Posts
Showing posts with the label I
- Get link
- X
- Other Apps
I Love Muhammad | Mera Pyar Mustafa - English mera pyar pyar pyar mustafa mera pyar pyar pyar mustafa kya pesh karun jaanaan kya chiz hamari hai ye dil bhi tumhara hai ye jaan bhi tumhari hai I Love Muhammad I Love Muhammad I Love Muhammad Mustafa naam-e-ahmad hamein jaan se pyara is pe qurbaan sab kuchh hamara zulm jitna bhi tum chahe karlo phir bhi lab pe rahega ye naara I Love Muhammad I Love Muhammad I Love Muhammad Mustafa mera pyar pyar pyar mustafa ishq ke naghme sab ko suna de sari duniya ko mil kar bata de ye sahaaba se sikha hai hamne apna sab kuchh nabi par luta de I Love Muhammad I Love Muhammad I Love Muhammad Mustafa chand ke tukde jisne kiye hein ped bhi qadmon mein juk gaye hein jisne kankar ko kalma padhaya do jahaan jiski khatir bane hein I Love Muhammad I Love Muhammad I Love Muhammad Mustafa main tere qurbaan muhammad main tere qurbaan pyare aaqa ne paya wo rutba karte hein ghair bhi unka charcha kya karoge ye banne...
- Get link
- X
- Other Apps
itr-e-sunnat baantata hai aye mere attar tu itr-e-sunnat baantata hai aye mere attar tu sari duniya ke kinaron se sada aane lagi ban chuka hai aashikon ka qafila salaar tu ahl-e-sunnat ke liye hai sahib-e-shahkar tu itr-e-sunnat baantata hai aye mere attar tu tu jahaan ke aashikon ke dil ki dhadkan ban gaya murshid aisa itr laga do batin-zahir sab mehka do aal ka sadqa nek bana do shukhri hove main tol itr-e-sunnat baantata hai aye mere attar tu ahl-e-shar wo gham kare ahl-e-sunan ko gham nahin fitna-e-batil ki rah mein ban gaya diwaar tu ahl-e-sunnat ke liye hai sahib-e-shahkar tu itr-e-sunnat baantata hai aye mere attar tu roshni ye bhar ke aalam ki fiza par chha gayi mash'al-e-ahmad raza hai aur mash'al daar tu ahl-e-sunnat ke liye hai sahib-e-shahkar tu itr-e-sunnat baantata hai aye mere attar tu badr mein is ahad mein dekha na tujhsa dusra noori imama noori dadi faiz ena da jag te jari turjandene jede paase aejanda ae shor ...
- Get link
- X
- Other Apps
ilahi! ronak-e-islaam ke saaman paida kar ilahi! ronak-e-islaam ke saaman paida kar dilon mein mominon ke ulfat-e-quraan paida kar jo dil murdaar hai, ghaafil namaaz-e-panjagana se ilahi! apni rehmat se tu un mein jaan paida kar fana ho jaaen par teri ibaadat se na gaafil hon musalmaanon mein aisa josh ya rehmaan paida kar ilahi! qaum ki haalat digar-ghun hoti jaati hai jahaan mein phir koi siddiq sa insaan paida kar khuda-wanda! mita jaata hai ab insaaf duniya se umar sa phir koi aadil azim-us-shaan paida kar kare fi-naar jo ke lashkar-e-aa'da ko aye ya rab! ali sa sher-e-yazdaan, haidar-e-zee-shaan paida kar hila de naara-e-taqbeer se baatil ki buniyaadein musalmaanon mein aisa jazba-e-imaan paida kar dikha de ya ilahi! wo madina kaisi basti hai jahaan par raat-din maula teri rahmat barasti hai madina jisko kehte hein wo ek gulzaar basti hai ke jisko ...
