Mein Qadari Deewana Main Qadri Mastana Lyrics || Hafiz Tahir Qadri

Mein Qadri hun shukr hai Rabbe Qadeer ka Daman hai Mere Hath mein Peerane Peer ka Mein Qadari Deewana Main Qadri Mastana Ya Gaus Fakeeron ki Tum laaj nibha jana Mein Qadari deewana Mein Qadri mastana Bagdad ki galiyan hain aur urs ka mela hai Langar jo yaha dekha ham ne kahin dekha na Main Qadari deewana Main Qadri mastana Main qadri hun shukr hai ........... Bagdadi fakeeron ka ye haal bhi dekha hai Mahol fakeerana andaz hai shahana Main Qadari deewana Main Qadri mastana Ya Gaus fakeeron ki tum laaj nibha jana Jilan ke vaali to sakhiyon ke shahenshah hai Bhar denge tera daman bagdaad chale aana Main Qadari deewana Main Qadri mastana Main qadri hun shukr hai ........... Waliyon ke wali aaye mere gaus e jalee aaye Meera ki sawari hai aankhon ko bichha jana Main Qadari deewana Main Qadri mastana Ya Gaus fakeeron ki tum laaj nibha jana Mere gaus ke laheje main roshan hai shariyat bhi Har baat tarikat hai kirdaar juda gana Main Qadari deewana Main Qadri mastana Main qadri hun shukr ha...