Posts

Showing posts with the label muharram special

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics / उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम / اس حسین ابنِ حیدر پہ لاکھوں سلام

us husain ibn-e-haidar pe laakhon salaam ya husain ya husain ya husain ya husain kar liya nosh jisne shahadat ka jaam us husain ibn-e-haidar pe laakhon salaam assalaam aye husain ibn-e-haidar assalaam aye husain ibn-e-haidar jinko dhokhe se kufe bulaya gaya jinko baithe bithaye sataya gaya jinke bachon ko pyasa rulaya gaya jinki gardan pe khanjar chalaya gaya us husain ibn-e-haidar pe laakhon salaam assalaam ya husain, assalaam ya husain assalaam ya husain, assalaam ya husain jinka jannat se joda mangaya gaya jinko dosh-e-nabi pe bithaya gaya zeher bhai ko jiske pilaya gaya jisko teeron se chhalli karaya gaya assalaam aye husain ibn-e-haidar assalaam aye husain ibn-e-haidar jisne haq karbala mein ada kar diya apne nana ka wada wafa kar diya sab kuch ummat ki khaatir fida kar diya ghar ka ghar bhi supurde khuda kar diya us husain ibn-e-hai...

Husain Mere hein Lyrics /हुसैन मेरे हैं / حسین میرے ہیں

husain mere hain Naat-Khwaan: Hafiz Ahmed Raza Qadri maula husain hai mera maula husain hai husaino minni wa ana minal husain husaino minni wa ana minal husain mujhe hai naaz ke maula husain mere hain yahi to kehti hai duniya husain mere hain husain mere hain husain mere hain husain mere hain husain mere hain ye rukh hawa-e-zamana ka jisne fera hai tera wo ek hi sajda husain mere hain husain mere hain husain mere hain husain mere hain husain mere hain qaza ke baad fir mujhe nayi hayat mil gayi azaab se aur taab se mujhe nijaat mil gayi sawaal jab kiya gaya to maine keh diya husain hain maula husain hai mera maula husain hai unhi ke naam ka taweez pahenu khushboo kar milega deen ka jazba husain mere hain husain mere hain husain mere hain husain mere hain husain mere hain dahan husain ka aur thi zabaan aaqa ki labon ka lete the bosa husain m...

main husain hoon Lyrics / मैं हुसैन हूं / میں حسین ہوں

main husain hoon, main husain hoon main husain hoon, main husain hoon main husain hoon, main husain hoon main ghula-e-shaah-e-kaunain hoon main husain hoon, main husain hoon dil-e-murtaza ka main chain hoon main husain hoon, main husain hoon main shabiha-e-sarwar-e-do jahan mera lafz lafz hai haq nishaan haan main shaah-e-khuld-e-bari bhi hoon main ali ki rooh ka chain hoon main husain hoon, main husain hoon kis ne kaha ke main aam hoon main imaam ibne imaam hoon main hurmat-e-haramain hoon main husain hoon, main husain hoon main khuda ke sher ka laal hoon shaah-e-do jahan ki main aal hoon mera baba ilm ka baab hai dil-e-fatima ka main chain hoon main husain hoon, main husain hoon main husain hoon, main husain hoon main husain hoon, main husain hoon main sawaar-e-dosh-e-rasool hoon chaman-e-ali ka main phool hoon mere sar p...

Panjatan ke gharane ki kya baat hai Lyrics / पंजतन के घराने की क्या बात है / پنجتن کے گھرانے کی کیا بات ہے

panjatan ke gharane ki kya baat hai panjatan ke gharane ki kya baat hai panjatan ke gharane ki kya baat hai ibn-e haidar ne dushman ko ruswa kiya panjatan ke gharane ki kya baat hai de ke sar deen ko phir se zinda kiya panjatan ke gharane ki kya baat hai ya husain ibn-e haidar karam kijiye phir se aisa mujahid ata kijiye kar de fitnon ka duniya se jo khatama panjatan ke gharane ki kya baat hai mera abbas jo ke alamdaar hai zakhm hai, pyaas hai, phir bhi sardaar hai zakhm khaye hain phir bhi na shikwa kiya panjatan ke gharane ki kya baat hai wo shabih-e nabi akbar-e naujawan jinke zakhmon pe roye zameen aasmaan karbala ki zameen pe jo qurbaan hua panjatan ke gharane ki kya baat hai naaz furqan nisbat pe apni karo unki ta'zeem har aan karte raho kaam aayega mahshar mein ye waasta panjatan ke gharane...