- Get link
- X
- Other Apps
ik khawab sunawan purnoor fizawan Naat-Khwaan: Rahat Fateh Ali Khan ya nabi salam alaik ya rasool salam alaik salawatulla alaik ya rasool salam alaik ya nabi salam alaik ya habib salam alaik ik khawab sunawan ik khawab sunawan ik khawab sunawan purnoor fizawan aaqaa da mohalla jine arsh nu aala kadi aan farishte kadi jaan farishte sade azlon jud gaye, aaqa naal rishte oh karmaan wala weda, palkaan nal chumda jaawan ik khawab sunawan ik khawab sunawan rab le gaya mennu jado shahar madine ik haji laaya menu gut ke sine kadi piwaan zamzam, kadi padaan namazan meri pahonch jetho tak, mein deya niyazan rab sohne pal wich suneya, mere dil diyan sab duawan ik khawab sunawan ik khawab sunawan aaqaa da weda, palkaan di dhaari dil kare guzara, othe umar mein sari kaabe...
- Get link
- X
- Other Apps
itna kafi hai zindagi ke liye itna kafi hai zindagi ke liye rakh le aqa jo naukari ke liye tak ke unko ayyub ke ghar mein mahel tarse hein jopdi ke liye itna kafi hai zindagi ke liye rakh le aqa jo naukari ke liye aa gaye qabr mein bhi chhudwane dard kitna hai ummati ke liye lambe sajde kiye nabi ne kaha ae nawase teri khushi ke liye deed mangi hai unki ye hatim maine bas waqt-e aakhri ke liye chand suraj bhi unke kadmon mein roz aate hein roshni ke liye इतना काफ़ी है ज़िंदगी के लिए इतना काफ़ी है ज़िंदगी के लिए रख ले आका जो नौकऱी के लिए तक के उनको अय्यूब के घर में महल तरसे हैं झोपड़ी के लिए इतना काफ़ी है ज़िंदगी के लिए रख ले आका जो नौकऱी के लिए आ गए क़ब्र में भी छुड़वाने दर्द कितना है उम्मती के लिए लंबे सज्दे किए नबी ने कहा ए नवासे तेरी खुशी के लिए दीद मांगी है उन...
- Get link
- X
- Other Apps
imdaad-kun imdaad-kun, az ranj-o-Gam aazaad kun - English imdad-kun imdad-kun, az ranj-o-gham aazad kun dar deen-o-duniya shaad kun, ya ghaus-e-aa'zam dast-geer! tere haath mein haath maine diya hai tere haath hai laaj ya ghaus-e-aa'zam! imdad-kun imdad-kun, az ranj-o-gham aazaad kun dar deen-o-duniya shaad kun, ya ghaus-e-aa'zam dast-geer! nikaala hai pahele to doobe huon ko aur ab duubton ko bacha ghaus-e-aa'zam! imdad-kun imdad-kun, az ranj-o-gham aazaad kun dar deen-o-duniya shaad kun, ya ghaus-e-aa'zam dast-geer! bhanvar mein fasa hai safeena hamaara bacha ghaus-e-aa'zam! bacha ghaus-e-aa'zam! imdad-kun imdad-kun, az ranj-o-gham aazaad kun dar deen-o-duniya shaad kun, ya ghaus-e-aa'zam dast-geer! qasam hai ke mushkil ko mushkil na paaya kaha humne jis waqt ya ghaus-e-aa'zam! imdad-kun imdad-kun,...
- Get link
- X
- Other Apps
ibn-e-muslim musibat ke maare dono.n maasum , muslim ke pyaare firte the jaa.n chhupaate be-chare paanw me.n unke chhale pade the aur jeene ke laale pade the tanha jungle me.n the be-sahaare ibn-e-muslim musibat ke maare humse puchhengi maa ye bataao haal baaba ka apne sunaao kya bataaenge hum gham ke maare ibn-e-muslim musibat ke maare chup rahengi haa.n ! aankhe.n bahengi kaise amma ye sadma sahengi jab sunengi gaye wo tumhare ibn-e-muslim musibat ke maare dekhi hoti jo baaba ki turbat karte quraan ki jaa kar tilaawat ab kahaa.n jaaye.n hum be-sahaare ibn-e-muslim musibat ke maare bola bhai , karo sabr bhai ! sabr hi me.n hai apni bhalaaee he.n ye taqdeer ke sab nazaare ibn-e-muslim musibat ke maare hai ye pardes mere biraadar ! kyu.n rulaate ho tum humko ro kar sun le , ro-na na dushman hamare ibn-e-muslim mus...
