Posts

Showing posts with the label asad attari

Dar pe bulaao Makki Madani Lyrics / दर पे बुलाओ मक्की मदनी

dar pe bulaao makki madani! dar pe bulaao makki madani! bigdi banaao makki madani! deed teri hai eid meri jalwa dikhaao makki madani! dar pe bulaao makki madani! hashr mein hoga har lab pe yahi mujh ko bachaao makki madani! dar pe bulaao makki madani! sadqa apne nawaason ka dukhde mitaao makki madani! dar pe bulaao makki madani! gumbad-e-khazra ke saae tale mujh ko sulaao makki madani! dar pe bulaao makki madani! mangta hun main sawaali hun thokaren khaata hun dar dar ki dar pe bulaao makki madani! ham hein gunaahon mein doobe hue jaise hein nibhaao makki madani! dar pe bulaao makki madani! ham hein gunaahon mein doobe hue hamko bachaao makki madani! dar pe bulaao makki madani! Same Lyrics in Different Style: taiba wale! taiba wale! mujhe bhi dar pe ab bulwale dar pe bulaao makki madani! bigdi banaao makki madani! mere aaqa! mere aaqa! mere aaqa! mere aaqa! deed teri hai e...

Mere Tum Khwaab mein Aao Lyrics / मेरे तुम ख़्वाब में आओ

mere tum khwaab mein aao mere ghar roshni hogi mere tum khwaab mein aao mere ghar roshni hogi meri qismat jagaa jaao inaayat ye badi hogi madine mujko aana hai ghame furkat mitaana hai kab aaqa-e-madina dar pe meri haazri hogi shahensha-e-madina do, tadapne ka kareena do wo aankh aaqa inaayat ho, ki jo ashkon bhari hogi banaalo apnaa diwaana, banaalo apnaa mastaana khazaane mein tumhaare kya kami pyaare nabi hogi ghame doori rulaata hai, madina yaad aata hai tasalli rakh aye diwane! teri bhi haazri hogi muje gar deed ho jaaye, to meri eid ho jaaye tera deedaar jab hoga, muje haasil khushi hogi khazaan ka sakht pehra hai, ghamon ka dhup andhera hai zara sa muskuraa doge, to dil mein roshni hogi ilahi! gumbade khazraa ke saaye mein shahaadat de meri laash unke kadmon mein na jaane kab padhi hogi hamein bhi izn mil jaaye shahaa qadmon mein aane ka na jaane kab...

Main to Aaqa Huzur Aapka hun Lyrics / मैं तो आका हुज़ूर आपका हूँ

main to aaqa huzur aapka hun Naat-Khwan: Asad Attari main to aaqa huzur aapka hun ek deewana huzur aapka hun apne qadmon dijiye dhowan ek mangta huzur aapka hun main to aaqa huzur aapka hun ek deewana huzur aapka hun hai tamanna rahun madine mein de ikaman huzur aapka hun main to aaqa huzur aapka hun ek deewana huzur aapka hun mujko hasrat hai deed ki aaqa ek shayda huzur aapka hun main to aaqa huzur aapka hun ek deewana huzur aapka hun maut aaye muje madine mein naamlewa huzur aapka hun main to aaqa huzur aapka hun ek deewana huzur aapka hun mere aaqa meri lahad mein bhi ho ujala huzur aapka hun main to aaqa huzur aapka hun ek deewana huzur aapka hun maara maara jahan mein firta hun besahara huzur aapka hun meine gaflat mein umar kaati hai laaj rakhna huzur aapka hun main to aaqa huzur aapka ...

Rehte hein Mere Dil mein Armaan Madine ke Lyrics / रहते हैं मेरे दिल में अरमान मदीने के / رہتے ہیں میرے دل میں ارمان مدینے کے

rahte hain mere dil mein armaan madine ke Naat-Khwaan:  Asad Raza Attari muddat se mere dil mein hai armaane madina roze pe bula lijiye sultane madina, sultane madina rahte hain mere dil mein armaan madine ke kab mujhko bulaayenge sultaan madine ke rahte hain mere dil mein armaan madine ke rote hain tadapte hain kehte hain ye deewane kis roz baneinge hum mehmaan madine ke rahte hain mere dil mein armaan madine ke aye kaash madine mein sarkar jo bulwa lein ho jaayein dilo jaan se qurbaan madine ke rahte hain mere dil mein armaan madine ke ab taab nahin mujh mein doori ki shahe batha ho jaayein baham ek din saamaan madine ke rahte hain mere dil mein armaan madine ke rahte hain sadaa unke dil kaif-e-huzooree mein padhte hain qaseede jo har aan madine ke rahte hain mere dil mein armaan madine ke mere liye sab aasif taazim ke laayiq hain wo sango shajar hon ya ...

