Marhaba aaj chalenge shahe Abrar ke paas Lyrics
Marhaba aaj chalenge shahe Abrar ke paas
Insha'allah Pahunch jayenge Sarkar ke paas
Pesh karne ke liye kuchh nahin badkar ke paas
Dheron isyaan hein gunahgaron ke sardar ke paas
Mil chuka izan mubarak ho madine ka safar
Kafile walon chalo dilbaro dildar ke paas
Mein gunahgar gunahon ke siwa kya lata
Nekiyan hoti hein sarkar nekokar ke paas
Aankh jab gumbad e khazra ka nazara kar le
Dam nikal jaye mera kash dare yaar ke paas
Donon alam ki bhalayi ka suwali ban kar
Ek bhikari hai khada aap ke darbar ke paas
Shahe wala ye madine ka bane deewana

Apna gham chashme nam aur rikkate qalbi dijiye

Hai madine mein shahadat ka ye mangata maula

Isko jannat mein jawar apna ata ho data

Qabr mein yun hi nahin aaya unki
Hai gulami ki sanad dekh lo Attar ke paas

Meaning please
ReplyDelete