- Get link
- X
- Other Apps
izn-e-taiba mujhe sarkar-e-madina dedo izn-e-taiba mujhe sarkar-e-madina dedo le chale mujhko jo tayba wo safeena dedo yaad-e-tayba mein tadapne ka kareena dedo chashm-e-tar soze jigar shahe madina dedo chaar yaaron ka tujhe wasita deta hoon shaha apna gham mujhko shahensha-e-madina dedo sadqa shahzadi-e-kaunain ka pyare aaqa mujhko dedo mere sarkar-e-madina dedo waqt-e-akhir hai chali jaan rasool-e-akram ik jhalak apni shahensha-e-madina dedo kasrat-e-maal ki aadat se bacha kar aaqa apne attar ko ulfat ka khazeena dedo इज़्न-ए-तैबा मुझे सरकार-ए-मदीना दे दो इज़्न-ए-तैबा मुझे सरकार-ए-मदीना दे दो ले चलें मुझको जो तैबा वो सफीना दे दो याद-ए-तैबा में तड़पने का करीना दे दो चश्म-ए-तर, सोज़-ए-जिगर, शाह-ए-मदीना दे दो चार यारों का तुझे वसीला देता हूं शाहा अपना ग़म मुझको शहंशाह-ए-मदीना दे दो सदक़ा शहज़ादी-ए-कौनैन का प्यारे आका मुझको दे दो, मेरे ...
- Get link
- X
- Other Apps
ilahi teri chokhat par bhikari ban ke aaya hun ilahi teri chokhat par bhikari ban ke aaya hun sarapa faqr hun ijzzo nadamat sath laya hun bhikari wo ke jiske paas jholi hai na pyala hai bhikari wo jise hirso havas ne maar dala hai mata-e-deeno danish nafs ke hathon se lutwa kar sukun-e-qalb ki daulat havas ki bhet chadwa kar luta kar sari punji ghaflato isyaan ki daldal mein sahara lene aaya hun tere qaabe ke aanchal mein gunahon ki lipat se kaynat-e-qalb afsurda irad-e-muzmahil himmat shikasta hosale murda kahan se laaun takat dil ki sachi tarjumani ki kis janjhal mein guzri hain gadhiyan zindagani ki khulasa ye ke bas jhal bhun ke apni roo siyahi se sarapa faqr ban kar apni halat ki tabahi se tere darbar mein laya hun apni ab zabuhali teri chokhat ke layik har amal se hath hain khali ye tera ghar hai tere maher ka darbar hai maula sarapa noor hai ek mohba...
- Get link
- X
- Other Apps
ek main hi nahin un par qurbaan zamaana hai ek main hi nahin un par qurbaan zamaana hai jo rabb-e-do aa'lam ka mahboob yagaana hai kal pul se hamein jisne, khud paar lagaana hai zahra ka wo baaba hai, hasnain ka naana hai ek main hi nahin un par qurbaan zamaana hai jo rabb-e-do aa'lam ka mahboob yagaana hai aao dar-e-zahra par failaaye hue daaman hai nasl kareemon ki, lajpaal gharaana hai ek main hi nahin un par qurbaan zamaana hai jo rabb-e-do aa'lam ka mahboob yagaana hai izzat se na mar jaayein, kyun naam-e-muhammad par yunhi kisi din humne duniya se toh jaana hai ek main hi nahin un par qurbaan zamaana hai jo rabb-e-do aa'lam ka mahboob yagaana hai sarkaar-e-madina ki hun pasht-e-panaahi mein duniya ki hai kya parwaah, dushman jo zamaana hai ...
