Posts
Showing posts with the label qawwali
- Get link
- X
- Other Apps
is karam ka karun shukr kaise ada - English Naat Style Naat-Khwaan: Saiyyad Hasanullah Husaini ya rasulallah! ya rasulallah! ya rasulallah! ya rasulallah! is karam ka karun shukr kaise ada jo karam mujhpe mere nabi kar diya main sajaata hun sarkar ki mahefilein mujhko har gham se rab ne baree kar diya saiyyadi ya rasulallah! saiyyadi ya habiballah gham-e-aashiqi se pahele mujhe kaun jaanta tha tere ishq ne bana di meri zindagi fasaana shukr kaise ada... is karam ka karun shukr kaise ada jo karam mujhpe mere nabi kar diya main sajaata hun sarkar ki mahefilein mujhko har gham se rab ne baree kar diya saiyyadi ya rasulallah! saiyyadi ya habiballah lamha lamha hai mujh par nabi ki ata doston! aur maula se maangun main kya kya ye kam hai ke mere khuda ne mujhe apne mahboob ka ummati kar diya is karam ...
- Get link
- X
- Other Apps
koi to hai jo nizaam-e-hasti chala raha hai - English koi to hai jo nizaam-e-hasti chala raha hai wohi khuda hai wohi khuda hai dikhaai bhi jo na de, nazar bhi jo aa raha hai wohi khuda hai, wohi khuda hai nazar bhi rakkhe, sama'atein bhi wo jaan leta hai niyyatein bhi jo khana-e-la-sha'oor mein jagmaga raha hai wohi khuda hai, wohi khuda hai talaash usko na kar buton mein wo hai badalti hui ruton mein jo din ko raat aur raat ko din bana raha hai wohi khuda hai wohi khuda hai koi to hai jo nizaam-e-hasti chala raha hai wohi khuda hai wohi khuda hai dikhaai bhi jo na de, nazar bhi jo aa raha hai wohi khuda hai, wohi khuda hai कोई तो है जो निज़ाम-ए-हस्ती चला रहा है - Hindi कोई तो है जो निज़ाम-ए-हस्ती चला रहा है, वही ख़ुदा है, वही ख़ुदा है। दिखाई भी जो न दे, नज़र भी जो आ रहा है, वही ख़ुदा है, वही ख़ुदा है। नज़र भी रखे, समा'अतें भी, वो जान लेता है नीयतें भी। जो ख़ाना-ए-ला-शऊर में जगमगा रहा है, वही ख़...
- Get link
- X
- Other Apps
sarkaare madina se nisbat ho to aesi ho jo aala hai wo pasti ki taraf jaaya nahin karte khayaalo haam apne dil mein wo laaya nahin karte muhammad mustafa salle alaa ke chaahne waale bajuz ishqe nabi kuchh aur apnaaya nahin karte sarkaare madina se nisbat ho to aesi ho khud pyaare nabi kehdein ummat ho to aesi ho ham bhejein muhammad par har waqt duroodo salaam har banda-e-momeen ki aadat ho to aesi ho jaan apni bilaal ne di, chaahat mein muhammad ki bas shaafa-e-mahshar ki chaahat ho to aesi ho dandaa ki shahaadat par, sab daant gira daale ye daastaan jange ohad ki hai doston kissa hai ye rasool ke dandaan ka suno zakhmi hue the jang mein sarkaare ambiyaa ek daant bhi shaheed hua ismein nabi ka hazrat owais ko lagi jis waqt ye khabar to gham ko laher dod gayi jism ke andar ...
- Get link
- X
- Other Apps
mujhe ajmer mein mar jane do mastano ke rele mein das roz ke mele mein din kitne suhaane the khush sare diwane the jab khatm hua mela aankhon mein nami aayi khwaja se bichhdne ki jis waqt gaadi aayi rota tha machalta tha chokhat pe tadapta tha dehliz pe khwaja ki diwana ye kehta tha aaj taqdeer sanwar jane do mujhe ajmer mein mar jane do sochta hun ke bahana kar dun jane walon ko rawana kar dun mein kisi ko bhi nazar na aaun damane khwaja mein mein chhup jaun zindagi bhar ko taher jane do muje ajmer mein mar jane do hathon se mere chishtiya daman na chhudao mein dar pe pada hun tumhe jana ho to jao is dar se uthunga to kahin ka na rahunga mujko mere mueen ke dar se na uthao aaj taqdeer sanwar jane do muje ajmer mein mar jane do mera dil meri jaan mera arman hai mein hun nirdhan mera khwaja dhanwan hai hind mein sare waliyon ka sultan hai meri har saans khwaja pe qurban hai aaj taqdeer sanwar jane do muje ajmer mein mar jane do roze ka naqsha zehen mein gumbad pe nazar hai ye sab me...
