Ya Nabi Nazre-Karam farmana Lyrics || Asad Attari


Ya Nabi Nazre-Karam farmana
Nazr-e-Karam farmana
Aye Hasanain ke Nana

Hajiyon ke ban rahe hein kafile fir Ya Nabi
Fir nazar mein fir gaye Hajj ke manazir Ya Nabi
Kar rahe hein jane wale Hajj ki ab tayyariyan
Reh na jaaun mein kahin kardo karam fir Ya Nabi
Ae Hasanain ke Nana Ae Hasanain ke Nana

Aap hi asbaab Aaqa fir muhayya kijiye
Fir dikha dijiye Madine ke manazir Ya Nabi
Aah ! palle zar nahin hai rakht-e-safar Sarwar nahin
Tum bulalo Tum bulane par ho Qadir Ya Nabi
Aye Hasanain ke Nana Ae Hasanain ke Nana

Zahra paak ke sadke rahe Ramzan mein aana jaana
Aye Hasanain ke Nana Ae Hasanain ke Nana

Aah ! mera kya banega gar na Hajj par ja saka
Ho karam Attar par ho jaae hazir Ya Nabi
Aye Hasanain ke Nana Ae Hasanain ke Nana

Zahra paak ke sadke rahe Ramzan mein aana jaana
Aye Hasanain ke Nana Ae Hasanain ke Nana

Comments

Facebook Page

Followers

Popular Naat Lyrics

Wo jiske liye Mehfile Konain saji hai Lyrics || Roman(Eng) and Hindi(हिंदी)

Shahe Do Aalam Salaam Assalaam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी (Hindi)

Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Lyrics || Roman (Eng) & हिंदी (Hindi)