Khaake Madina hoti Mein khaak-saar hota Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)


Roman(Eng):


Khaake Madina hoti Mein khaak-saar hota
Hoti rahe Madina Mera gubaar hota

Aaqa Agar Karam se Tayba Muje bulaate
Roze par Sadqe hota Unpar nisaar hota

Mar mitke khub lagti mitti Meri thikaane
Gar unki rah-guzar par Mera Mazaar hota

Ye aarazu hai Dil ki hota Wo Sabz Gumbad
Aur Mein gubaar ban kar Us par nisaar hota

Tayba mein gar muyassar Do gaz Zameen hoti
Unke kareeb basta Dil ko karaar hota

Bechain Dil ko ab tak samja buja ke rakkha
Magar ab to Is se Aaqa nahin Intezar hota

Wo bekason ke Aaqa , Bekas ko gar bulate
Kyun Sab ki thokaron par , Padh kar khunwaar hota

Saalik hue Ham Unke wo bhi hue Hamaare
Dile muztarib ko lekin nahin intezaar hota



हिंदी(Hindi):


खाके मदीना होती में खाकसार होता
होती रहे मदीना मेरा गुबार होता

आक़ा अगर करम से तैयबा मुझे बुलाते
रोज़े पर सड़के होता उनपर निसार होता

मर मिटके खूब लगती मिटटी मेरी ठिकाने
गर उनकी रहगुज़र पर मेरा मज़ार होता

ये आरज़ू है दिल की होता वो सब्ज़ गुम्बद
और में गुबार बन कर उस पर निसार होता

तयबह में गर मुयस्सर दो गज़ ज़मीन होती
उनके करीब बस्ता दिल को करार होता

बेचैन दिल को अब तक समजा बुजा के रक्खा
मगर अब तो इस से आक़ा नहीं इंतज़ार होता

वो बेकसों के आक़ा , बेकस को गर बुलाते
क्यों सब की ठोकरों पर , पड़ कर खुंवार होता

सालिक हुए हम उनके, वो भी हुए हमारे
दिल मुज़्तरिब को लेकिन नहीं इन्तिज़ार होता



khake madina hoti lyrics , khake madina hoti , khake madina hoti lyrics urdu, khake madina hoti naat lyrics, khake madina hoti lyrics in urdu, khak e madina hoti lyrics , khake madina hoti naat lyrics in urdu, khake madina, khake madina hoti naat, khake madina hoti main khaksar hota lyrics, khake madina hoti lyrics in hindi, khak e madina, naat lyrics khake madina hoti lyrics in urdu, khake madina hoti main khaksar hota, khak e madina hoti

Comments

Post a Comment

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammad Lyrics in English Hindi Urdu

Wo Mera Nabi hai - Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai - Lyrics - English Hindi Urdu

Aakhri Roze hein Dil gham-nak muztar Jaan hai Lyrics || Roman (Eng) & हिंदी (Hindi)

Alwada Alwada Mahe Ramzan Lyrics by Owais Raza Qadri in English ~ Hindi

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics || मदीने के आक़ा , सलामुन अलैक || مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana || Madani Sehra Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics || हाजियों मुस्तफा से कह देना || حاجیوں ! مصطفیٰ سے کہ دینا

Maslak ka Tu Imaam hai Ilyas Qadri Lyrics || मसलक का तु इमाम है , इल्यास क़ादरी || مسلک کا تو امام ہے ، الیاس قادری || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

al madad peerane peer , gaus-e-aazam dastageer naat lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu