Main Qadri Deewana Main Qadri Mastana Lyrics || Hafiz Tahir Qadri

Mein Qadri hun shukr hai Rabbe Qadeer ka
Daman hai Mere Hath mein Peerane Peer ka

Mein Qadari Deewana Main Qadri Mastana
Ya Gaus Fakeeron ki Tum laaj nibha jana
Mein Qadari deewana Mein Qadri mastana

Bagdad ki galiyan hain aur urs ka mela hai
Langar jo yaha dekha ham ne kahin dekha na
Main Qadari deewana Main Qadri mastana
Main qadri hun shukr hai ...........

Bagdadi fakeeron ka ye haal bhi dekha hai
Mahol fakeerana andaz hai shahana
Main Qadari deewana Main Qadri mastana
Ya Gaus fakeeron ki tum laaj nibha jana

Jilan ke vaali to sakhiyon ke shahenshah hai
Bhar denge tera daman bagdaad chale aana
Main Qadari deewana Main Qadri mastana
Main qadri hun shukr hai ...........

Waliyon ke wali aaye mere gaus e jalee aaye
Meera ki sawari hai aankhon ko bichha jana
Main Qadari deewana Main Qadri mastana
Ya Gaus fakeeron ki tum laaj nibha jana

Mere gaus ke laheje main roshan hai shariyat bhi
Har baat tarikat hai kirdaar juda gana
Main Qadari deewana Main Qadri mastana
Main qadri hun shukr hai ...........

Main gyarvi ki mahefil ghar apne sajata hun
Ye tohfa Ujagar ka manzur ho Jaanana
Mein Qadari Deewana Mein Qadri mastana
Ya Gaus fakeeron ki tum laaj nibha jana

Naat Khwan : 

Hafiz Tahir Qadri

Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Kya Bataun ki Kitni hein Khubiyan Madine mein Lyrics - Aaye Jab Mere Aaqa / क्या बताऊँ कि कितनी हैं, खूबियाँ मदीने में

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