Mein to Aaqa Huzur Aapka hun Lyrics || Asad Attari
Mein to Aaqa Huzur Aapka hun
Ek Deewana Huzur Aapka hun
Apne Qadmon dijiye dhowan
Ek Mangta Huzur Aapka hun
Mein to Aaqa Huzur Aapka hun
Ek Deewana Huzur Aapka hun
Hai Tamanna rahun Madine mein
De Ikaman Huzur Aapka hun
Mein to Aaqa Huzur Aapka hun
Ek Deewana Huzur Aapka hun
Mujko Hasrat hai Deed ki Aaqa
Ek Shayda Huzur Aapka hun
Mein to Aaqa Huzur Aapka hun
Ek Deewana Huzur Aapka hun
Maut Aaye Muje Madine mein
Naamlewa Huzur Aapka hun
Mein to Aaqa Huzur Aapka hun
Ek Deewana Huzur Aapka hun
Mere Aaqa Meri Lahad mein bhi
Ho ujala Huzur Aapka hun
Mein to Aaqa Huzur Aapka hun
Ek Deewana Huzur Aapka hun
Maara Maara jahan mein firta hun
Besahara Huzur Aapka hun
Meine gaflat mein Umar kaati hai
Laaj rakhna Huzur Aapka hun
Mein to Aaqa Huzur Aapka hun
Ek Deewana Huzur Aapka hun
Muj Siyakar ko Sare Mehshar
Dena Saya Huzur Aapka hun
Mein to Aaqa Huzur Aapka hun
Ek Deewana Huzur Aapka hun
Faiz ki bheek de Mudassir ko
Ek banda Huzur Aapka hun
Mein to Aaqa Huzur Aapka hun
Ek Deewana Huzur Aapka hun
Comments
Post a Comment