- Get link
- X
- Other Apps
Roman(ENG): isliye to jaate he.n , ummati madine me.n mustafa banaate he.n , jannati madine me.n apne ghar ki chokhat ko , fir na mud ke dekhunga mustafa ataa kar de.n , jopdi madine me.n isliye to jaate he.n , ummati madine me.n mustafa banaate he.n , jannati madine me.n aap agar bula lenge , ya nabi ! madine me.n umar bhar karunga mai.n , naukari madine me.n isliye to jaate he.n , ummati madine me.n mustafa banaate he.n , jannati madine me.n mai.n nabi ka aashiq hu.n , maar bhi agar doge rooh meri chupke se , jayegi madine me.n isliye to jaate he.n , ummati madine me.n mustafa banaate he.n , jannati madine me.n mai.n buharu.n palko.n se , mustafa ki chokhat ko kaash mujko mil jaaye , naukari madine me.n isliye to jaate he.n , ummati madine me.n mustafa banaate he.n , jannati madine me.n kaun hai ye diwaana , kiska hai ye diwaana jannat me.n bhi kehta hai , jaana hai madine me.n isliye to jaate he.n , ummati madine me.n mustafa banaate he.n , jannati madine me.n kaun hai tera ra...
- Get link
- X
- Other Apps
Roman(ENG): Iman hai Qale Mustafaee Quraan hai Hale Mustafaee Roshan kar Qabr be-kason ki Aye Sham-e-Jamale Mustafaee Andher hai be Tere Mera Ghar Aye Sham-e-Jamale Mustafaee Muj ko Shab-e-gham dara rahi hai Aye Sham-e-Jamale Mustafaee Aankhon mein chamak ke Dil mein aaja Aye Sham-e-Jamale Mustafaee Meri Shab tar Din banade Aye Sham-e-Jamale Mustafaee Chamka de nasib-e-bad nasibaan Aye Sham-e-Jamale Mustafaee Dil sard hai Apni lau laga de Aye Sham-e-Jamale Mustafaee Mere Dil-e-murda ko jila de Aye Sham-e-Jamale Mustafaee Gham hon gataein gham ki chhai Aye Sham-e-Jamale Mustafaee Taarik hai raat gham zado ki Aye Sham-e-Jamale Mustafaee Ho Donon jahaan mein munh ujala Aye Sham-e-Jamale Mustafaee Aankhein Teri rah tak rahi hein Aye Sham-e-Jamale Mustafaee Tariki-e-ghor se bachana Aye Sham-e-Jamale Mustafaee Lillah Idhar bhi koi fera Aye Sham-e-Jamale Mustafaee Taqdir chamak uthe RAZA ki Aye Sham-e-Jamale Mustafaee हिंदी(HINDI): ईमान है काले मुस्तफ़ाई क़ुरआन...
- Get link
- X
- Other Apps
Roman(Eng): Ilahi koi Aesa Intezaam ho jaaye Dare Rasool pe Mera Salaam ho jaaye Ilahi Is se badh kar Aarazu-E-Dil nahin koi Ilahi Is se badh kar Maksad-E-Saaeel nahin koi Ilahi Is se badh kar Ishq ka haaseel nahin koi Muhammad saamne ho aur ye Mera dam nikal jaye Ilahi koi Aesa Intezaam ho jaaye Dare Rasool pe Mera Salaam ho jaaye Jab Noore Mujassam se hai Donon Jahaan roshan Fir Mere Muqaddar ko jaga kyun nahin dete Ud kar mein pahunch jaaun Madine ki Faza mein Mere Par jibraeel laga kyun nahin dete Ilahi koi Aesa Intezaam ho jaaye Dare Rasool pe Mera Salaam ho jaaye Armaan Mere Dil se mita kyun nahin dete Sarkaar Madine mein bula kyun nahin dete Deedaar bhi hota rahe Har waqt muyassar Qadmon mein Shaha Apne sula kyun nahin dete Ilahi koi Aesa Intezaam ho jaaye Dare Rasool pe Mera Salaam ho jaaye Ilahi Aarazu-E-Deedare purnam nikal jaaye Nikal jaaye majaale koshishe bekham nikal jaaye Khalil Warsi ke Dil se pecho gam nikal jaaye Muhammad kehte kehte Mera ye dam n...