- Get link
- X
- Other Apps
wo hai mera nabi, kamli waala nabi zamee.n tera daaman bhi padh jayega kam wo sarwar ki taazeem likh na sakenge ya saato.n samundar bhi ban kar siyaahi muhammad ki ek meem likh na sakenge 'ishq mein khud KHuda keh raha hai yahi hai KHudai ka meri ujaala nabi wo hai mera nabi, kamli waala nabi rehbar-e-deen hai, jaan-e-imaan hai jispe naazil kiya maine qur'aan hai saltanat mein nabuwwat ki sultaan hai hashr mein aasiyo.n ka nigehbaan hai us 'arab ke sawariya ki kya shaan hai jispe saare payambar bhi qurbaan hai wo hai mera nabi kamli waala nabi jisne faako.n mein reh ke bhi sajde kiye dushmano.n se bhi na jisne shikwe kiye deen ke naam pe ghar ka ghar de diya karbala mein nawaase ka sar de diya wo hai mera nabi kamli waala nabi jisne baatein sahi.n, jisne faaka saha shehr-e-taahef mein bhi khoon jiska baha ...
- Get link
- X
- Other Apps
bhar do jholi meri ya muhammad Naat-Khwaan: Sabri Brothers shah-e-madina suno iltija khuda ke liye karam ho muj pe habeeb-e-khuda khuda ke liye huzur gunchah-e-ummid ab to khil jaaye tumhare dar ka gada hoon bhikh mil jaaye bhar do jholi meri ya muhammad laut kar main na jaaunga khaali tumhare aastane se zaman kya nahin paata koi bhi dar se khaali maangne waala nahin jaata tum zamane ke mukhtar ho ya nabi be-kason ke madadgaar ho ya nabi sabki sunte ho apne ho ya gair ho tum gareebon ke ghamkhaar ho ya nabi bhar do jholi meri... ham hai ranj o museebat ke maare hue sakht mushkil mein hai gham se haare hue ya nabi kuchh khudara humein bhikh do dar pe aaye hain jholi pasaare hue bhar do jholi meri... hai mukhalif zamana kidhar jaaye hum haalat-e-be-kasi kisko dikhlaaye hum hum tumhare bhikhari hain ya mustafa kiske aage bhala haath failaaye...
- Get link
- X
- Other Apps
Roman(Eng) : Teri Rehmato ka Dariya sare aam chal raha hai Muje bhikh mil rahi hai Mera Kaam chal raha hai Mere Dil ki Dhadkanon mein Tere Naam se hai ronak Usi Naam ki badolat Mera Naam chal raha hai Ye Karam hai khaas Tera ke Safina Zindagi ka Abhi sub-ha chal raha hai Abhi shaam chal raha hai Sare Arsh Naam Tera, Sare Arsh baat Teri Kahin baat chal rahi hai, Kahin Naam chal raha hai Use maanti hai Duniya, Use dhundhti hai manzil Rahe Ishke Mustafa pe ,Jo Gulaam chal raha hai Mere Damane Gadaaee mein hai bhikh Mustafa ki Isi bhikh par to KASIM Mera kaam chal raha hai हिंदी (Hindi) : तेरी रहमतों का दरिया सरे आम चल रहा है मुझे भीख मिल रही है , मेरा काम चल रहा है मेरे दिल की धड़कनों में तेरे नाम से है रौनक उसी नाम की बदौलत मेरा नाम चल रहा है ये करम है ख़ास तेरा के सफीना ज़िन्दगी का अभी सुबह चल रहा है अभी शाम चल रहा है सरे अर्श नाम तेरा सरे अर्श बात तेरी कहीं बात चल रही है कहीं नाम चल रहा है उसे मानती है दुनिया उसे ढूंढती है मंज़िल राहे इश्क़े मुस्तफा पे जो गुलाम चल ...
