Zubaan ke saath Dil bolaa Ali Maula Ali Maula Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी || Muhammad Zahid Khalil Qadri

Roman(Eng) :

Zubaan ke saath Dil bolaa Ali Maula Ali Maula
Kali boli Chaman bolaa Ali Maula Ali Maula

Ali Jis Jaah huye paida ke Wo Darbaar Aalaa hai
Ke Wo Maula na kyun kar hon Jinhein Maula ne paala hai
Uthaa kar Haath maidaan mein Nabi ne raaz ye kholaa
Jiska Mein Nabi Maula Huye Uske Ali Maula

Zubaan ke saath Dil bolaa Ali Maula Ali Maula

Ali hein Baadshaahe Mann Ali Mushkil kushaa-e-mann
Ali ki Baadshaahi hai Ali Hubbe Ilaahi hai
Har-ek mizaan mein tola Ali Maula Maula

Zubaan ke saath Dil bolaa Ali Maula Ali Maula

Qaseedaa jab padhaa Meine Ali Maula ka Mehfil mein
Ali ka har Shajar bola Ali Maula Ali Maula

Zubaan ke saath Dil bolaa Ali Maula Ali Maula

हिंदी : 

जुबां के साथ दिल बोला अली मौला अली मौला
कली बोली चमन बोला अली मौला अली मौला


अली जिस जाह हुए पैदा के वो दरबार आला था
के वो मौला न क्युं कर हों जिन्हें मौला ने पाला है
उठा कर हाथ मैदां में नबी ने राज़ ये खोला
जिसका में नबी मौला हुए उसके अली मौला

जुबां के साथ दिल बोला अली मौला अली मौला

अली हैं बादशाहे मन्न अली मुश्किल कुशा-इ-मन्न
अली की बादशाही है अली हुब्बे इलाही है
हर एक मीज़ान में तौला अली मौला अली मौला

जुबां के साथ दिल बोला अली मौला अली मौला

क़सीदा जब पड़ा मैंने अली मौला का महफ़िल में
अली का हर शजर बोला अली मौला अली मौला

जुबां के साथ दिल बोला अली मौला अली मौला

Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Hum Apne Nabi Pak se yun Pyar karenge Lyrics / हम अपने नबी पाक से यूँ प्यार करेंगे

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya Lyrics / गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया

Dekhte kya ho Ahle Safa Lyrics / देखते क्या हो अहले सफ़ा / دیکھتے کیا ہو اہلِ صفا