- Get link
- X
- Other Apps
Roman (Eng): Inshaa-Allah saare Roze rakkhunga Ramzaan mein Namaaz pad ke Rabb ko Raazi kar lung Ramzaan mein Ramzaan Ramzaan Ramzaan Ramzaan Ramzaan Ramzaan Ramzaan Ramzaan Allah ka Ahesaan hai , Ataa kiya Ramzaan hai Shukre Maulaa karte rehnaa , Momeen ki pahechaan hai Inshaa-Allah saare Roze rakkhunga Ramzaan mein Namaaz pad ke Rabb ko Raazi kar lung Ramzaan mein Jannat ke Darwaaze khulte hein Maahe Ramzaan mein Bakhshish ke Parwaane bant'te hein Maahe Ramzaan mein Mein bhi bakhshish ka Parwaana Paaungaa Ramzaan mein Inshaa-Allah saare Roze rakkhunga Ramzaan mein Namaaz pad ke Rabb ko Raazi kar lung Ramzaan mein Har bacche ki khwaahish hoti hai Rozaa Kushaaee ki Kehta hai Ye Har bacchaa kab Meri baari aayegi Mein bhi Roze ki Lazzat ko paaungaa Ramzaan mein Inshaa-Allah saare Roze rakkhunga Ramzaan mein Namaaz pad ke Rabb ko Raazi kar lung Ramzaan mein Din mein Roze rakh kar Jo Raaton ko Taraaweeh padtaa hai Maula Uske pichhle sab jurmon ki bakhshish kartaa hai Apne Gunaah...
- Get link
- X
- Other Apps
Ya Imame Musa Kazim Ya Imame Musa Kazim Ishq hai Ham par Jinka Lazim Musa Kazim Musa Kazim Ham hein Jinke Dar ke Mulazim Musa Kazim Musa Kazim Ishq hai Ham par Jinka Lazim Musa Kazim Musa Kazim Aale Nabi se Bugzo Adawat Karne walon par ho la'anat Gharq hue hein Tere Shatim Musa Kazim Musa Kazim Ishq hai Ham par Jinka Lazim Musa Kazim Musa Kazim Joodo sakha hai Shan Tumhari Afwo Karam hai Kaam Tumhara Ham bhi rahenge Saeel Daeem Musa Kazim Musa Kazim Ishq hai Ham par Jinka Lazim Musa Kazim Musa Kazim Jiska Koi Kaam ruka ho Mushkil Kaisi sar pe khadi ho Aao Ujagar ban kar Khadim Musa Kazim Musa Kazim Ishq hai Ham par Jinka Lazim Musa Kazim Musa Kazim Naat Khwan : Hafiz Tahir Qadri Click Here to view all naats of Hafiz Tahir Qadri
Related Lyrics
Quran Shareef
Popular Naat Lyrics
Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर
Al Madad — Peeraan-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Immerse yourself in the heartfelt naat "Al Madad Peeraan-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer " . Below , you will find the complete lyrics presented in Roman Urdu , Hindi (Devanagari) , and Urdu (Rasm-ul-Khat) , so that every reader may connect and recite. If you enjoy this piece, explore more devotional naats and translations on naat-e-sarkar.com Al-Madad Peeran-e-Peer, Ghaus-e-Azam Dastageer ek roohani manqabat hai jo Hazrat Ghaus-e-Azam Shaykh Abdul Qadir Jilani رحمتہ اللہ علیہ ke rutba, karamaat aur maqam-e-wilayat ko bayan karti hai. Is kalam mein unki roohani qudrat, Ali al-Murtaza aur Hasnain ka saaya aur murdo ko zinda karne ki karamaat ka zikr hai. al-madad peeraan-e-peer, gaus-e-aa'zam dastageer! al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer ! rutba ye wilaayat me.n , ky...
Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا
Here is Full Lyrics of Madani Sehra "Fazl-e-Rabb-e-Paak se Beta mera Dulha bana" in English, Hindi and Urdu written by Maulana Ilyas Attar Qadri, naat khwan Hafiz Tahir Qadri fazl-e-rabb-e-paak se, beta mera dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana fazl-e-rabb-e-paak se , beta mera dulha bana khushnuma khushrang phoolo.n ka hai sar sehraa sajaa dulha bana dulha bana inko khushiyaa.n do Jahaa.n me.n tu ataa kar kibriyaa ! inpe ranj-o-gham ki na chhaye kabhi kaali ghata dulha bana dulha bana tu sadaa rakhna salaamat inka jhoda ya KHuda ! koi bhi jagda na ho , aapas me.n , aye rabb-ul-ula ! dulha bana dulha bana meethe meethe ho.n madine ke inhe.n munne 'ataa meethi meethi ho.n madine ki inhein munniyaan 'ataa waasta ya rabb ! madine ki mubaarak khaak ka dulha bana dulha bana is tarha mehka kare ye gh...
Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन
Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim sabse ulaa wa aala hamara nabi sabse bala wa wala hamara nabi apne maula ka pyara hamara nabi donon aalam ka dulha hamara nabi allaahumma salli-'ala sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim laakhon aae yahaan aur laakhon gae unche unche shahenshah yahaan na rahe kitne diye jale jalke phir bujh gae kya khabar kitne taare khile chhup gae par na doobe na dooba hamara nabi allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim jinke talwon ka dhowan hai aab-e-hayaat hai wo jaan-e-masiha hamara nabi khalq se auliya, auliya se rusool aur rasuulon se aala hamara nabi kaun deta hai dene ko munh chahiye dene wala hai sachcha hama...
Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है
kya bataun ki kya madina hai kya bataun ki kya madina hai bas mera mudda'aa madina hai uth ke jaaun kahan madine se kya koi dusra madina hai kya bataun ki kya madina hai uski aankhon ka noor to dekho jiska dekha hua madina hai kya bataun ki kya madina hai dil mein ab koi aarzu hi nahin ya muhammad hai ya madina hai kya bataun ki kya madina hai duniya wale to dard dete hein zakhmi dil ki dawa madina hai kya bataun ki kya madina hai mere aaqa! mujhe bula lijiye mujhko bhi dekhna madina hai kya bataun ki kya madina hai dil fida hai madine wale pa...
Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام
shaah-e-do 'aalam salaam assalaam shaah-e-do 'aalam salaam assalaam Gariibo.n ke hamdam salaam assalaam karo duur har Gam salaam assalaam har aankh hoke pur-nam salaam assalaam shaah-e-do 'aalam salaam assalaam a Gariibo.n ke hamdam salaam assalaam rabb ne baDe pyaar se me'raaj me.n kahaa rahne do naa'lain ko aa jaao mustafaa qadam-e-mustafaa ka liyaa arsh ne bosaa jhuum uthe saare malaa.ik o marhabaa maa.nge jo nabii rab ne vo diyaa rab ne jo diya, nabii ne vo liyaa jhuuka 'arsh-e-aa'zam salaam assalaam shaah-e-do 'aalam salaam assalaam Gariibo.n ke hamdam salaam assalaam aapne jo kar diyaa u.nglii ka ishaaraa chaand do tukDe hua qurbaan ho gayaa jab namaaz-e-'asr 'ali ki hui qazaa aapne suraj ko dubaaraa palat diyaa aap jo kiye, mo'jize bane aap ...
Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा
baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad hai pyaara baghdaad hai pyaara kehte hein jise sab hai bahot khoob wahi hai har 'aashiq-e-sarkaar ka matloob wahi hai allah ke mahboob ka mahboob wahi hai ek baar jo dekh aaye wo jaata hai dobaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara rahmat ka khazeena hein wo baGdaad ki galiyaan tasweer-e-madina hein wo baGdaad ki galiyaan jannat ka nageena hein wo baGdaad ki galiyaan bahta hai sada rahmat-o-anwaar ka dhaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara chaadar wahaan rahti hai tani hasani-husaini har samt wahaan chhanw mili hasani husaini khushbu hai fazaaon mein basi hasani husaini baGdaad ka dulha hai, 'ali ka hai dulaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara us dar ki mohabbat hai madine ki mohabbat us dar ki inaayat hai madine ki ina...
Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा
koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera ho jo haatim ko muyassar ye nazaara tera keh uthe dekh ke bakhshish mei.n ye rutba tera waah! kya jood-o-karam hai shah-e-bat.ha tera nahi.n sunta hi nahi.n maangne waala tera kuchh bashar hone ke naate tujhe khud-sa jaanei.n aur kuchh mahez payaami hi KHuda ka jaanei.n inki auqaat hi kya hai ke ye itna jaanei.n farsh waale teri shoqat ka 'uloo kya jaane KHush-rawaa.n 'arsh pe udta hai pharera tera mujhse naa-chiz pe hai teri 'inaayat kitni tune har gaam pe ki meri himaayat kitni kya bataau.n teri rahmat mei.n hai wus'at kitni ek mai.n kya meri 'isyaa.n ki haqiqat kitni mujhse so-laakh ko kaafi hai ishaara tera kaee pushto.n se ghulaami ka ye rishata hai bahaal yahi.n tiflee -o-jawaani ke guzaare mah-o-saal ab budhaape mei.n KHudaara ! na hamei.n dar se nikaal tere tukdo.n pe pale ghair ki thok...
Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ
labbaik ya rasool-allah ! labbaik ya rasool-allah ! labbaik ya rasool-allah ! labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! khud ko mita denge, hum jaan luta denge naamus-e-aaqa par, hum sar kataa denge labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! haazir hei.n, haazir hei.n, haazir hei.n hum labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! kariya-kariya, basti-basti, zikr nabi ka aam karo pyaare aaqa ke diwaano.n ! haath mei.n daale haath chalo hubb-e-nabi ka har dil mei.n, tum jaa ke deep jalaao unche mei.n uncha nabi ka janda, ghar-ghar mei.n lehraao khud ko mita denge, hum jaan luta denge naamus-e-aaqa par, hum sar kataa denge labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! haazir hei.n, haazir hei.n, haazir hei.n hum labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! ibn-e-'ali ne karbo-bala mei.n tum ko ye paighaam diya yaad rakkho, pyaare aaqa ne tum ko paak nizaam diya tod do baahu ...
Sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon Lyrics / सरकार का नौकर हूँ कोई आम नहीं हूँ
sarkar ka naukar hu.n koi aam nahi hu.n Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri itna kaafi hai zindagi ke liye rakh le.n sarkar jo naukari ke liye sarkar ka naukar hu.n koi aam nahi hu.n duniya ke kisi shobe mein nakaam nahi hu.n sarkar ka naukar hu.n koi aam nahi hu.n mere nijaat ka yahi raasta dikhai de allah mujko makka madina dikhai de roza-e-mustafa hai jaha.n par aye momino.n aashiq wahi.n pe jeeta aur marta dikhai de sarkar ka naukar hu.n koi aam nahi hu.n duniya ke hukmarano.n se darta nahi.n kabhi dollar se ya riyal se bikta nahi.n kabhi jis zehn me.n samaya hai faqat dast-e-karbala momin wo sar kataata hai jukta nahi.n kabhi sarkar ka naukar hu.n koi aam nahi hu.n aaqa ka faisala wahi qudrat ka faisala mehshar mein hoga unki shafa'at ka fai...
Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है
wo mera nabi mera nabi mera nabi hai Naat-Khwaan: Zohaib Ashrafi Laiba Fatima wo jiske liye mahfil-e-kaunain saji hai firdaus-e-bari jiske wasile se bani hai wo haashmii makki madani ul 'arabii hai wo mera nabi mera nabi mera nabi hai ahmad hai mohammad hai wah KHatm-e-rasuul hai maKHduum o murabbii hai wahi vaalii-e-kul hai us par hi nazar saare zamane ki lagi hai wo mera nabi mera nabi mera nabi hai wash-shams o wad-duHa chehra-e-anwar ki jalak hai wal-layl saza gesuu-e-hazrat ki latak hai 'aalam ko ziya uske wasile se mili hai wo mera nabi mera nabi mera nabi hai allah ka farman "alam-nashrah la-ka sadrak" mansuub hai "wa-raf'aana la-ka zikrak" jis zaat ka quraan me.n bhi zikr-e-jalii hai wo mera nab...







.png)

