Posts

Showing posts with the label ali

Aise hote hein ali ke naukar Lyrics / ऐसे होते हैं अली के नौकर / ایسے ہوتے ہیں علی کے نوکر

aise hote hein ali ke naukar aise hote hein ali ke naukar aise hote hein ali ke naukar waqt par waqt ki raftaar badal dete hein fitrate khanjar-o-talwaar badal dete hein daar par lehja-e-guftaar badal dete hein zere khanjar bhi sadaa dete hein haidar haidar aise hote hein ali ke naukar tumne maula ki mahobbat ka nazaara dekha lashkare kufr zyada tha magar har gaya chand afraad ne labnaan ka naqsha badla bhagne waale zaraa dekh to pichhe mud kar aise hote hein ali ke naukar ishq-e-haidar ki ye tableegh kiya karte hein aise deewane hein danaayi ata karte hein 'aql waale inhe deewaanon mein gina karte hein haan mitti se bana dete hein ye khuld ke ghar aise hote hein ali ke naukar kasr-e-bay'at ke sutoonon ko giraane ke liye apna ghar qalb-e-payambar mein banaane ke liye jootiyan sebaat-e-payambar ki uthaane ke liye ...

Ya Aliyal Murtaza Maula Ali Mushkil kusha Lyrics / या अलीयल मुर्तज़ा मौला अली मुश्किल कुशा / یا علی المرتضیٰ مولا علی مشکل کشا

ya aliyal murtaza maula ali mushkil kusha ya aliyal murtaza maula ali mushkil kusha aap hain sher-e-khuda maula ali mushkil kusha sahibe lutfo ata maula ali mushkil kusha hai shaheed-e-ba wafa maula ali mushkil kusha ilm ka main shaher hoon darwaza iska hai ali hai ye qoul-e-mustafa maula ali mushkil kusha jis kisi ka main hoon maula uske maula hain ali hai ye qoul-e-mustafa maula ali mushkil kusha baad-e-khulfa-e-salasa sab sahaba se bada aap ko rutba mila maula ali mushkil kusha qal'aa-e-khaibar ka darwaza ukhda aap ne marhaba! sad marhaba! maula ali mushkil kusha shabbar-o-shabbir ke walid ho tum, maan fatima saiyado sardaar-e-maan maula ali mushkil kusha haidar-e-karrar leke aao tegh-e-zulfikaar zor-e-dushman bad chala maula ali mushkil kusha maghfirat karwaiye, jannat mein leke jaiye wasata hasanain ka maula ali mushkil kusha shabbar-...

Ali Ali har dam Ali Ali Lyrics / अली अली हर दम अली अली / علی علی دم دم علی علی

ali ali dam dam ali ali ali ali dam dam ali ali ali ali har dam ali ali siddiq ka dilbar haridar haidar farooq ka pyaara haidar haidar usmaan ka dulaara haidar haidar ham sab ka pyaara haidar haidar ali ali dam dam ali ali ali ali har dam ali ali ahle nazar ki aankh ka taara ali ali ahle wafa ke dil ka sahaara ali ali ali ali dam dam ali ali ali ali har dam ali ali rehmat ne le liya mujhe aaghosh-e-noor mein maine kabhi jo ro ke pukaara ali ali ali ali dam dam ali ali ali ali har dam ali ali ek kaif ek suroor sa rehta hai raat din jab se hua hai wird hamaara ali ali ali ali dam dam ali ali ali ali har dam ali ali duniya mein sab se aali gharaane ke noor ho is waste hai naam tumhaara ali ali ali ali dam dam ali ali ali ali har dam ali ali azam ye maghfirat ki sanad hai hamaare paas ham hain ali ke a...

main to panjtan ka ghulam hun lyrics / मैं तो पंजतन का ग़ुलाम हूँ / میں تو پنجتن کا غلام ہوں

Image
main to panjtan ka ghulam hu.n mai.n to panjtan ka ghulaam hu.n, mai.n ghulam-e-ibn-e-ghulaam hu.n mujhe 'ishq hai to KHuda se hai, mujhe 'ishq hai to rasool se ye karam hai saara batool ka, mere mu.nh se aaye mahek sada jo mai.n naam lu.n tera jhoom ke mai.n to panjatan ka ghulam hu.n mujhe 'ishq sarw-o-saman se hai, mujhe 'ishq saare chaman se hai mujhe 'ishq unke badan se hai, mujhe 'ishq unki gali se hai mujhe 'ishq hai to 'ali se hai, mujhe 'ishq hai to hasan se hai mujhe 'ishq hai to husain se, mujhe 'ishq shaah-e-zaman se hai mai.n to panjtan ka ghulaam hu.n hua kaise tan se wo sar juda, jahaa.n 'ishq ho wahi.n karbala meri baat unhi.n ki baat hai, mere saamne wo hi zaat hai wo hi jinko sher-e-KHuda kahei.n, jinhei.n baab-e-sall-e-'ala kahei.n wo hi jinko aal-e-nabi kahei.n, wo hi jinko zaat-e-'ali kahei.n wo hi pukhta hei.n, mai.n to khaar hu.n mai.n to panjtan ka ghulaam hu.n mai.n qamar hu.n s...

mere ghar mein saja hai aaj maula ka dastarkhwaan Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

mere ghar mei.n saja hai aaj, maula ka dastarkhwaan rahmat ka wasila hai, barkat ka wasila hai maula ka dastarkhwaan hai kya, ne'amat ka wasila hai mere ghar mei.n saja hai aaj, maula ka dastarkhwaan duniya mei.n nahi.n is dastarkhwaan ke jaisa dastarkhwaan mere ghar mei.n saja hai aaj, maula ka dastarkhwaan karam karam, allah o nabi ka, karam karam bibi zahra ka karam karam, allah o nabi ka, karam karam bibi zahra ka mash.hoor zamaane waalo.n mei.n tha dastarkhwaan hasan ka is ghar ka dastarkhwaan bhi hai us dastarkhwaan ka sadqa haa.n rizq ki tangi door kare hai aisa dastarkhwaan maula ka dastarkhwaan mere ghar mei.n saja hai aaj, maula ka dastarkhwaan ho jiske ghar mei.n rizq ki tangi dastarkhwaan saja le gar kuchh bhi nahi.n ho paas to bas paani pe nazar dila le phir dekh wasee' karta hai maula, kaisa dastarkhwaan maula ka dastarkhwaan mere ghar mei.n saja hai aaj, maula ka dastarkhwaan karam karam, allah o nabi ka, karam karam bibi zahra ka karam karam, allah o na...

Lajpaal Ali || Manqabat Lyrics || Abdul Qadir Attari

Kabhi Deewaar hilti hai , Kabhi Dar kaamp jaata hai Ali ka Naam Sun kar , Ab bhi Khaybar kaamp jaata hai Lajpaal Ali , Lajpaal Ali , Lajpaal Ali , Lajpaal Ali Zarb Teri Zarbe Haq hai Quwwate Parwardighaar Lajpaal Ali , Lajpaal Ali Sitam ke muqaabil Madadghaar Ali Ali Allah de Sheron ka Shedaar Ali Ali Jab Jab ho mushkil , ho lalkaar Ali Ali Khaybar ho Khandak ho Har baar Ali Ali Ali rehnumaa hai Saahibe Zulfiqaar Lajpaal Ali , Lajpaal Ali Zarb Teri Zarbe Haq hai Quwwate Parwardighaar Lajpaal Ali , Lajpaal Ali Waliyaan de seenan da Aye Saaj Ali Ali Mominaan di bas Aye Meraaj Ali Ali Jinaa da na koi , Ali onaa da bharam Maula Maula Maula Ali Maula Lajpaal Ali , Lajpaal Ali Zarb Teri Zarbe Haq hai Quwwate Parwardighaar Lajpaal Ali , Lajpaal Ali Haidar Karam Haidar Ataa , Har Dard ki Haidar Dawaa Rehnumaa Hamare Ali hein Abu Turaab Hein Raaz Ibaadat ki , Haidar khuli Kitaab Ali hai Wilaayat ka Pehlaa kareena Tasawwuf Samandar Ali hein Safeenaa Ali Pehswaa hai Saahibe Asraa Lajpaal Ali , ...

