Koi Salika hai aarzu ka
Na Bandagi meri bandagi hai
Ye Sab Tumhara karam hai Aqa
Ke Baat ab tak bani hui hai
Ata kiya mujko darde ulfat
Kaha thi ye pur khata ki kismat
Mai is karam ke kaha tha kabil
Huzur ki banda parvari hai
Ye sab Tumhara karam hai Aqa
Kisi ka ehsan kyu uthayen
Kisi ko halat kyu bataein
Tumhi se mange ge Tumhi doge
Tumhare dar se hi loh lagi hai
Ye sab Tumhara karam hai Aqa
Amal ki mere aesas kya hai
Bajuz nadamat ke paas kya hai
Rahe salamat tumhari nisbat
Mera to ek asara yahi hai
Ye sab Tumhara karam hai Aqa
Hai kaba bhi marja e khanaek
Bahot numaya hai ye hakaik
Magar jo maksood aashiki hai
Huzur ke dar ki hazari hai
Ye sab Tumhara karam hai Aqa
Bashir kahiye Nazir kahiye
Unhe siraje munir kahiye
Jo sar basar hai kalame rabbi
Vo mere aqa ki zindagi hai
Ye sab Tumhara karam hai Aqa
Tajalliyon ke kafil tum ho
Murad kalbe khalil tum ho
Khuda ki roshan dalil tum ho
Ye sab tumhari hi roshni hai
Ye sab Tumhara karam hai Aqa
Yahi hai Khalid asase Rehmat
Yahi hai Khalid bina e azmat
Nabi ka irfan bandagi hai
Nabi ka irfan zindagi hai
Ye Sab Tumhara karam hai Aqa
Ke Baat ab tak bani hui hai
Ata kiya mujko darde ulfat
Kaha thi ye pur khata ki kismat
Mai is karam ke kaha tha kabil
Huzur ki banda parvari hai
Ye sab Tumhara karam hai Aqa
Kisi ka ehsan kyu uthayen
Kisi ko halat kyu bataein
Tumhi se mange ge Tumhi doge
Tumhare dar se hi loh lagi hai
Ye sab Tumhara karam hai Aqa
Amal ki mere aesas kya hai
Bajuz nadamat ke paas kya hai
Rahe salamat tumhari nisbat
Mera to ek asara yahi hai
Ye sab Tumhara karam hai Aqa
Hai kaba bhi marja e khanaek
Bahot numaya hai ye hakaik
Magar jo maksood aashiki hai
Huzur ke dar ki hazari hai
Ye sab Tumhara karam hai Aqa
Bashir kahiye Nazir kahiye
Unhe siraje munir kahiye
Jo sar basar hai kalame rabbi
Vo mere aqa ki zindagi hai
Ye sab Tumhara karam hai Aqa
Tajalliyon ke kafil tum ho
Murad kalbe khalil tum ho
Khuda ki roshan dalil tum ho
Ye sab tumhari hi roshni hai
Ye sab Tumhara karam hai Aqa
Yahi hai Khalid asase Rehmat
Yahi hai Khalid bina e azmat
Nabi ka irfan bandagi hai
Nabi ka irfan zindagi hai