Qismat Meri chamkaeeye chamkaeeye Aaqa Lyrics / क़िस्मत मेरी चमकाइए चमकाइए आका / قسمت میری چمکائیے چمکائیے آقا

qismat meri chamkaaiye chamkaaiye aaqa Naat-Khwaan: Asad Attari qismat meri chamkaaiye chamkaaiye aaqa mujhko bhi dare paak pe bulwaaiye aaqa izn-e-tayba mujhe sarkar-e-madina dedo le chale mujhko jo taiba wo safeena dedo yahan reh ke jeena hai marne se badtar wahan jaake marna hai jeene se behtar is qalb-e-muztar ki hai yahi yahi haajat wo sultan-e-tayba tumhari gali hai ya rasulallah... door reh kar na dam toot jaaye kahin kaash tayba mein aaye mere maah-e-mubeen dafn hone ko mil jaaye do gaz zameen tum pe har dam karodon durood-o-salaam mujhko bhi dare paak pe bulwaaiye aaqa seene mein ho kaaba to base dil mein madina aankhon mein meri aap samaaiye aaqa bechain hoon betaab hoon deedaar ki khaatir lillah mere khwaab mein aa jaaiye aaqa behr-e-deedaar mushtaaq hai har na...

Hajiyon ke ban rahe hein Qafile phir Ya Nabi Lyrics / हाजियों के बन रहे हैं क़ाफ़िले फिर या नबी / حاجیوں کے بن رہے ہیں قافلے پھر یا نبی

haajiyon ke ban rahe hein qaafile phir ya nabi haajiyon ke ban rahe hein qaafile phir ya nabi phir nazar mein fir gaye hajj ke manaazir ya nabi kar rahe hein jaane waale jajj ki ab tayyariyaan reh na jaaun mein kahin kardo karam phir ya nabi haajiyon ke ban rahe hein qaafile phir ya nabi phir nazar mein fir gaye hajj ke manaazir ya nabi aap hi asbaab aaqa phir muhayya kijiye phir dikha dijiye madine ke manaazir ya nabi haajiyon ke ban rahe hein qaafile phir ya nabi phir nazar mein fir gaye hajj ke manaazir ya nabi aah ! palle zar nahin, rakht-e-safar sarwar!  nahin tum bulaalo tum bulaane par ho qaadir ya nabi haajiyon ke ban rahe hein qaafile phir ya nabi phir nazar mein fir gaye hajj ke manaazir ya nabi gham ke baadal chha rahe hein, aah! mere qalb par haazri ki do ijaazat, mujhko tum phir ya nabi ...

Unki chokhat ho to kasa bhi pada sajta hai Lyrics / उनकी चौखट हो तो कासा भी पड़ा सजता है

unki chokhat ho to kaasa bhi pada sajta hai unki chokhat ho to kaasa bhi pada sajta hai dar bada ho to sawaali bhi khada sajta hai taaj-e-shaahi ke muqaddar mein ye zeybaahi kahaa.n jis ka dar unki gulaami ka kada sajta hai unki chokhat ho to kaasa bhi pada sajta hai sarwar-e-dee.n ke musalle pe KHuda jaanta hai aage as'haab ke siddiq khada sajta hai unki chokhat ho to kaasa bhi pada sajta hai ye gulaami kahi.n kamtar nahi.n hone deti unka nokar ho to shaaho.n mein khada sajta hai unki chokhat ho to kaasa bhi pada sajta hai mujhko kehte hei.n ye sab ahl-e-mohabbat sarwar naat ka nagma tere lab pe bada sajta hai unki chokhat ho to kaasa bhi pada sajta hai उनकी चौखट हो तो कासा भी पड़ा सजता है उनकी चौखट हो तो कासा भी पड़ा सजता है दर बड़ा हो तो सवाली भी खड़ा सजता है उनकी चौखट हो तो कासा भी पड़ा सजता है सरवरे दीं के मुसल्ले पे खुदा जानता है आगे असह...

