bagdad ya shaikh al-jilani mujhe khwaab mein aake jalwa dikha do karo aaj ki shab karam ghaus-e-aa'zam shai.an-lillah, ya abdul qadir sakin-al bagdad ya shaikh al-jilani tera hu.n main tera mere is kahe ka sar-e-hashr rakhna bharam ghaus-e-aa'zam shai.an-lillah, ya abdul qadir sakin-al bagdad ya shaikh al-jilani kahi.n gir na jaau.n KHudara sambhalo mere dag...

Talab ka muh to kis qabil hai ya Ghaus Lyrics / तलब का मुंह तो किस क़ाबिल है या गौस

talab ka munh to kis qaabil hai ya ghaus! Naat-Khwaan:  Owais Raza Qadri talab ka mu.nh to kis qaabil hai ya ghaus ! magar tera karam kaamil hai ya ghaus ! duhaaii ya muhayyiddin duhaaii bala islaam par naazil hai ya ghaus ! 'azuman qaatilan 'ind-al-qitaali madad ko aa dam-e-bismil hai ya ghaus ! KHudaara na-KHuda aa de sahaara hawa bigdi bha.nwar haaiil hai ya ghaus ! tera waqt aur pade yu.n deen par waqt na tu aajiz hai na gaafil hai ya ghaus ! rahi haa.n shaamat-e-aa'mal ye bhi jo tu chaahe abhi zaaeel hai ya ghaus ! ghayura apni ghairat ka tasadduq wohi kar jo tere qaabil hai ya ghaus ! KHudara marham-e-khaak-e-qadam de jigar zakhmi hai dil gaayil hai ya ghaus ! tere baba ka fir tera karam hai ye munh warna kisi qaabil hai ya ghaus ! bharan wale tera jaala to jaala tera chhinta mera gaasil hai ya ghaus ! raza ka khaatima bil-khair hoga teri rahmat agar shaamil hai ya ghaus ! तलब...

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

labbaik ya rasool-allah ! labbaik ya rasool-allah ! labbaik ya rasool-allah ! labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! khud ko mita denge, hum jaan luta denge naamus-e-aaqa par, hum sar kataa denge labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! haazir hei.n,  haazir hei.n, haazir hei.n hum labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! kariya-kariya, basti-basti, zikr nabi ka aam karo pyaare aaqa ke diwaano.n ! haath mei.n daale haath chalo hubb-e-nabi ka har dil mei.n, tum jaa ke deep jalaao unche mei.n uncha nabi ka janda, ghar-ghar mei.n lehraao khud ko mita denge, hum jaan luta denge naamus-e-aaqa par, hum sar kataa denge labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! haazir hei.n,  haazir hei.n, haazir hei.n hum labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! ibn-e-'ali ne karbo-bala mei.n tum ko ye paighaam diya yaad rakkho, pyaare aaqa ne tum ko paak nizaam diya tod do baahu ...

Be khud kiye dete hain Andaz hijabana Lyrics / बे-खुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / in English ~ Hindi ~ Urdu

Image
be-khud kiye dete he.n , andaaz-e-hijaabana be-khud kiye dete he.n , andaaz-e-hijaabana aa dil me.n tuje rakh lu.n , aye jalwaa-e-jaanana itna to karam karna, aye chashm-e-karimaana jab jaan labo.n per ho, tum saamne aa jaana duniya me.n mujhe tumne jab-bhi apna banaaya hai mahshar me.n bhi keh dena ye hai mera diwaana kyu.n aankh milaaee thi, kyu.n aag lagaaee thi ab rukh ko chhupa baithe, karke mujhe diwaana ji chaahta hai tohfe me.n bheju unhe.n ye aankhe.n darshan ka to darshan ho, nazraane ka nazraana peene ko to pee lu.nga par arz zara si hai ajmer ka saaki ho baghdaad ka meh-khana be-dam meri qismat me.n sajde he.n isi dar ke chhuta hai na chhutega sa.ng-e-dar-e-jaanaana बे-खुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना बे-खुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना आ दिल में तुजे रख लूँ अये जलवा-ए-जानाना इतना तो करम करना, अये चश्म-ए-करीमाना जब जान लबों पर हो तुम सामने आ जाना दुनिया में मुझे तुमने जब भी अपना बनाया है महशर में भी ...

Rok leti hai Aapki nisbat teer jitne bhi hum pe chalte hein / रोक लेती है आपकी निस्बत तीर जितने भी हम पे चलते हैं

rok leti hai aapki nisbat teer jitne bhi hum pe chalte hein rok leti hai aapki nisbat, teer jitne bhi hum pe chalte hein ye karam hai huzur ka ham par, aane wale azaab talte hein wohi bharte hein jholiyaan sab ki, kyunke wo samajte hein boliyaan sabki aao darbaar-e-mustafa ko chalen, gham khushi mein wahin pe dhalte hein aao baazaar-e-mustafa ko chalein, khote sikke wahin pe chalte hein apni aukaat sirf itni hai, kuchh nahin baat sirf itni hai kal bhi tukdon pe unke palte the, ab bhi tukdon pe unke palte hein ab humen kya koi giraayega, har sahaara gale lagaayega humne khud ko gira diya hai wahaan, girne waale jahaan sambhalte hein ghar wohi mushkbaar hote hein, KHuld se ham-kinaar hote hein zikr-e-sarkar ke hawaalon se, jin gharon men charaag jalte hein zikr-e-sarkaar ke ujaalon ki, be nihaarat hein rif'aten KHalid ...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Kya batau ki kya Madina hai lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है

Pandra so Sala Jashne Wiladat Lyrics / पन्द्रह-सौ साला जश्न-ए-विलादत

Peshe Haq Muzda Shafaat ka Sunate Jaaeinge Lyrics / पेश-ए-हक़ मुज़्दा शफ़ा'अत का सुनाते जाएंगे

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya Lyrics / गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर