Posts
Showing posts with the label moharam
- Get link
- X
- Other Apps
fatima ki dua ka asar hai husain ya husain! maula husain! ya husain! maula husain! nabi ka lakhte jigar, noor-e-‘ain likh dena ali ka laadla, zahra ka chain likh dena kisi bhi daur mein mazloom ki himayat mein zameen-e-zulm-o-sitam par husain likh dena fatima ki dua ka asar hai husain haidari sher hai aur nidar hai husain hai gawaah ispe maidan-e-karbobala aa rahi hai ye tareekh se bhi sada zer gustakh hai aur zabar hai husain haidari sher hai aur nidar hai husain maula imaam husain, maula imaam husain maula imaam husain, maula imaam husain ho bayaan kaise fazl-o-kamaal-e-husain har jagah hai nabi ko khayaal-e-husain hain nabi sajde mein, pusht par hain husain haidari sher hai aur nidar hai husain ibn-e-saad o shimr ho ya ibn-e-ziyaad ibn-e-haidar ke dushman hain sab bad-nihaad mar gaye saare, zinda magar hai husain haidari sher hai aur nidar hai h...
- Get link
- X
- Other Apps
badshah husain husain badshah husain Naat-Khwaan: Nadeem Sarwar badshah husain husain badshah husain badshah husain husain badshah husain ye deen panahi ka sharaf kisko mila hai ye kiska lakab hai jo saare arsh likha hai badshah husain husain badshah husain badshah husain husain badshah husain ajmer ke khwaja ne ye sach khoob kaha hai la-rayb ke shabbir hi kalme ki baqa hai badshah husain husain badshah husain badshah husain husain badshah husain shah ast husain badshah ast husain deen ast husain deen panah ast husain sar daad na daad dast dar daste yazeed haqqaqe bina-e-lailaha ast husain badshah husain husain badshah husain badshah husain husain badshah husain karbo bala ishq-e-khuda ishq ka tu sultan husain shah husain badshah husain deen ast husain deen panah ast husain maula bada kaam kiya deen-e-khuda aam kiya kar na saka k...
- Get link
- X
- Other Apps
mera maula maula husain hai Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri mera maula maula husain hai mera maula maula husain hai jo hua nawasa-e-mustafa wo ali ka beta husain hai jo yazidiyat ko fanaah kare shahe karbala wo husain hai bibi fatima ka wo ladla mera badshah wo husain hai mera maula maula husain hai mera maula maula husain hai kya sunaun waqia-e-karbala haaye teer neza kahaan laga jise chumte rahe mustafa wo husaini sar tha kata hua saara ghar ka ghar bhi luta diya wo jo kar gaya wo husain hai mera maula maula husain hai mera maula maula husain hai yahi bole hazrat-e-hurr shaha ya husain aap ka shukriya ke yazidiyon se nikal kar jo husainiyon mein bitha diya mujhe manzilon ka pata diya mera rehnuma wo husain hai mera maula maula husain hai mera maula maula husain hai wo bhi banda kitna ajeeb hai jo kahe yazeed...
- Get link
- X
- Other Apps
tera husain mera husain Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri tera husain mera husain sabka husain maula husain ya shaheede karbala ya shaheede karbala mere khuda ki riza hai ali ke lakhte jigar nabi ke deen pe fida hai ali ke lakhte jigar shehzaada ali ka pyaara hai nabi ka zahra ka ladla mahboob sabhi ka faqeeron aayo sadaa de rahe hain ye abbas sarapa baabe sakha hain ali ke lakhte jigar shehzaada ali ka pyaara hai nabi ka zahra ka ladla mahboob sabhi ka husaini khoon se wo inqilab aaya hai mita hai kufr baqa hai ali ke lakhte jigar tera husain mera husain sabka husain maula husain mere rasool ne sardaar-e-khuld inko chuna tabhi to sabse juda hain ali ke lakhte jigar shehzaada ali ka pyaara hai nabi ka zahra ka ladla mahboob sabhi ka ukhaad phenko jahaan se yazeediyat ka alam tumhare saath sadaa hain ali ke lakhte jigar ...