Ya Husain Ibne Ali Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی in English Hindi Urdu

ya husain ibne ali kehte hain ye saare ghulaam ya husain ibne ali kehte hain ye saare ghulaam sab ghulaam aapko salaam, aapko salaam teer laga nanhe asghar ko, phool sa chehra murjhaaya dekh shaherbanu, bachche ko god mein leke farmaaya hoze kausar ka pee lena jaam, aapko salaam ya husain ibne ali kehte hain ye saare ghulaam sab ghulaam aapko salaam, aapko salaam jabr ke aage sabr khada tha, zulm-o-sitam ko rok kar jinko hua deedaar khuda ka, khanjar ki us nok par dekho shaheedon ka hai ye maqaam, aapko salaam ya husain ibne ali kehte hain ye saare ghulaam sab ghulaam aapko salaam, aapko salaam jinki peshaani ka bosa pyaare nabi farmaate the bachpan mein jibraeel-e-ameen bhi jhula jhulaane aate the wo hain nawaasa-e-khairul anam, aapko salaam ya husain ibne ali kehte hain ye saare ghulaam sab ghulaam aapko salaam, aapko salaam aye husain ibne ali, zohra ke dilbar assalaam aye shaheed-e-karbala, aye deen ke raahbar assalaam karbala mein aapne haq ke liye hai ...

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar Lyrics / मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर / مرحبا مرحبا، اے علی کے پسر

marhaba marhaba, aye ali ke pisar marhaba marhaba, aye ali ke pisar! tum pe laakhon karodon durood-o-salaam saiyyada fatima ke aye lakh-e-jigar! tum pe laakhon karodon durood-o-salaam marhaba marhaba, aye ali ke pisar! pairawi ki muhammad ke paighaam ki aabroo tumne rakh li hai islam ki tum se shaadaab deen-e-nabi ka shajar tum pe laakhon karodon durood-o-salaam marhaba marhaba, aye ali ke pisar! zaalimon ne kiye hain sitam pe sitam dagmagaaye na phir bhi tumhaare qadam khud ko qayam rakha, sabr-o-imaan par tum pe laakhon karodon durood-o-salaam marhaba marhaba, aye ali ke pisar! bhai, bete, bhatije shaheed ho gaye aap karbala mein tanha faqat reh gaye phir bhi baatil ke aage, jhukaaya na sar tum pe laakhon karodon ...

Rooh-e-Shabbir wo Manzar to bata Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

rooh-e-shabbir wo manzar to bata rooh-e-shabbir wo manzar to bata jab hui shehre madina se judai hogi ye to zainab hi bata sakti hai laut kar kaise madine mein wo aayi hogi kar ke roze ki taraf chehra ye bole shabbir ham rahe ya na rahe nana huzur hashr tak aapki ummat ki bhalai hogi rooh-e-shabbir........... lash akbar ki utha laye jo khaimo mein husain shehrabano hi bata sakti hai kis gazab ki wo qayamat thi jo tuti hogi rooh-e-shabbir........... jalte khaimo mein julasti wo sakina masum aye falak tune ye kaise dekha turbate zahra madine mein dahelti hogi rooh-e-shabbir........... rakh ke lashon ko qitaron mein ye bole shabbir tu jo razi hai to ham razi hein sare tasleem ke teri yahi marzi hogi rooh-e-shabbir........... hoke tayyar chale shah jo karbal ki taraf ye sakina ko koi ja dekhe kis tarha gode ki tango se wo lipti hogi rooh-e-shabbir........... noor ko hashr mein rakhna hai sago mein shabbir teri raahon mein pada hoga kahin aas ek nazre inayat ki lagayi hogi rooh-e-shabbir...

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Roman(Eng):  chaahate aap to khud daud kar aata paani ya husain ! aapki thokar se nikalta paani kya thi aukaat pila deta jo dariya paani mere abbas ne dariya ko pilaaya paani aasmaa.n ! gar tujhe shabbir ishaara karte dil ye kehta hai ke din-raat barasta paani ediyaa.n apni zamee.n par jo ragadte asghar karbala tere sambhale na sambhalta paani itne tardast the abbas ke dono.n baazu padh gaya jiske bhi usne nahi.n maanga paani kaun kehta hai ke paani ke the pyaase shabbir sach to ye hai ke tha shabbir ka pyaasa paani tujhpe so jaan hai qurbaan meri aye asghar ! teri himmat ne yazidiyo.n ko pilaaya paani ya 'ali sher-e-KHuda ! aapke bete shabbir hukm de dete to suraj bhi ugalta paani हिंदी(Hindi) :  चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी या हुसैन ! आपकी ठोकर से निकलता पानी क्या थी औक़ात पिला देता जो दरिया पानी मेरे 'अब्बास ने दरिया को पिलाया पानी आसमां ! गर तुझे शब्बीर इशारा करते दिल ये कहता है के दिन-रात बरसता पानी एड़ियां अपनी ज़मीं पर जो रगडते असगर कर्बला तेरे सम्भाले ...

Mein hun Husaini bachpan se Lyrics || Tahir Qadri

Image
Dam Dam Husain Maula Husain Mein Husaini hun Mein Husaini hun Sab Husaini Husain Husain karein Jab se hosh sambhala hai Maa ne Hamein samjaya hai Samaj mein aaya Us Din se Mein hun Husaini bachpan se Aaj Yazeedi tola Tu Isko Jannati manta hai Sab Dollar ka chakkar hai Halanki Haq janta hai Ye sab kamai ke dhandhe hein Sab Dollar ka chakkar hai Aaj Yazeedi tola Tu Isko Jannati manta hai Sab Dollar ka chakkar hai Halanki Haq jante hein Sare Ayimma ka Fatwa Yazeed Kafiro Fasik hai Fatwa dikhaun kin kin se Mein hun Husaini bachpan se Jab se hosh sambhala hai Maa ne Hamein samjaya hai Samaj mein aaya Us Din se Mein hun Husaini bachpan se Nazre Karam jo Hurr pe hui Unki Kismat jag uthi Shah ne jab kuchh farmaya Dil ki kaya palat gayi Hurr ye sab ko batate hein Jannat Aese pate hein Sada lagayi ye Rann se Mein hun Husaini bachpan se Jab se hosh sambhala hai Maa ne Hamein samjaya hai Samaj mein aaya Us Din se Mein hun Husaini bachpan se Sab Husain...

Husain Jeet gaye Lyrics || Hafiz Tahir Qadri

Image
Ya Husain Ya Husain Ya Husain Ya Husain Ya Husain Ya Husain Ya Husain Ya Husain Yazeed haar gaya Yazeed haar gaya Husain Jeet gaye Husain Jeet gaye Ajab Ladi hai Jang bhi Husain ne Yazeed se Bas Is se badh kar jeet kya Yazeed tha Husain hai Takhte Yazeed mit gaya Zikre Husain reh gaya Ye Jeet hai Wahem nahi Ye Baat koi kam nahi Yazeed mar gaya Husain hai Husain hai Husain hai Ya Husain Ya Husain ANTAL FATEH Ya Husain Ya Husain ANTAL FATEH Ye Faisala-e-Khuda hai Husain Jeet gaye Yazeed haar gaya hai Husain Jeet gaye Yazeed Naam koi Bacchon ka nahin rakhta Husain Naam rakkha hai Husain Jeet gaye Yazeed haar gaya hai Husain Jeet gaye Shikast Asl mein Zaleem Yazidiyon ko hui Jahan mein Shor macha hai Husain Jeet gaye Yazeed haar gaya hai Husain Jeet gaye Zaleel hoke Marenge Ye Kharji Kutte Ye Naara Inki Saza hai Husain Jeet gaye Yazeed haar gaya hai Husain Jeet gaye Muawiya o Ali Donon Haq pe hein Sunlo Yazeed sach mein bura hai Husain Jeet gaye Y...

Agar Husaini ho Lyrics || Hafiz Tahir Qadri

Image
Husainiyon ! Husainiyon ! Muaashre ko burai se paak kar dalo Har Ek Shar ko Mitao Agar Husaini ho Husainiyat ka Mission suno Husaini ban ke jiyo Husainiyat ka Mission suno Husaini ban ke jiyo Labbayk Labbayk Maula Husain Labbayk Labbayk Maula Husain Agar Husaini ho Agar Husaini ho Nizame Haq ko bachao  Agar Husaini ho Agar Husaini ho Yazidiyat ko Mitao Agar Husaini ho Agar Husaini ho Laga do Jaan ki Baazi Baqa-e-Haq ki liye Wafa ka Ahad nibhao Agar Husaini ho Husain Zinda Zamiree ki Ek Alamat hai Khudi Hayat mein Laao Agar Husaini ho Labbayk Labbayk Maula Husain Labbayk Labbayk Maula Husain Unhone Maut ke sholon pe bhi Namaz padhi Namazein Apni bachao Agar Husaini ho Kabhi Kisi ko gata kar na badhe hoge Tum Khud Apne kad ko badhao Agar Husaini ho Labbayk Labbayk Maula Husain Labbayk Labbayk Maula Husain Juluso Jalsa o Naara hi bas nahin sab kuchh Amal bhi kar ke dikhao Agar Husaini ho Nabi ki Izzato Namus...

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Ya Husain Ibne Ali Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی in English Hindi Urdu

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics / उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम / اس حسین ابنِ حیدر پہ لاکھوں سلام

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام

Al Madad Peerane Peer Gause Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar Lyrics / मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर / مرحبا مرحبا، اے علی کے پسر

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर / ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر

Kyun aake ro raha hai Muhammad ke Shehar mein / क्यों आके रो रहा है मुहम्मद के शहर में / کیوں آکے رو رہا ہے محمد کے شہر میں

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