Related Lyrics
Quran Shareef
Popular Naat Lyrics
Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर
al-madad peeraan-e-peer, gaus-e-aa'zam dastageer! al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! rutba ye wilaayat mein, kya ghaus ne paaya hai allah ne waliyon ka sultaan banaaya hai hai dast-e-'ali sar par, hasnain ka saaya hai mere ghaus ne thokar mein murdon ko jilaaya hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! laakhon ne usi dar se taqdeer banaayi hai bagdaad sanwariya ki har baat niraali hai doobi hui kashti bhi dariya se nikaali hai ye naam adab se lo ye naam jhalaali hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! har fikr se tum ho kar aazaad chale jaao le kar ke labon par tum fariyaad chale jaao milna hai agar tumko waliyon ke shahenshaah se khwaaja se ijaazat lo baghdaad chale jaao al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! ya ghaus! karam kardo ya ghaus! karam kardo ye deen ki daulat se daaman sab ka bhar do bas itni guzaarish hai bas ek nazar kar do baghdaad k...
Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम
Mustafa Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam Roman Urdu, Hindi & Urdu Lyrics Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu mustafa jaan-e-rahmat pe laakhon salaam shaam-e-bazm-e-hidaayat pe laakhon salaam mehr-e-charkh-e-nubuwwat pe roshan durood ghule baagh-e-risaalat pe laakhon salaam shahr-e-yaar-e-iram taajdaar-e-haram nau bahaar-e-shafaa'at pe laakhon salaam shab-e-asraa ke dulha pe daa'im durood nosha-e-bazm-e-jannat pe laakhon salaam fath-e-baab-e-nubuwwat pe behad durood khatm-e-daura-e-risaalat pe laakhon salaam mujh se be-kas ki daulat pe laakhon durood mujh se be-bas ki quwwat pe laakhon salaam ham gareebon ke aaqa pe behad durood ham fakeeron ki sarwat pe laakhon salaam ...
Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा
koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera ho jo haatim ko muyassar ye nazaara tera keh uthe dekh ke bakhshish mei.n ye rutba tera waah! kya jood-o-karam hai shah-e-bat.ha tera nahi.n sunta hi nahi.n maangne waala tera kuchh bashar hone ke naate tujhe khud-sa jaanei.n aur kuchh mahez payaami hi KHuda ka jaanei.n inki auqaat hi kya hai ke ye itna jaanei.n farsh waale teri shoqat ka 'uloo kya jaane KHush-rawaa.n 'arsh pe udta hai pharera tera mujhse naa-chiz pe hai teri 'inaayat kitni tune har gaam pe ki meri himaayat kitni kya bataau.n teri rahmat mei.n hai wus'at kitni ek mai.n kya meri 'isyaa.n ki haqiqat kitni mujhse so-laakh ko kaafi hai ishaara tera kaee pushto.n se ghulaami ka ye rishata hai bahaal yahi.n tiflee -o-jawaani ke guzaare mah-o-saal ab budhaape mei.n KHudaara ! na hamei.n dar se nikaal tere tukdo.n pe pale ghair ki thok...
Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन
Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim sabse ulaa wa aala hamara nabi sabse bala wa wala hamara nabi apne maula ka pyara hamara nabi donon aalam ka dulha hamara nabi allaahumma salli-'ala sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim laakhon aae yahaan aur laakhon gae unche unche shahenshah yahaan na rahe kitne diye jale jalke phir bujh gae kya khabar kitne taare khile chhup gae par na doobe na dooba hamara nabi allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim jinke talwon ka dhowan hai aab-e-hayaat hai wo jaan-e-masiha hamara nabi khalq se auliya, auliya se rusool aur rasuulon se aala hamara nabi kaun deta hai dene ko munh chahiye dene wala hai sachcha hama...
Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ
maula ya salli wa sallim daaeeman abadan sahar ka waqt tha maasum kaliyaa.n muskuraati thi.n hawaaei.n khair-makhdam ke taraane gungunaati thi.n abhi jibreel bhi utre na the kaa'be ke mimbar se ke itne me.n sadaa aayi hai abdullah ke ghar se mubaarak ho shah-e-har-do-saraa tashreef le aaye mubaarak ho muhammad mustafa tashreef le aaye maula ya salli wa sallim daaeeman abadan 'ala habibi-k khairil khalki kullimi muhammadun sayyidun kaw-nayni wa sakalayni wal-farikayni min arabiw-wa-min ajami na koi aap jaisa hai na koi aap jaisa tha koi yusuf se puchhe mustafa ka husn kaisa tha zameeno.n aasmaa.n me.n koi bhi misaal na mili maula ya salli wa sallim daaeeman 'abadan ...