Jhoomta Jhoomta Mein Madine Chala || Asad Raza Attari

Marhaba Mukaddar fir Aaj Muskuraya hai Fir Mujhe Madine mein Mere Shah ne Bulaya hai Fir Madine ke Mujko Bulawa mila Tum Chalo na Chalo Mein Chala Mein Chala Saya Afgan hui Rehmate Mustafa Tum Chalo na Chalo Mein Chala Mein Chala Kaif sa Chha gaya Mein Madine Chala Jhumta Jhumta Mein Madine Chala Tum Chalo na Chalo Mein Chala Mein Chala Mere Aaqa ka Dar hoga Peshe Nazar Chahiye Aur Kya Mein Madine Chala Tum Chalo na Chalo Mein Chala Mein Chala Ghumbade Sabz par Jab Padegi Nazar Kya Suroor Aayega Mein Madine Chala Tum Chalo na Chalo Mein Chala Mein Chala Sabz Ghumbad ka Noor Zang kar dega Door Payega Dil Jila Mein Madine Chala Tum Chalo na Chalo Mein Chala Mein Chala Kya Karega Idhar Bandh Rakhte Safar Chal Ubaide Raza Mein Madine Chala Lutf to Jab Mile Mujhse Murshid kahe Chal Ubaide Raza Mein Madine Chala Tum Chalo na Chalo Mein Chala Mein Chala Fir Madine ke Mujko Bulawa mila Tum Chalo na Chalo Mein Chala Mein Chala

Mera Ahmed Raza La-Jawaab Lyrics in Roman(Eng) & हिंदी

Roman(Eng) Aala Hazrat Hamari Jaan hai Aala Hazrat Hamari Jaan hai Ishqo Mahobbat Ishqo Mahobbat  Aala Hazrat Aala Hazrat Ishqo Mahobbat Ishqo Mahobbat  Aala Hazrat Aala Hazrat Mera Ahmed Raza La-Jawaab Mera Ahmed Raza La-Jawaab Leke Aaya hai Jiska Qalam Inqelaab Rehbare Raahe Haq Jiski Har Ek Kitaab Haan Wohi Sunniyat ka hai Jo Aaftaab Mera Ahmed Raza La-Jawaab Mera Ahmed Raza La-Jawaab Mera Ahmed Raza La-Jawaab Aaj bhi Jiska Faizo Karam Aam hai Jiska Jaari Har Ek Simt Paygham hai Mustafa ki Nazar ka hai Jo Intekhab Mera Ahmed Raza La-Jawaab Mera Ahmed Raza La-Jawaab Mera Ahmed Raza La-Jawaab Qasre Batil hua Jis se Zayro Zabar Hai Bareli mein Wo Aalami Naamwar Jis se Batil ki haalat hui hai Kharaab Mera Ahmed Raza La-Jawaab Mera Ahmed Raza La-Jawaab Mera Ahmed Raza La-Jawaab Murshide Paak Tere hein Aale Rasool Hein Shagufta Jo Baage Risalat ke Phool Jinki Rehmat ke chhae hein Tujpe se Hath Mera Ahmed Raza La-Jawaab Mera Ahmed Raza La-Jawaab Mera Ahmed Raza La-Jawaab Jo bhi Sh...

Aisa Lagta hai Madine Jald Wo bulwayeinge Lyrics

Aisa Lagta hai Madine Jald Wo bulwayeinge Jayeinge Jakar Unhe Zakhme Jigar Dikhlayeinge Wo Agar Chaheinge to Aesi nazar Farmayeinge Khub royeinge pachhadon par pachhade khayeinge Maut ab to Gumbade Khazra ke saye mein mile Kab tak Aaqa Darbadar ki thokarein Ham khayeinge Aye Khusha Takdeer se gar Hamko Manzuri mili Rakh ke Sar Dehliz par Sarkar ki mar jayeinge Khuld mein hoga Hamara Dakhila Is Shan se Ya Rasulallah ka Naara lagate jayeinge Hashr mein Kaise Sambhalunga Mein Apne Aapko Aa Mere Attar !  Aa Wo Jab Wahan Farmayeinge

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा

Imdad kun Imdad kun Lyrics | Ya Ghaus-e-Aazam Dastagir Lyrics / इमदाद-कुन इमदाद-कुन | या ग़ौस-उल-आ'ज़म दस्त-गीर

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon Lyrics / सरकार का नौकर हूँ कोई आम नहीं हूँ

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है