- Get link
- X
- Other Apps
meri jaan husain imaan husain Naat-Khwaan: Hafiz Ahmed Raza Qadri husain husain husain husain meri jaan husain imaan husain mera maan husain pahechaan husain wo dil hi kya ke jisme samoya nahin husain behtar hai wo ke jisne khoya nahin husain meri jaan husain... meri jaan husain... meri jaan husain... meri jaan... kehdo hawa se jaa kar ab shor naa kare tayba se karbala tak soyaa nahin husain libaas hai fataa hua ghubaar mein ataa hua tamaam jism-e-naazneen chhida hua kataa hua ye kaun zee-waqaar hai bala ka shah-sawaar hai ke hai hazaaron qaatilon ke samne dataa hua ye bil-yaqeen husain hai nabi ka noor-e-‘ain hai ke jiski ek zarb se kamaale fann-e-harb se kai shaqeen gire hue tadap rahe hain qarb se ye kaun haqq-parast hai maa-e-raza se mast hai ke jiske samne koi buland hai na past hai udhar hazaar ghaat hain magar ajeeb baat hai ke ek s...
- Get link
- X
- Other Apps
karbala ke jaan nisaaron ko salaam karbala ke jaan nisaaron ko salaam fatima zahra ke pyaaron ko salaam karbala teri bahaaron ko salaam jaanisari ke nazaron ko salaam karbala ke jaan nisaaron ko salaam fatima zahra ke pyaaron ko salaam ya hussain ibne ali mushkil kusha aap ke sab jaan-nisaaron ko salaam karbala ke jaan nisaaron ko salaam fatima zahra ke pyaaron ko salaam akbar-o-asghar pe jaan qurbaan ho mere dil ke taajdaaron ko salaam karbala ke jaan nisaaron ko salaam fatima zahra ke pyaaron ko salaam qasimo abbas par lakhon durood karbala ke shah-sawaaron ko salaam karbala ke jaan nisaaron ko salaam fatima zahra ke pyaaron ko salaam jis kisi ne karbala mein jaan di un sabhi imaandaaron ko salaam karbala ke jaan nisaaron ko salaam fatima zahra ke pyaaron ko salaam bhooki pyaasi bibiyon par ho durood bhooke...
- Get link
- X
- Other Apps
luta ke deen pe sab kuchh malaal koi nahin Naat-Khwaan: Muhammad Muzammil Hussain husain husain mere husain ya husain ya husain ya husain ya husain luta ke deen pe sab kuchh malaal koi nahin husain sabr ke tere misaal koi nahin luta ke deen pe sab kuchh malaal koi nahin husain hukm dein abbas ko to unke liye furaat mashq mein bharnaa kamaal koi nahin luta ke deen pe sab kuchh malaal koi nahin ye shaan-e-ibne ali hai ke waqte aakhir bhi bajuz namaaz labon par sawaal koi nahin luta ke deen pe sab kuchh malaal koi nahin khudaya khair ho asghar ki aaj maidan mein ke noh-nihaal ke haathon mein dhaal koi nahin luta ke deen pe sab kuchh malaal koi nahin sada-e-hurr hai jo ibne ali ka ho jaae urooj uske liye hai zawaal koi nahin luta ke deen pe sab kuchh malaal koi nahin ye manqabat to ata hubb-e-panjatan ki hai aye aqs ismein tumha...
- Get link
- X
- Other Apps
ya husain ibne ali kehte hein ye saare ghulaam ya husain ibne ali kehte hain ye saare ghulaam sab ghulaam aapko salaam, aapko salaam teer laga nanhe asghar ko, phool sa chehra murjhaaya dekh shaherbanu, bachche ko god mein leke farmaaya hoze kausar ka pee lena jaam, aapko salaam ya husain ibne ali kehte hain ye saare ghulaam sab ghulaam aapko salaam, aapko salaam jabr ke aage sabr khada tha, zulm-o-sitam ko rok kar jinko hua deedaar khuda ka, khanjar ki us nok par dekho shaheedon ka hai ye maqaam, aapko salaam ya husain ibne ali kehte hain ye saare ghulaam sab ghulaam aapko salaam, aapko salaam jinki peshaani ka bosa pyaare nabi farmaate the bachpan mein jibraeel-e-ameen bhi jhula jhulaane aate the wo hain nawaasa-e-khairul anam, aapko salaam ya husain ibne ali kehte hain ye saare ghulaam sab ghulaam aapko salaam, aapko salaam aye husain ibne ali, zohra ke dilbar assalaam aye shaheed-e-karbala, aye deen ke raahbar assalaam karbala mein aapne haq ke liy...
- Get link
- X
- Other Apps
hussain ibn-e-ali ne karbala mein ghar lutaya hai Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri mere hussain salaam, mere hussain salaam hussain ibn-e-ali ne karbala mein ghar lutaya hai hussain ibn-e-ali ne karbala mein sar kataya hai mere hussain salaam, mere hussain salaam madine mein hue sha'ban mein laal-e-ali paida ke bibi fatima ki god mein ek chaand biradra ali o fatima ke phool ye hasanain the pyaare rasulallah ki aankhon ke ye dono hi the taare nabi ko thi khabar ye deen par sab kuchh lutaayenge hussain ek roz jaake karbala mein sar kataayenge nabi ne chum ke dar dar yehi unse kaha aksar "mere bachche na ghabraana ke chalna is pe hai khanjar" kiya waada jo bachpan mein use aise nibhaaya hai hussain ibn-e-ali ne karbala mein ghar lutaya hai hussain ibn-e-ali ne karbala mein sar kataya hai khuda ko bhi nabi ke laadon se pyaar tha itna ke inke waaste kapdon ka joda k...
- Get link
- X
- Other Apps
mujh pe kyun band karte ho paani ya husain ya husain ya husain ya husain ya husain ya husain mera nana nabi meri maa sayyida mera baba ali mera bhai hasan ham hi hain panjtan ham hi hain panjtan meri kya hai khata meri kya hai khata meri kya hai khata meri kya hai khata mujh pe kyun band karte ho paani kya muhammad ka pyara nahin hoon kya main zehra ka jaaya nahin hoon kya nabi ka nawasa nahin hoon mujh pe kyun band karte ho paani kya muhammad ka pyara nahin hoon mere nana ne kalma sikhaya sur quraan tum ko sunaya kya main nana ka saaya nahin hoon kya nabi ka nawasa nahin hoon mujh pe kyun band karte ho paani kya muhammad ka pyara nahin hoon wo madina jahan mera ghar hai aur masjid mein us ghar ka dar hai kya main us ghar mein khela nahin hoon kya nabi ka nawasa nahin hoon mujh pe kyun band karte ho paani kya muhammad ka pyara nahin hoon chakkiyaan pees kar maa ne pala mujh ko nana ne jhula jhulaya apna bachpan main bhula nahin hoon kya nabi ka nawasa...
- Get link
- X
- Other Apps
husain tumko zamaana salaam kehta hai Naat-Khwaan: Hafiz Bilal Qadri tumhare sajde ko kaaba salaam kehta hai jalaale kubba-e-khazraa salaam kehta hai chaman ka har ghul-o-ghuncha salaam kehta hai husain tumko zamaana salaam kehta hai charaag-o-masjid-o-mimbar salaam kehte hain nabi rasool paighambar salaam kehte hain ali o fatima shabbar salaam kehte hain khuda gawaah hai ke naana salaam kehte hain husain tumko zamaana salaam kehta hai mere husain tujhe salaam mere husain tujhe salaam assalaam ya husain, assalaam ya husain assalaam ya husain, assalaam ya husain jisne haq karbala mein ada kar diya apne naana ka waada wafa kar diya sab kuch ummat ki khaatir fida kar diya ghar ka ghar sab supurde khuda kar diya us husain ibn-e-haidar pe laakhon salaam assalaam ya husain, assalaam ya husain assalaam ya husain, assalaam ya husain khuda ki raah ...
- Get link
- X
- Other Apps
shah sawaar-e-karbala ki shah sawaari ko salaam rasm-e-‘ushshaaq yahi hai ke wafa karte hain yaani har haal mein haq apna ada karte hain hosla hazrat-e-shabbir ka allah allah sar juda hota hai aur shukr-e-khuda karte hain shah sawaar-e-karbala ki shah sawaari ko salaam neze pe qur’an padhne wale qaari ko salaam raat din bichhde huon ki raah mein rehna khade hazrat-e-sughra tumhari intezaari ko salaam sar se chaadar chhin gayi lekin nazar uthi nahin hazrat-e-zainab tumhari parda-daari ko salaam muskurate tegh pe roshan kiya rangeen charaagh akbar-o-qasim tumhari jaan-nisaari ko salaam kat gaya kumbha, museebat sar pe aayi, lut gayi ho gayi bhai bhatijon se judaai, lut gayi umar bhar ki daste gurbat mein kamaai lut gayi roke jab kehti thi zainab: haaye bhai lut gayi ghar ali ka kya luta, saari khudaai lut gayi har imtihaan mein shabir-o-shaakir rahe husain ...
Related Lyrics
Quran Shareef
Popular Naat Lyrics
Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम
Mustafa Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam Roman Urdu, Hindi & Urdu Lyrics Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu mustafa jaan-e-rahmat pe laakhon salaam shaam-e-bazm-e-hidaayat pe laakhon salaam mehr-e-charkh-e-nubuwwat pe roshan durood ghule baagh-e-risaalat pe laakhon salaam shahr-e-yaar-e-iram taajdaar-e-haram nau bahaar-e-shafaa'at pe laakhon salaam shab-e-asraa ke dulha pe daa'im durood nosha-e-bazm-e-jannat pe laakhon salaam fath-e-baab-e-nubuwwat pe behad durood khatm-e-daura-e-risaalat pe laakhon salaam mujh se be-kas ki daulat pe laakhon durood mujh se be-bas ki quwwat pe laakhon salaam ham gareebon ke aaqa pe behad durood ham fakeeron ki sarwat pe laakhon salaam ...
Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर
al-madad peeraan-e-peer, gaus-e-aa'zam dastageer! al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! rutba ye wilaayat mein, kya ghaus ne paaya hai allah ne waliyon ka sultaan banaaya hai hai dast-e-'ali sar par, hasnain ka saaya hai mere ghaus ne thokar mein murdon ko jilaaya hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! laakhon ne usi dar se taqdeer banaayi hai bagdaad sanwariya ki har baat niraali hai doobi hui kashti bhi dariya se nikaali hai ye naam adab se lo ye naam jhalaali hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! har fikr se tum ho kar aazaad chale jaao le kar ke labon par tum fariyaad chale jaao milna hai agar tumko waliyon ke shahenshaah se khwaaja se ijaazat lo baghdaad chale jaao al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! ya ghaus! karam kardo ya ghaus! karam kardo ye deen ki daulat se daaman sab ka bhar do bas itni guzaarish hai bas ek nazar kar do baghdaad k...
Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा
koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera ho jo haatim ko muyassar ye nazaara tera keh uthe dekh ke bakhshish mei.n ye rutba tera waah! kya jood-o-karam hai shah-e-bat.ha tera nahi.n sunta hi nahi.n maangne waala tera kuchh bashar hone ke naate tujhe khud-sa jaanei.n aur kuchh mahez payaami hi KHuda ka jaanei.n inki auqaat hi kya hai ke ye itna jaanei.n farsh waale teri shoqat ka 'uloo kya jaane KHush-rawaa.n 'arsh pe udta hai pharera tera mujhse naa-chiz pe hai teri 'inaayat kitni tune har gaam pe ki meri himaayat kitni kya bataau.n teri rahmat mei.n hai wus'at kitni ek mai.n kya meri 'isyaa.n ki haqiqat kitni mujhse so-laakh ko kaafi hai ishaara tera kaee pushto.n se ghulaami ka ye rishata hai bahaal yahi.n tiflee -o-jawaani ke guzaare mah-o-saal ab budhaape mei.n KHudaara ! na hamei.n dar se nikaal tere tukdo.n pe pale ghair ki thok...
Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन
Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim sabse ulaa wa aala hamara nabi sabse bala wa wala hamara nabi apne maula ka pyara hamara nabi donon aalam ka dulha hamara nabi allaahumma salli-'ala sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim laakhon aae yahaan aur laakhon gae unche unche shahenshah yahaan na rahe kitne diye jale jalke phir bujh gae kya khabar kitne taare khile chhup gae par na doobe na dooba hamara nabi allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim jinke talwon ka dhowan hai aab-e-hayaat hai wo jaan-e-masiha hamara nabi khalq se auliya, auliya se rusool aur rasuulon se aala hamara nabi kaun deta hai dene ko munh chahiye dene wala hai sachcha hama...
Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ
maula ya salli wa sallim daaeeman abadan sahar ka waqt tha maasum kaliyaa.n muskuraati thi.n hawaaei.n khair-makhdam ke taraane gungunaati thi.n abhi jibreel bhi utre na the kaa'be ke mimbar se ke itne me.n sadaa aayi hai abdullah ke ghar se mubaarak ho shah-e-har-do-saraa tashreef le aaye mubaarak ho muhammad mustafa tashreef le aaye maula ya salli wa sallim daaeeman abadan 'ala habibi-k khairil khalki kullimi muhammadun sayyidun kaw-nayni wa sakalayni wal-farikayni min arabiw-wa-min ajami na koi aap jaisa hai na koi aap jaisa tha koi yusuf se puchhe mustafa ka husn kaisa tha zameeno.n aasmaa.n me.n koi bhi misaal na mili maula ya salli wa sallim daaeeman 'abadan ...
Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا
Here is Full Lyrics of Madani Sehra "Fazl-e-Rabb-e-Paak se Beta mera Dulha bana" in English, Hindi and Urdu written by Maulana Ilyas Attar Qadri, naat khwan Hafiz Tahir Qadri fazl-e-rabb-e-paak se, beta mera dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana fazl-e-rabb-e-paak se , beta mera dulha bana khushnuma khushrang phoolo.n ka hai sar sehraa sajaa dulha bana dulha bana inko khushiyaa.n do Jahaa.n me.n tu ataa kar kibriyaa ! inpe ranj-o-gham ki na chhaye kabhi kaali ghata dulha bana dulha bana tu sadaa rakhna salaamat inka jhoda ya KHuda ! koi bhi jagda na ho , aapas me.n , aye rabb-ul-ula ! dulha bana dulha bana meethe meethe ho.n madine ke inhe.n munne 'ataa meethi meethi ho.n madine ki inhein munniyaan 'ataa waasta ya rabb ! madine ki mubaarak khaak ka dulha bana dulha bana is tarha mehka kare ye gh...
Keh dena Sarkar se Salam Hamara Lyrics / कह देना सरकार से सलाम हमारा, सलाम हमारा
Le Ke Jab Aaye Haji Unke Dar Ka Haseen Nazara Roman Urdu, Hindi & Urdu Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu le ke jab aaye haji unke dar ka haseen nazara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara wo hein jaan-e-kaaba, wo hein shaah-e-do aalam dekh ke jinka jalwa jhoome arsh-e-aazam nabiyon mein koi bhi nahin hai unke jaisa nyaara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unke dar pe jaa kar hosh na udne paaye dil ki har dhadkan pe rang-e-junoon na chhaye be adbi mahboob ke dar ki, rab ko nahin gawara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unki rahmat ka dariya rehta hai har-soo gham ke andheron mein wahi hai roshni numaya ummat ke liye jo roye raaton mein, aisa nahin koi hamara keh dena sarkar s...
Aye Saba Mustafa se keh dena Lyrics / अये सबा मुस्तफा से कह देना / اے صبا! مصطفیٰ سے کہہ دینا
aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n Naat-Khwaan: Haji Mushtaq Attari aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n yaad karte hei.n tumko shaam-o-sahar, dil hamaare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ki baatei.n, marhaba rang-o-noor ki baatei.n chaand jin par nisaar hota hai, aur taare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n jab muhammad ka naam aata hai, rahmato.n ka payaam aata hai lab humaare durood padte hei.n, dil humaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ke gaisu, bheeni-bheeni mahakti wo khushbu jin se maa'mur hai faza har-soo, wo nazaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n zaaeer-e-taiba tu madine mei.n, pyaare aaqa se itna keh dena aap ki gard-e-raah ko aaqa ! be-sahaare salaam kehte hei.n a...
Ya Nabi Salam Alayk Lyrics / या नबी सलाम 'अलैक - All versions
ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik rabb-e-sallim 'ala rasulallah marhaba marhaba rasulallah ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik ya habeeb salaam 'alaik, salawaatulla 'alaik rahmato.n ke taaj waale! do jahaa.n ke raaj waale! 'arsh ki me'raaj waale! aasiyo.n ki laaj waale! ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik ya habeeb salaam 'alaik, salawaatulla 'alaik hai tamanna ye KHuda se kahi.n, aisa howe hind se fir soo-e-madina, mera jaana howe roza-e-paak ke chogird firu.n main aisa jaise parwaana sar-e-sham' pe firta howe hu.n main mushtaq-e-ziyaarat, ye tamanna hai shaha! puri allah meri, ab ye tamanna howe ...
Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा
baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad hai pyaara baghdaad hai pyaara kehte hein jise sab hai bahot khoob wahi hai har 'aashiq-e-sarkaar ka matloob wahi hai allah ke mahboob ka mahboob wahi hai ek baar jo dekh aaye wo jaata hai dobaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara rahmat ka khazeena hein wo baGdaad ki galiyaan tasweer-e-madina hein wo baGdaad ki galiyaan jannat ka nageena hein wo baGdaad ki galiyaan bahta hai sada rahmat-o-anwaar ka dhaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara chaadar wahaan rahti hai tani hasani-husaini har samt wahaan chhanw mili hasani husaini khushbu hai fazaaon mein basi hasani husaini baGdaad ka dulha hai, 'ali ka hai dulaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara us dar ki mohabbat hai madine ki mohabbat us dar ki inaayat hai madine ki ina...







.png)