Keh dena Sarkar se Salam Hamara Lyrics / कह देना सरकार से सलाम हमारा, सलाम हमारा
Le Ke Jab Aaye Haji Unke Dar Ka Haseen Nazara Roman Urdu, Hindi & Urdu Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu le ke jab aaye haji unke dar ka haseen nazara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara wo hein jaan-e-kaaba, wo hein shaah-e-do aalam dekh ke jinka jalwa jhoome arsh-e-aazam nabiyon mein koi bhi nahin hai unke jaisa nyaara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unke dar pe jaa kar hosh na udne paaye dil ki har dhadkan pe rang-e-junoon na chhaye be adbi mahboob ke dar ki, rab ko nahin gawara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unki rahmat ka dariya rehta hai har-soo gham ke andheron mein wahi hai roshni numaya ummat ke liye jo roye raaton mein, aisa nahin koi hamara keh dena sarkar s...
Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا
Here is Full Lyrics of Madani Sehra "Fazl-e-Rabb-e-Paak se Beta mera Dulha bana" in English, Hindi and Urdu written by Maulana Ilyas Attar Qadri, naat khwan Hafiz Tahir Qadri fazl-e-rabb-e-paak se, beta mera dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana fazl-e-rabb-e-paak se , beta mera dulha bana khushnuma khushrang phoolo.n ka hai sar sehraa sajaa dulha bana dulha bana inko khushiyaa.n do Jahaa.n me.n tu ataa kar kibriyaa ! inpe ranj-o-gham ki na chhaye kabhi kaali ghata dulha bana dulha bana tu sadaa rakhna salaamat inka jhoda ya KHuda ! koi bhi jagda na ho , aapas me.n , aye rabb-ul-ula ! dulha bana dulha bana meethe meethe ho.n madine ke inhe.n munne 'ataa meethi meethi ho.n madine ki inhein munniyaan 'ataa waasta ya rabb ! madine ki mubaarak khaak ka dulha bana dulha bana is tarha mehka kare ye gh...
Aye Saba Mustafa se keh dena Lyrics / अये सबा मुस्तफा से कह देना / اے صبا! مصطفیٰ سے کہہ دینا
aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n Naat-Khwaan: Haji Mushtaq Attari aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n yaad karte hei.n tumko shaam-o-sahar, dil hamaare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ki baatei.n, marhaba rang-o-noor ki baatei.n chaand jin par nisaar hota hai, aur taare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n jab muhammad ka naam aata hai, rahmato.n ka payaam aata hai lab humaare durood padte hei.n, dil humaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ke gaisu, bheeni-bheeni mahakti wo khushbu jin se maa'mur hai faza har-soo, wo nazaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n zaaeer-e-taiba tu madine mei.n, pyaare aaqa se itna keh dena aap ki gard-e-raah ko aaqa ! be-sahaare salaam kehte hei.n a...
Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा
baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad hai pyaara baghdaad hai pyaara kehte hein jise sab hai bahot khoob wahi hai har 'aashiq-e-sarkaar ka matloob wahi hai allah ke mahboob ka mahboob wahi hai ek baar jo dekh aaye wo jaata hai dobaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara rahmat ka khazeena hein wo baGdaad ki galiyaan tasweer-e-madina hein wo baGdaad ki galiyaan jannat ka nageena hein wo baGdaad ki galiyaan bahta hai sada rahmat-o-anwaar ka dhaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara chaadar wahaan rahti hai tani hasani-husaini har samt wahaan chhanw mili hasani husaini khushbu hai fazaaon mein basi hasani husaini baGdaad ka dulha hai, 'ali ka hai dulaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara us dar ki mohabbat hai madine ki mohabbat us dar ki inaayat hai madine ki ina...
Ya Nabi Salam Alayk Lyrics / या नबी सलाम 'अलैक - All versions
ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik rabb-e-sallim 'ala rasulallah marhaba marhaba rasulallah ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik ya habeeb salaam 'alaik, salawaatulla 'alaik rahmato.n ke taaj waale! do jahaa.n ke raaj waale! 'arsh ki me'raaj waale! aasiyo.n ki laaj waale! ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik ya habeeb salaam 'alaik, salawaatulla 'alaik hai tamanna ye KHuda se kahi.n, aisa howe hind se fir soo-e-madina, mera jaana howe roza-e-paak ke chogird firu.n main aisa jaise parwaana sar-e-sham' pe firta howe hu.n main mushtaq-e-ziyaarat, ye tamanna hai shaha! puri allah meri, ab ye tamanna howe ...







.png)

