Posts

Showing posts with the label yaade madina

Na chhedo zikre jannat ab madina yad aaya hai Lyrics / ना छेड़ो ज़िक्र-ए-जन्नत अब मदीना याद आया है / نہ چھیڑو ذکرِ جنت اب مدینہ یاد آیا ہے

na chhedo zikr-e-jannat ab madina yaad aaya hai na chhedo zikr-e-jannat ab madina yaad aaya hai nabi ka sabz gumbad dil ki aankhon mein samaya hai mila karti hain munh maangi muraadein unke roze par gulaamon ne tere dar se jo maanga hai wo paaya hai khuda ki saltanat ke ho tum dulha ya rasulallah tumhaare waaste rab ne ye sab aalam sajaaya hai shab-e-asra mubarak baad thi ye hoor-o-gilma mein muhammad ko khuda-e-paak ne dulha banaaya hai namazon mein, azaan mein, kalma mein aur arsh par har jaa khuda ne naam tera naam se apne milaaya hai zameen ko cheerte daudhe hue aaye hain khidmat mein darakhton ne ishaara aapka jis waqt paaya hai ijaabat ne liya bosa tumhaare pyaare hothon ka dua ke waaste jis waqt tum ne lab hilaaya hai tumhaari zaat par kyun kar bharosa ho na aalam ko gunahgaaron ko tumne naare dozakh se bachaaya hai koi pursaan-e-haal apna nahin hai y...

फिर करम हो गया में मदीने चला / پھر کرم ہو گیا، میں مدینے چلا / phir karam ho gaya main madine chala lyrics

phir karam ho gaya, main madine chala mai.n madine chala , mai.n madine chala madine chala... madine chala... madine chala... madine se bulaawa aa raha hai mera dil mujhse pahele jaa raha hai mai.n madine chala , mai.n madine chala phir karam ho gaya , mai.n madine chala kaif sa chha gaya , mai.n madine chala mast-o-be-khud bana , mai.n madine chala mai.n madine chala , mai.n madine chala zahe qismat madine jaa raha hu.n sa'aadat kaisi aala paa raha hu.n mere yaaro.n ! zara mujhko sambhaalo khushi se mai.n to machla jaa raha hu.n kya bataau.n mili , dil ko kaisi khushi jab ye muzda suna , mai.n madine chala mai.n madine chala , mai.n madine chala hamko apni talab se siwa chaahiye aap jaise hei.n waisi 'ata chaahiye kyu.n kahu.n ye 'ata wo 'ata chaahiye unko maalum hai hamko kya chaahiye bharke joli meri mere sarkaar ne muskura kar kaha aur kya ...

Marhaba aaj chalenge shahe Abrar ke pas Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

marhaba aaj chale.nge shah-e-abraar ke paas marhaba aaj chale.nge shah-e-abraar ke paas insha.allah pahunch jaaenge sarkaar ke paas pesh karne ke liye kuchh nahi.n badkaar ke paas dhero.n isyaa.n hei.n gunahgaaro.n ke sardaar ke paas mil chuka izn, mubaarak ho madine ka safar kaafile waalo.n ! chalo dilbar-o-dildaar ke paas mai.n gunahgaar gunaaho.n ke siwa kya lata nekiyaa.n hoti hei.n sarkaar ! nekokaar ke paas aankh jab gumbad-e-khazra ka nazaara kar le dam nikal jaaye mera kaash ! dar-e-yaar ke paas dono.n 'aalam ki bhalaayi ka suwaali ban kar ek bhikaari hai khada aap ke darbaar ke paas shaah-e-waala ! ye madine ka bane deewaana ek bhikaari hai khada aap ke darbaar ke paas apna gham, chashm-e-nam aur riqqat-e-qalbi dijiye ek bhikaari hai khada aap ke darbaar ke paas hai madine mei.n shahaadat ka ye mangata maula ! ek bhikaari hai khada aap ke darbaar ke paas isko jannat mei.n jawaar apna 'ata ho daata ! ek bhikaari hai khada aap ke darbaar ke paas qabr mei.n yu.n hi naki...

Madine bulana Hame Jaane Aalam || मदीने बुलाना हमें जान-ए-'आलम || مدینے بلانا ہمیں جان عالم || Lyrics || Owais Qadri || Roman(ENG) & हिंदी(HINDI) & (URDU)اردو

Roman(ENG): madine bulaana hame.n jaan-e-'aalam dar-e-paak ka ham nazaara karenge wahi.n par jiyenge , wahi.n par Marenge wahi.n zindagi bhar guzaara karenge wo jiski chamak se chamakta hai 'aalam nigaho.n ko roshan jo karta hai payham mukaddar se mil jaye wo sabz ghumbad to jee bhar ke uska nazaara karenge padengi muwaajat pe jis dam nigahe.n rawaa.n ashk honge bharenge ham aahe.n machalte bilakte hue aapko ham do 'aalam ke data ! pukara karenge ajab kaifiyat us gadi dil ki hogi jabee jab dar-e-yaar par apni hogi dua ye karenge ke tham jaye.n gadiyaa.n yahi aakhri bas nazaara karenge kabhi jaake dekhenge jannat ki kyaari wo mimbar jahaa.n aab-e-kausar hai jaari wo khutbaat-e-aaqa ka pur-kayf manzar tasawwur me.n uska nazaara karenge dar-e-paak par roz jaya karenge sa'aadat ki me'raaj paya karenge yu.n imaan har roz apna musafir ! sawaara karenge nikhaara karenge madine bulaana hame.n jaan-e-'aalam dar-e-paak ka ham nazaara karenge wahi.n par jiyenge , wahi...

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Ya Husain Ibne Ali Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی in English Hindi Urdu

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar Lyrics / मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर / مرحبا مرحبا، اے علی کے پسر

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics / उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम / اس حسین ابنِ حیدر پہ لاکھوں سلام

Al Madad Peerane Peer Gause Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर / ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر

husain zindabaad zindabaad rahega || हुसैन ज़िंदाबाद ज़िंदाबाद रहेगा || حسین زندہ باد زندہ باد رہیگا || Lyrics