Ali Dam Dam Lyrics || Nawal Khan || New Manqabat || Roman (Eng) & हिंदी

Roman (Eng) :  Ya Ali! Ya Ali!  Ya Ali! Ya Ali!  Ya Ali! Ya Ali!  Shaahe Mardaan Shere Yazdaan Quwwate Parwardigaar La-Fataah-Illa Ali La-Sayfullaah Zulfikaar Ali Dam Dam Dam Ali Dam Dam Dam Ali Dam Dam Dam Ali Dam Dam Dam Ho gayi Rabb ki Inaayat Ya Ali kehne ke baad Mushkilon ki aayi shaamat Ya Ali kehne ke baad Ali Ali , Ali Ali , Ali Ali , Dam Ali Ali  Ali Ali , Ali Ali , Ali Ali , Dam Ali Ali  Dil kahe kehtaa rahun Mein Ya Ali Maula Ali Tal gayi Har ek Musibat Ya Ali kehne ke baad Ali Ali , Ali Ali , Ali Ali , Dam Ali Ali  Ali Ali , Ali Ali , Ali Ali , Dam Ali Ali  Naara-e-Maula Ali se Sab pataa chal jaayegaa Kaun rakhtaa hai Adaawat Ya Ali kehne ke baad Ali Ali , Ali Ali , Ali Ali , Dam Ali Ali  Ali Ali , Ali Ali , Ali Ali , Dam Ali Ali  Mushkilein hi Mushkilein thin har qadam har mod par Har taraf se hai himaayat Ya Ali kehne ke baad Ali Ali , Ali Ali , Ali Ali , Dam Ali Ali  Ali Ali , Ali Ali , Ali Ali , Dam Ali Ali  Ilm...

Zubaan ke saath Dil bolaa Ali Maula Ali Maula Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी || Muhammad Zahid Khalil Qadri

Roman(Eng) : Zubaan ke saath Dil bolaa Ali Maula Ali Maula Kali boli Chaman bolaa Ali Maula Ali Maula Ali Jis Jaah huye paida ke Wo Darbaar Aalaa hai Ke Wo Maula na kyun kar hon Jinhein Maula ne paala hai Uthaa kar Haath maidaan mein Nabi ne raaz ye kholaa Jiska Mein Nabi Maula Huye Uske Ali Maula Zubaan ke saath Dil bolaa Ali Maula Ali Maula Ali hein Baadshaahe Mann Ali Mushkil kushaa-e-mann Ali ki Baadshaahi hai Ali Hubbe Ilaahi hai Har-ek mizaan mein tola Ali Maula Maula Zubaan ke saath Dil bolaa Ali Maula Ali Maula Qaseedaa jab padhaa Meine Ali Maula ka Mehfil mein Ali ka har Shajar bola Ali Maula Ali Maula Zubaan ke saath Dil bolaa Ali Maula Ali Maula हिंदी :  जुबां के साथ दिल बोला अली मौला अली मौला कली बोली चमन बोला अली मौला अली मौला अली जिस जाह हुए पैदा के वो दरबार आला था के वो मौला न क्युं कर हों जिन्हें मौला ने पाला है उठा कर हाथ मैदां में नबी ने राज़ ये खोला जिसका में नबी मौला हुए उसके अली मौला जुबां के साथ दिल बोला अली मौला अली मौला अली हैं बादशाहे मन्न अली मुश्किल कुशा-इ...

Lutaate khub hein Daulat Ali ke Deewaane Lyrics || Gulam Mustafa Qadri || Roman(Eng) & हिंदी

Roman(Eng) :  Maula Mushqil qushaa Maula Mushqil qushaa Haydariam Qalandaram Mastam Banda-e-Murtazaa Ali Hastam Pehswaa-e-Tamaame rindaanam Ke Sage Koo-e-Shehre Yazdaanam Lutaate khub hein Daulat Ali ke Deewaane Hein karte ab bhi Huqumat Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Pachhaad dete hein Har Jhang mein Laeenon ko Jo phaad dete hein Aada-e-Deen ke seenon ko Hein rakhte Aesi Shujaa-at Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Jo waqt padhtaa hai Ghar Baar bhi lutaate hein Rizaa-e-Rabb ke liye Sar ko bhi kataate hein Magar na jhukte hein Hazrat Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Hai koi Gaus koi Karbalaa ka Dulha hai Koi hai Daata koi Hind ka Shahenshaah hai Hein Aese Saahibe Izzat Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Munaafiqeen hein darte Ali ke Naare se Shayaateen sar hein pakadhte Ali ke Naare se Lagaake Paate...

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Ya Husain Ibne Ali Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی in English Hindi Urdu

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar Lyrics / मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर / مرحبا مرحبا، اے علی کے پسر

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics / उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम / اس حسین ابنِ حیدر پہ لاکھوں سلام

Al Madad Peerane Peer Gause Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर / ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر

husain zindabaad zindabaad rahega || हुसैन ज़िंदाबाद ज़िंदाबाद रहेगा || حسین زندہ باد زندہ باد رہیگا || Lyrics