Mein to panjatan ka gulam hun Lyrics
Mein to Panjatan ka Gulam hun
Mein Gulam ibne Gulam hun
Muje Ishk hai to Khuda se hai
Muje Ishk hai to Rasool se
Ye Karam hai sara Batool ka
Mere munh se aaye mahek sada
Jo Mein naam lun Tera jhum ke
Mein to panjatan ka gulam hun
Be dam yahi to baat hai
Maksoode kaynaat
Khairunnisa Husaino Hasan
Mustafa Ali
Mujpe kitna Niyazi karam ho gaya
Duniya kahene lagi panjatan ka gada
Is dar ka jab se mein nokar hua
Sabse achhi meri naukari ho gayi
Mein to panjatan ka gulam hun
Mein gulam ibne gulam hun
Muje ishk sarwo sawar se hai
Muje ishk sare chaman se hai
Muje ishk unke watan se hai
Muje ishk unki kali se hai
Muje ishk hai to Ali se hai
Muje ishk hai ro Hasan se hai
Muje ishk hai to Hussain se
Muje ishk shahe zaman se hai
Mein to panjatan ka gulam hun
Shah ast husain Badshah ast hussain
Deen ast hussain Deen Panah ast hussain
Sar daad na daad dast dar daste Yazeed
Hakkake binae Lailaha ast hussain
Karna karna har koi aakhe
Mein wi aakahan karna
Jis karne ko khushbu na aawe
Wo karna ki karna
Gulam Faridan unki tujpe akhar
Asan yaar nu raazi karna
Mein to panjatan ka gulam hun
Hua kaise tan se wo sar juda
Jahan ishk ho wahan karbala
Meri baat unki baat hai
Mere samne wohi zaat hai
Wahi jinko shere khuda kahen
Jinhen baabe Salle ala kahen
Wahi jinko aale nabi kahen
Wahi jinko zaate Ali kahen
Wahi pukhta hein mei to kham hun
Mein to panjatan ka gulam hun
Mein kamar hun zahire be nawan
Meri haisiyat hi bhala hai kya
Wo hein badshahon ke badshah
Mein hun unke dar ka bas ek gada
Mera panjatan se hai wasata
Mera nisbaton ka hai silsila
Mein fakeere khairul anam hun
Mein to panjatan ka gulam hun
Mein Gulam ibne Gulam hun
Muje Ishk hai to Khuda se hai
Muje Ishk hai to Rasool se
Ye Karam hai sara Batool ka
Mere munh se aaye mahek sada
Jo Mein naam lun Tera jhum ke
Mein to panjatan ka gulam hun
Be dam yahi to baat hai
Maksoode kaynaat
Khairunnisa Husaino Hasan
Mustafa Ali
Mujpe kitna Niyazi karam ho gaya
Duniya kahene lagi panjatan ka gada
Is dar ka jab se mein nokar hua
Sabse achhi meri naukari ho gayi
Mein to panjatan ka gulam hun
Mein gulam ibne gulam hun
Muje ishk sarwo sawar se hai
Muje ishk sare chaman se hai
Muje ishk unke watan se hai
Muje ishk unki kali se hai
Muje ishk hai to Ali se hai
Muje ishk hai ro Hasan se hai
Muje ishk hai to Hussain se
Muje ishk shahe zaman se hai
Mein to panjatan ka gulam hun
Shah ast husain Badshah ast hussain
Deen ast hussain Deen Panah ast hussain
Sar daad na daad dast dar daste Yazeed
Hakkake binae Lailaha ast hussain
Karna karna har koi aakhe
Mein wi aakahan karna
Jis karne ko khushbu na aawe
Wo karna ki karna
Gulam Faridan unki tujpe akhar
Asan yaar nu raazi karna
Mein to panjatan ka gulam hun
Hua kaise tan se wo sar juda
Jahan ishk ho wahan karbala
Meri baat unki baat hai
Mere samne wohi zaat hai
Wahi jinko shere khuda kahen
Jinhen baabe Salle ala kahen
Wahi jinko aale nabi kahen
Wahi jinko zaate Ali kahen
Wahi pukhta hein mei to kham hun
Mein to panjatan ka gulam hun
Mein kamar hun zahire be nawan
Meri haisiyat hi bhala hai kya
Wo hein badshahon ke badshah
Mein hun unke dar ka bas ek gada
Mera panjatan se hai wasata
Mera nisbaton ka hai silsila
Mein fakeere khairul anam hun
Mein to panjatan ka gulam hun
Comments
Post a Comment