ya shah-e-bahr-o-bar! main madina chhod aaya ya shah-e-bahr-o-bar! main madina chhod aaya koh-e-gham pada sar par main madina chhod aaya aah! masjid-e-nabwi, haaye! gumbad-e-khazra aah! roza-e-anwar, main madina chhod aaya jab chala tha taiba ko, thi khushi mere dil ko aah! ab hai dil-e-muztar, main madina chhod aaya dil mein bekarari hai, aur giryaazari hai beh rahi hein chashm-e-tar main madina chhod aaya aah! dil madine ke jald-jald guzre the haaye jald chhuta kar main madina chhod aaya waqt-e-hijr jab aaya fut-fut kar roya dardnaak tha manzar main madina chhod aaya या शाह-ए-बहर-ओ-बर! मैं मदीना छोड़ आया या शाह-ए-बहर-ओ-बर! मैं मदीना छोड़ आया कोह-ए-ग़म पड़ा सर पर मैं मदीना छोड़ आया आह! मस्जिद-ए-नबवी, हाय! गुम्बद-ए-ख़ज़रा आह! रोज़ा-ए-अनवर, मैं मदीना छोड़ आया जब चला था तैयबा को, थी ख़ुशी मेरे दिल को आह! अब है दिल-ए-मुज़्तर, मैं मदीना छोड़ आया दिल में बेक़रारी है, और ग़िर्या-ज़ारी है बह रही हैं चश्म-...