Mein Sadqe jaoon waari jaoon Muhammad aa gaye Lyrics || में सदक़े जाऊं वारी जाऊं मुहम्मद आ गए
Roman(ENG):
Mein Sadqe jaoon waari jaoon Muhammad aa gaye

Sarkaar ke Diwaane Khushiyaan manaa rahe hein
Jande lagaa rahe hein Ghar ko Sajaa rahe hein

Naara laga rahe hein

Noor waala Aamena Bibi ke ghar mein ayaa hai
Haq ne paida Aaj Apne Pyaare ko farmaaya hai
Is taraf bhi Us taraf bhi Har taraf hi Noor hai
Aa gaya hai Noor walaa Noor walaa ayaa hai
Noor waale ke Rukhe Roshan ki bhi Kya Baat hai
Chehra-e-Anwar ke aage chand bhi sharmaya hai
Chhat pe Kaabe ki utarkar Hukme Rabbe Paak se
Hazrate Jibreel ne Janda wahaan lehraaya hai
Chand ki aayi Rabiunnur ki junhi khabar
Ahle Imaan jhoom uthe Shaytaan ko gussa ayaa hai
Sun le Shaytaan Tu dabaa sakta nahin Attar ko
Do Jahana mein Ispe Mithe Mustafa ka saaya hai

हिंदी (HINDI):
में सदक़े जाऊं वारी जाऊं मुहम्मद आ गए
में सदक़े जाऊं वारी जाऊं मुहम्मद आ गए
सरकार के दीवाने , खुशियां मना रहे हैं
जांदे लगा रहे हैं, घर को सजा रहे हैं
नारा लगा रहे हैं
में सदक़े जाऊं वारी जाऊं मुहम्मद आ गए
में सदक़े जाऊं वारी जाऊं मुहम्मद आ गए
नूर वाला आमेना बीबी के घर में आया है
हक़ ने पैदा आज अपने प्यारे को फ़रमाया है
सरकार के दीवाने , खुशियां मना रहे हैं
जांदे लगा रहे हैं, घर को सजा रहे हैं
नारा लगा रहे हैं
में सदक़े जाऊं वारी जाऊं मुहम्मद आ गए
में सदक़े जाऊं वारी जाऊं मुहम्मद आ गए
इस तरफ भी उस तरफ भी हर तरफ ही नूर है
आ गया है नूर वाला नूर वाला आया है
सरकार के दीवाने , खुशियां मना रहे हैं
जांदे लगा रहे हैं, घर को सजा रहे हैं
नारा लगा रहे हैं
में सदक़े जाऊं वारी जाऊं मुहम्मद आ गए
में सदक़े जाऊं वारी जाऊं मुहम्मद आ गए
नूर वाले के रूखे रोशन की भी क्या बात है
चेहरा-इ-अनवर के आगे चाँद भी शरमाया है
सरकार के दीवाने , खुशियां मना रहे हैं
जांदे लगा रहे हैं, घर को सजा रहे हैं
नारा लगा रहे हैं
में सदक़े जाऊं वारी जाऊं मुहम्मद आ गए
में सदक़े जाऊं वारी जाऊं मुहम्मद आ गए
छत पे काबे की उतरकर हुक्मे रब्बे पाक से
हज़रते जिब्रील ने झंडा वहाँ लहराया है
सरकार के दीवाने , खुशियां मना रहे हैं
जांदे लगा रहे हैं, घर को सजा रहे हैं
नारा लगा रहे हैं
में सदक़े जाऊं वारी जाऊं मुहम्मद आ गए
में सदक़े जाऊं वारी जाऊं मुहम्मद आ गए
चाँद की आयी रबिउन्नूर की जुनहिं खबर
अहले इमां झूम उठे शैतां को गुस्सा आया है
सरकार के दीवाने , खुशियां मना रहे हैं
जांदे लगा रहे हैं, घर को सजा रहे हैं
नारा लगा रहे हैं
में सदक़े जाऊं वारी जाऊं मुहम्मद आ गए
में सदक़े जाऊं वारी जाऊं मुहम्मद आ गए
सुनले शैतां तू दबा सकता नहीं अत्तार को
दो जहां में इसपे मीठे मुस्तफा का साया है
सरकार के दीवाने , खुशियां मना रहे हैं
जांदे लगा रहे हैं, घर को सजा रहे हैं
नारा लगा रहे हैं
में सदक़े जाऊं वारी जाऊं मुहम्मद आ गए
में सदक़े जाऊं वारी जाऊं मुहम्मद आ गए