Husain Jeet gaye Lyrics || Hafiz Tahir Qadri


Ya Husain Ya Husain Ya Husain Ya Husain
Ya Husain Ya Husain Ya Husain Ya Husain

Yazeed haar gaya Yazeed haar gaya
Husain Jeet gaye Husain Jeet gaye

Ajab Ladi hai Jang bhi Husain ne Yazeed se
Bas Is se badh kar jeet kya Yazeed tha Husain hai

Takhte Yazeed mit gaya Zikre Husain reh gaya
Ye Jeet hai Wahem nahi Ye Baat koi kam nahi
Yazeed mar gaya Husain hai Husain hai Husain hai





Ya Husain Ya Husain ANTAL FATEH
Ya Husain Ya Husain ANTAL FATEH

Ye Faisala-e-Khuda hai Husain Jeet gaye
Yazeed haar gaya hai Husain Jeet gaye

Yazeed Naam koi Bacchon ka nahin rakhta
Husain Naam rakkha hai Husain Jeet gaye
Yazeed haar gaya hai Husain Jeet gaye

Shikast Asl mein Zaleem Yazidiyon ko hui
Jahan mein Shor macha hai Husain Jeet gaye
Yazeed haar gaya hai Husain Jeet gaye

Zaleel hoke Marenge Ye Kharji Kutte
Ye Naara Inki Saza hai Husain Jeet gaye
Yazeed haar gaya hai Husain Jeet gaye

Muawiya o Ali Donon Haq pe hein Sunlo
Yazeed sach mein bura hai Husain Jeet gaye
Yazeed haar gaya hai Husain Jeet gaye

Husain kehte hue Jinka Dam Nikalta hai
Unhe bhi kehna padha hai Husain Jeet gaye
Yazeed haar gaya hai Husain Jeet gaye

Yazidiyon se nikalte hi Hazrate Hurr ne
Ye Raaz Jaan liya hai Husain Jeet gaye
Yazeed haar gaya hai Husain Jeet gaye

Yazeediyon se Jo darte hein Ham Wo Log nahin
Husaini ban ke kaha hai Husain Jeet gaye
Yazeed haar gaya hai Husain Jeet gaye

Mukable pe Hazaron Yazeedi Gundon ke
Husaini Ek badha hai Husain Jeet gaye
Yazeed haar gaya hai Husain Jeet gaye

Utha ke Sar ko Ujagar Husaini banke Jiyo
Isi mein Apni baqa hai Husain Jeet gaye
Yazeed haar gaya hai Husain Jeet gaye

Naat Khwan : 

Hafiz Tahir Qadri

Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Kaba Dikha de Maula Maula Lyrics / काबा दिखा दे मौला मौला

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Kya Bataun ki Kitni hein Khubiyan Madine mein Lyrics - Aaye Jab Mere Aaqa / क्या बताऊँ कि कितनी हैं, खूबियाँ मदीने में

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