Lajpaal Ali || Manqabat Lyrics || Abdul Qadir Attari

Kabhi Deewaar hilti hai , Kabhi Dar kaamp jaata hai
Ali ka Naam Sun kar , Ab bhi Khaybar kaamp jaata hai

Lajpaal Ali , Lajpaal Ali , Lajpaal Ali , Lajpaal Ali

Zarb Teri Zarbe Haq hai Quwwate Parwardighaar
Lajpaal Ali , Lajpaal Ali

Sitam ke muqaabil Madadghaar Ali Ali
Allah de Sheron ka Shedaar Ali Ali
Jab Jab ho mushkil , ho lalkaar Ali Ali
Khaybar ho Khandak ho Har baar Ali Ali
Ali rehnumaa hai Saahibe Zulfiqaar

Lajpaal Ali , Lajpaal Ali
Zarb Teri Zarbe Haq hai Quwwate Parwardighaar
Lajpaal Ali , Lajpaal Ali

Waliyaan de seenan da Aye Saaj Ali Ali
Mominaan di bas Aye Meraaj Ali Ali
Jinaa da na koi , Ali onaa da bharam
Maula Maula Maula Ali Maula

Lajpaal Ali , Lajpaal Ali
Zarb Teri Zarbe Haq hai Quwwate Parwardighaar
Lajpaal Ali , Lajpaal Ali

Haidar Karam Haidar Ataa , Har Dard ki Haidar Dawaa
Rehnumaa Hamare Ali hein Abu Turaab
Hein Raaz Ibaadat ki , Haidar khuli Kitaab
Ali hai Wilaayat ka Pehlaa kareena
Tasawwuf Samandar Ali hein Safeenaa
Ali Pehswaa hai Saahibe Asraa

Lajpaal Ali , Lajpaal Ali
Zarb Teri Zarbe Haq hai Quwwate Parwardighaar
Lajpaal Ali , Lajpaal Ali

Agar Ali ki aqeedat se inhiraaf kiya
To kya Namaaz padhi , Kaisa Aetikaaf kiya
Ali Wali se adaawat hai Tere Dil mein to fir
Ali ki Jaa-e-Wilaadat ka kyun tawaaf kiya

Lajpaal Ali , Lajpaal Ali
Zarb Teri Zarbe Haq hai Quwwate Parwardighaar
Lajpaal Ali , Lajpaal Ali


Comments

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu